phli nakami pa dil ni harna cachea?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2056 Collapse

    je haan first time ap es mein trade start karay gae tu loose tu ho ga par es mein successful tab he hona mukin hai jab day by day market ku view karay aur kosis karay es mein cool mind rahay ap k liye better ho ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2057 Collapse

      forex main loss ka ratio up to 70% hota hay is laye starting main agr is main loss ho bhe jaye to its not bad bilkay loss say learning karna chaye is main hard working kar kay mazeed skills ko improved karna chaye aur is tarah after 6 months ap perfect trader ban kar ubhrain gy
      • #2058 Collapse

        meara khaiyal se pahli nakami main dil nahi harna chaiay kinu kah pahli baar to kisi ko itna khaas patta nahi hota shurru shurru main aysa hota hai laken baad har koi is sahi traan se seekh lata hai
        • #2059 Collapse

          mari living is really aa full of concern nevertheless main ny kabi haamat naai hari mujy hamysha myry partner ny exercise keya as well as living may upwards reduce aaty rahty hain r ensan ko heemat nai harni chahiay aapny aap py certain hona cahiay. oa aapny allah py barosa karo wo apny badoun ka emtahan zaroor lyta hai nevertheless nakami py haar nai mani chahiay.
          • #2060 Collapse

            Yes pehli nakami pe dil bilkul nhi harna chahiye q k nakami aur kamyabi to hr medan mn hoti hy khel ka medan ho ya business ho har aur jeet sath sath hn is liye kisi medan mn bhe nakami aye to us ka sbr sy muqabla krna chahiye .
             
            • #2061 Collapse

              pehli akhri ka kia yaar mujhy to abhi kuch nae pata abhi to meri starting hy inshaAllah jald mujhy bhi andaza ho jaega k kia ghalat kia sahi
               
              • #2062 Collapse

                if you lose in a trade for the first time or for many times, most important thing is to sort out why you lose and you must know your mistake. Once you realise it and avoid it in future, your trading would definitely improve.
                • #2063 Collapse

                  agar ap ko pehli dafa loss hota hai to ap bilkul bhi himat na hare kion ki aisa hota rehta hai aur kai logon se hota hai sirf ap se nahin hota loss to trading ka hisa hai
                  • #2064 Collapse

                    Jo log naumeed jaldi ho jatay hain wo zindage main kahein bhe kamyaab nahe hotay forex main loss to is business ka part hy online hy market ups and down hoti rheti hy to hmain phelay loss pay himat nahe harni chaehey profit our loss to hota rheta hy, app loss say khuch na khuch to siekhtay hain.
                    • #2065 Collapse

                      han g pelhi amrtaba toh sub ko loss hota hai magar aap ko us loss ka faida utha na chayie aur huimmat ni karni chayie tub he aap aik sucessful trader ban saktay hain aur kuch earn akr skatay hain
                      • #2066 Collapse

                        je hanbilkul pahli nakami pe dil bilkul b ni harna caheay agr nakami hte b hy to uskybadly main hmny buht kuch sekh b lea hota hy or hmy experience milta hy...
                        • #2067 Collapse

                          gee ha bilkul meijn apki bat se agree karti hu pehli nakami par hame dil nahi harna chahiye balke hame experience hasil hota hai ornext time hum wahi ghalti nahi duhraty
                          • #2068 Collapse

                            G han app ne bilkul sahi kaha ha hmen kabhi bhi pheli nakami par dil nahi karna chaye kyun k is business me loss is business ka sb se main hisaa ha is liye hmen jb bhi loss ho is business me tu kabhi dil nahi harna chahye balky hmeshah sbr se kam laina chahye
                            • #2069 Collapse

                              nhe bhai jaan aisa nhe karna chaiye kiu k is say humay loss ka samna hota hai kiu k pehli baat ye k humay pehle ache say he demo acount ko use karna chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2070 Collapse

                                g bilkul ap sahi kaha rahai hoo jo log phali kamai say dill choor daite hain ya phr kaam karna hi choor daite hain us say na sirf wo success ko bi choor daite hain balky wo apna self confedince bi choor daite hain jo k aik buri baat hai isliye chaye kuch bi hoo jai nakami ko choor kar kamyabi ki taraf ayein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X