phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2506 Collapse

    g dear humay nakami per mai samjta hu humay mayoos nhe hona chaiey balke humay is say ache say learn karna chaiey kiu k maine note kia hai forex trading mai jab tak humay loss ka samna nhe hota hai humay profit earn ho he nhe sakta hai is liye loss b hota hai humay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2507 Collapse

      g asa to hr insan sochta hai mgr is trah krna nhe chahiy kun k pehli nakami hi agy kamiabi ki serhee hoti hai
      • #2508 Collapse

        yes dear ma ap ki is bat sa agree ho ka forex ma jo be phly ya kam karta ha os ko agar ak loss ho gy to ma ap ko bta do ka
        wo log bag jaty ha is lia ma ap ko bta do ka is trha nhi karna chy blky ap is ma kam kar ka bht agy ga sakty ha.
        • #2509 Collapse

          Pehli nakami pe dil na haro, jo new traders hoty hein wo kuch din demo pe trading karty hein phir real start kar dety hein chunkay demo pe itna kam kia nai hota jis ki wajah se wo loss kar dety hein account ka or ohir dil har jaty hein.
          • #2510 Collapse

            forex aik risky business hai or start main thora loss bhi ho sakta hai is liye agar start main kuch loss bhi ho to peche nahin hatna chahiye or trading ko continue karna chahiye is tarah hum is main achi earning lay sakty hain
            • #2511 Collapse

              jee bhai main aap ki baat se agree krta hun k hamen is business mein apni pehly nakaami py harna nhe chaheay blky pehli nakami hi to seerhi hy is mein kamyabi ki, hamen apni ghalation se seekh k operate krna chaheay ar earning hasil krni chaheay...
              • #2512 Collapse

                aap nee bilkul theek kaha mere brother pehli nakami per bohat see log esa kar jate hai es lye hamain esa hoone nahi dyna chahyee q kay esa nahi karna chahyee.,,.,.
                • #2513 Collapse

                  loss and profit are the part of the business and forex business have more fluctuation and thats why this business is more loss prone so we have to trade very carefully
                  • #2514 Collapse

                    g hai ye apki iakboaht hi bari aur achi bat hai kay apko apni pehli nakami pe ksis bi ksiam ki koi bi tension nai lena ho gi kyu kay agar ap boaht hi bari tension mei ja kay tarding kartay hai tu is say apko koi bi fadi nai milta hai
                    • #2515 Collapse

                      G han my dear friends pehli nakami par dil bilkul nai harna chahiye. forex main app ko agar loss hota ha to app muzeed practice karin or forex ke bare main proper leaning kar ke phir trading start karin.
                      • #2516 Collapse

                        nakaami pehli hoo ya dosri is mai disheart nahi hoona chaye hay q k aik na aik din kamyaabi milti hi hay aur appp ko her cheez ki samajh aaana shuru hoo jati hay
                         
                        • #2517 Collapse

                          g bilkul trading main utar charhao ata rehta hai lekn bandy ko dil ni harna chahye ager ap dil har gye to ap pher kam ni kar sakty hain ap ko phely soch k kam karna chahye kio k is main kuch b ho sakta hai
                          • #2518 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen har nahi manni chahe is business me hmeshah hmen sbr se kam le kar hi kam karna chahe tb hi hm is business me achi earning kar sakty hain or apna career b asani se tb hi bana sakty hain hm is business me
                            • #2519 Collapse

                              g ni ya bilkul galt bat hy k apahli bar nakami hony sy admi foxer ko chor dy ku k koi b karobar jb b start hota hy tos ma kabi to achnk boht zyada kamyabi hoti hy or kabi boht lose hota hy is lia saber sy kam lana chya or har nakami k bad ak achi kamyabi ki umeed rakhni chya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2520 Collapse

                                dosto forex me aae ho to dil chota karna or dil haarna chor do, yeh kam hi gir kar sambhalne ka or sambhal kar girne ka hai, is kam me kabhi b emotions ko kareib nahi aane dena, yani totally mature or professional behavior chahye hota hai is kam me kamyabi k liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X