Awesome indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Awesome indicator
    Awesome indicator
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction Awesome indicator aik leading indicator hey yeh forex market mei aik zabardast indicator hey yeh forex market kay trend kay recently tabdele ka mawazana karnay kay ley estaal keya jata sakta hey forex market mein tamam oscillator ke taraf yeh central line ya neutral ka pata laganay kay ley estamal keya ja sakta hey jaisa keh ap nechay daikhe gay indicator ka estamal kartay hovay time par central line sab say important samjhe jate hey mesal kay tor par jab line 0 line say oper chale jate hey to yeh aam to par es bat ke allamat hote hey market mein price bullish mein movement kar rehe hey ese tarah jab line neural line say nechay chale jate hey to yeh aam tor par bearish trend ke allamat hote hey or oscillator 0 say oper ja sakta hey nechay dey gay chart ein daily chart mein aik zabardast oscillator dekhaya geya hey Understand Awesome Oscillator es zabardast oscillator ko read kara nesbatan assan ho sakta hey jaisa keh oper dekhaya geya chart 2 important heson say ell kar bana hota hey sab say pehlay 0 par ghar janabdar line hote hey dosra red ya green lines hote hein lahza aik bullish manzar samnay aa sakta hey jab bars neutral lie kay sath green ho jate hein orbad mein es bat ke confirmation ho jate hey or jab yeh neutral point say oth jate hein zyada tar moamllat jab yeh idicator oper ke taraf barah rahay hon or es kay opposite hon to ap buy ke trade mein entry kar saktay hein Awesome oscillator ka estamal Awesome oscillator ka estamal nsbatan assan hota hey kunkeh yeh aam tor ar MT mein dasteyab hota hey neutral line ko daikho jaisa keh oper zekar keya ja choka hey indicator kay estamal karnay ka pehla point of view yeh hota hey aik bullish signal aam tor par os time bhaija jata hey jab oscillator nechay ke tarafmovement kar raha hota hey or market mein neural line ko cross keya ja sakta hey jaisa keh nechay dekhaya ja choka hey Conclusion forex market yeh aik shandar oscillator hey yeh aik best trading indicator hey or short period mein sekha ja sakta hey or es ka estamal karna asan ho sakta hey tahum tamam indicator ke tarah hum tajweez kar saktay hein es kay baray mein mazeed jan saktay hein or ap es ka analysis pehlay demo account par kay achay exerience kay sath real par bhe kam kar saktay hein
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Awesome Oscillator kia ha?
      ​​​
      Awesome Oscillator Indicator (AO) ko Bill Williams ne banaya hai jo 2 simple moving averages ke beech ki farq ko dikhata hai aur market ki moving strength ko define karta hai. Is indicator ko Bill Williams ne pehle se maujood MACD par banaya hai aur kuch changes kiye hain. Duno indicators mein ek common factor hai wo hai do simple moving averages.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_2023-12-01-17-44-07-66_0bea77daeacc231008e293164131bafa.jpg
Views:	16
Size:	227.6 کلوبائٹ
ID:	12786059

      Awesome Oscillator trading signals:

      Awesome Oscillator Indicator bahut hi simple hai aur market mein enter karne ke liye kaafi clear signals deta hai. Lekin ek aur successful trading ke liye, in signals ko confirm karne ke liye additional methods of technical analysis ka istemal karna behtar hai. Bill Williams ne bhi Fractals ka istemal kiya hai. Toh, agar aapko trading mein aur bhi acche results chahiye, toh Awesome Oscillator Indicator ke saath Fractals ka istemal zarur karein!

      Signal Saucer:

      yeh ek khareedne ka signal hai. Ismein teen column ke bar charts zero point ke upar hote hain. Ismein, beech ka column laal hona chahiye, jabki right column hari honi chahiye (img.2 dekhein). Lekin, traders aam taur par "saucer" ke ulte position ko (zero se neeche) bhi khareedne ka signal mante hain, jahan beech ka column hari hota hai aur right column laal hota hai.

      Signal Zero Line Cross:

      Yeh tab ban jata hai jab zero point cross hota hai. Agar bottom se top ki taraf movement hoti hai (jisme dono columns hari hote hain), toh yeh ek khareedne ka signal hai. Agar bottom se top ki taraf movement hoti hai (jisme dono columns laal hote hain), toh yeh ek bechna ka signal hai (img. 3 dekhein).

      Signal Twin Peaks:

      Jab indicator ke bars zero se neeche hote hain aur doosri Low pehle wali Low se oopar hai (yaani, zero ke nazdeek), toh yeh khareedne ka signal samjha jata hai. Agar bilkul ulta ho, toh yeh bechna ka signal hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X