phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    agr ap ko phely hy dafa ma loss ho jay to phr ap ko chahy k ap dil haryny ki bajai k ap es galaty sy koi sabak hal kro k in the future ma ap kbi bi esy time galty na kro phr ap achy trader ban skty ho forex pay apko bar bar koshesh karnay say he kamyabi milti hay pehli dafa bohat saray log nkam ho jatay hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      pehli nakami per dil har ker beth jana achi bat nahe... nakami se he banda seekhta hey aur jitna jitna experience barhta jaye ga nakamiyan kam aur kamyabian ziada hoti chali jayen gi
      • #1068 Collapse

        obviously pehle nakami per dil harna nh chaiye kbhe bhe give up nh krna chaiye ap ko mehnat krni chaiye or apne ap ko strong bnana chaiye ap ko chaiye k ap apni mistakes jo krte ho un se sekho or apne ap ko next time k leye prepaired kro k next time jb ap ese condition man ho tou kse nikla jae or loss se kse bcha jae ap ka loss krna ap ko sekha de ga
        • #1069 Collapse

          ap pehly demo account py kam kary jab ap ko knowledge or experience miljaye tho par real acconut ky tharaf ajaye agar ap ko first trade mai loss hojaye tho ap bilkol seed nahojaye bilky ap apny mistake ko dy ky k kiya mistake howatha par dobara invest kary aik na aik din ap ko profit earn zaror hoga
          • #1070 Collapse

            dear jahan tak mera khayal hai toh man samjti hun k haman sirf pehli nakami he nai balkay haman kabi b is buisness main loss hone ki waja sy dil ko chota nai karna chahiye kiu k is tara sy ham kabi b kamyab nai ho skete is liye dil ko mazboot karna bohat zyda zarori hai
            • #1071 Collapse

              g han bikul , trading me nikam honey key waja sey aik trader ko apni mistake say seek ker agye ja ker kamiyabi mil sakti hai bus us ko is business me achi kasi mehnat kerni perti hia. koshish kerain key is key bare me knowledge gain kerain , zaror kamiyab hon gye.
              • #1072 Collapse

                g han teak kha hy ap ny forex trading my ap ko agr loss hota hy to koi bat nahi ap ko ye mistake ko cover krna ho ga ky ap ko loss qun hota hy qun ky jab ap new hoty ho to kabi kabi ap ko loss ho jata hy us ky bad jab ap ko achi trading a jati hy to phr ap ko loss nahi hota hy profit hi hota hy
                • #1073 Collapse

                  apka sawal bht valid ha aksar trader pehli nakami ya loss per har man jate hein aia unko nhi krna chahiye q k nakami hi sb se bare kamiyabi hoti hai agar insan apni nakami ko dekhe k q hoi h uski sahi kre to kamiyab hga,
                   
                  • #1074 Collapse

                    haan g ye baat bilkul theek hy key insan ko pehlui nakaami sey dil nahen haarna chahiey insaan ko us nakaami ki ghlation ko daikh kar apney aapko theek karna chaheiy ta next un ghaltion sey bach sakey aur wo kaamyab ho jaiy
                    • #1075 Collapse

                      ji han ap ne bilkul darost kaha keh nakami per himat nai harni chahiye ku ke kamyabi itni asani se nai milti kamyabi ki rah me choti choti mushkalain zaror aati hai lekin kamyab wohi shaks hota hai jo in mushkalon ka samna kerta hai aur bar bar koshish kerta hai
                      • #1076 Collapse

                        pehli nakami mey dil nahi haarna chhaiye balkey aap ko chhaiye key aap apni naakaami ko apni kaamyaabio mey tabdeel kar ley kio key har nakami key baad inssaan k0o kamyabi mil jati hey or ahi tara mmilti hey or kamyaab ban ney key lye aap pehlye kayi baar nakaam hogety
                        • #1077 Collapse

                          g bilkul hume pehli nakami pe mayoos nai hona chayye mushkil tu hume kisi b kaam k start may hoti hy agr hum patience k sath koi b kaam kren tu he hume kamyabi milti hy or hum in nakamiyon se he seekh k agay bhetre hen so hume kbi b give up ani krna chahye
                          • #1078 Collapse

                            G han mare dosto ya bat sach ha yes i anticipate pehli nakami p dilni harna chihy insan ko hemat or mehnat se kamkarna chihy to manzil mil he jati hy or yahi hal forex capital kamyabi ka beh hy ess capital beh mehnat or tajrba bohat zurori hen or esy ham kafi fida hasil kar sakty han.
                               
                            • #1079 Collapse

                              G han meray bhai ap agar first time mhant kar k apnay busniess me agar loss kar bhatay hai to ap preshan na hn... q khar trader k sath aisa hi hota hai phli dafa sab trader kuch na kuch galti kar bhat thay hai.. aur nakam hojatay hai....
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Jee sahi kaha aap nay agar hum forex trading main loss kar laity hay to humay chahiey keh es main dil na hary balkeh forex trading ko aur achy say study karren aur apni galtio ko note kary aur next time acha profit gain karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X