phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1576 Collapse

    g ha app nay thek kha hay offcourse k pehle nakame p dil nahi harna chae forex business me agar ap pehle he forex trading me loss kr baithe hay aur har mana bite hay asia na kare dil chota na kre forex trading busiens hay busines me los hota hay aur profit bhi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1577 Collapse

      Forex trading asa kaam ha jis ma profit & loss 2no hi hota ha. Aap ko start ma loss hona ki surat ma aap ko forex ma kaam karna nahi chahiya balka next working time aap ko wo ghaltee jo pahla ki thee osa theek karna chahiya. Dil harna wala tu buzdil hota ha.
      • #1578 Collapse

        Aksar new traders forex trading mai baighair kisi experienec or knowledge kay enter hojate hai or jab unhay loss hota hai tu is business ko hamesha kay liye chor jate hai, unhay dil nahi harna chahiye or forex per proper focus karna chahiye or khoob mehnat karna chahiye.
           
        • #1579 Collapse

          g han dost hamary liye ye ek bohat he zarori bat hai k ham apni pehli nakami per kabi b dil na haaren balkay hum apni mehnat k sath kam karte rehen aur phir humen kamyabi zaror mile gi
          • #1580 Collapse

            ge hen pheily namine phir dill nhe chote karni cheny forex bhot achi buness phely ber koi be kamnyb nhe hote kafi mahnt karn ke bd he hum ko kamnyb milty hein.
            • #1581 Collapse

              yes forex main confedence kai sath work karna chahiay or jab be trading karain hum tu trading ka work complet karain jaisa proper knowledge market trend
              • #1582 Collapse

                Ge han mara pyara bhai jasa ka ap na bilkol sahi bat ke ha or ma ap ke is bat sa agree karta hon ka jo log pahli nkami per dil har jata han on ko chhy ka wo try again karin or inshallah profit ho ga. i will you try again.
                • #1583 Collapse

                  Jee haan ap nay theak kaha ha agr hamy first time loss ho bhe jay toh hamy apna dil sad nhe krna chaheyh kiun k es say humy kuch na kuch seekhny ko milta ha,or achy trader apni mistakes say he seekhty hain.
                  • #1584 Collapse

                    nhe wo log bht he kmzorr erado k malik hoty h jo hli barr he dll chor jaty h h hemat nhe harne chaya qk harr kam ka ak wqat muqarar hota h us p sb kam thek ho jaty h ap ko bs mhnat q k agar ensan etnee jalde hemat har jay to wo khen bhe kam yab nhe hota mare lif m bhe bht problam h aor m ak girl hn m bhgt sa kam aor studi krny k bad forex ko bhe tim date hn m na to kbe bhe hemat harny ke nhe coha aor na hemat haro g karobar m to los hoty rhty h phe ensan ko hemat nhe harene chaya
                    • #1585 Collapse

                      ma taman logo ko yhi kahu ga ka agr un kise bhee business ma phela nakami ho jti ha toa us ko dil ni harna chaye wo apna koshish jari rakha us ko ainda saalo ma zaroor us sa faida hasil ho ga...
                       
                      • #1586 Collapse

                        g bilkul boht sy aysa log hen is business mein jo ya kaam krty hain or jb un ko loss hota hai tb wo kaam chorny ki batain krty hain lakin hum ko dil nhi harna chahiya balky hum ko dil laga kr hard work krna chahiya phr he hum successful ho gy
                           
                        • #1587 Collapse

                          ji forex ek acha bussiness hai is pe kaam kr k insaan achi earning kr skta aur is ma loss aur profit hota is sa humha nakami nhi honi chyeia aur zaida sa zaiad pasia kamna chyeia tk apni wishes puri karni chyeia
                           
                          • #1588 Collapse

                            dear bro merey khayal say ap ki baat theek hai agr hum ko is main aik dafa nakami hoti hai or hum ko is main apna dil nahi harna chahiye kuin hum ko is main sabar say kam karna chahiye or is main mahna karni chahiye tak hum is main kamyabi hasil kar sakee is say
                             
                            • #1589 Collapse

                              Apni mistake se seekhna chahye aur apni forex knowledge ko improve karna chahye ais se he humko success mily gi aur hum apna loose bhi recover kar sakaynge. ku k ye aesa kaam hai k is me agar hum nakaam hotay hain to aap is me paisay nai to experience zror hasil kartay hain.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1590 Collapse

                                Agar hum forex trading main new hay aur humari investment 1st time loss ho gai to humay chahiey keh es par dill na hary balkeh apni galtio ko theak karty huway duabara say trading shuru karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X