Bullish Harami candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Harami candlestick pattern
    Bullish Harami candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bullish Harami" ek candlestick pattern hai jo technical analysis mein istemal hota hai. Yeh pattern generally trend reversal ko indicate karta hai aur bullish momentum ki shuruaat ko darshata hai. Bullish Harami mein do candlesticks hote hain, jahan pe pehla candlestick ek downtrend mein bada red (bearish) candle hota hai aur dusra candle uske andar fit hota hai, lekin iska color green (bullish) hota hai. Pehle candle ka range dusre candle se bada hota hai. Yeh pattern price action ko visualize karne ka ek tareeqa hota hai, jisme sellers ki aggression kam hoti hai aur buyers ki strength badhti hai. Is pattern ka role forex trading mein yeh hota hai: Trend Reversal Indicator: Bullish Harami pattern ek downtrend ke baad price reversal ki shuruat indicate kar sakta hai. Iska matlab hai ki market ke sellers ki taqat kam hoti hai aur buyers market mein aane lagte hain. Entry Point: Traders Bullish Harami pattern ko dekh kar long (buy) positions lena sochte hain, khaaskar jab pattern ek strong support level ya moving average ke qareeb form hota hai. Yeh unhein entry point provide karta hai jab woh uptrend ki shuruaat pe trade karna chahte hain. Confirmation: Bullish Harami ko dusre technical indicators aur price patterns ke saath confirm kiya jata hai. Agar is pattern ke saath aur bhi bullish signals milte hain, to traders ko buy karne ke liye zyada confidence hota hai. Risk Management: Traders Bullish Harami pattern ke saath stop-loss orders place kar sakte hain, taki in case price reversal expected se different direction mein jaaye, unka risk kam ho. Lekin, yaad rahe ki Bullish Harami ek single indicator nahi hai jisse aap trading decisions le sakte hain. Isko dusre technical indicators, trend analysis, aur fundamental factors ke saath combine karna zaroori hota hai. Market mein kai factors ek saath kaam karte hain, isliye ek pattern par rely karte waqt cautious rehna zaroori hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      What is Bullish Harami Candlestick Pattern Forex market mein bullish harami candlestick pattern aik kesam ka basic candlestick pattern hota hey jokeh es bat ko identify karta hey keh kese assert mein forex market ka trend bearish ka tabdel ho jata hey aik bullish Harami aik kesam ka candlestick chart pattern hota hey jo forex market kay buyer kay trend ko reversal daikhnay kay ley estamal hota hey jo keh frex market mein pechle dono equity market ke kame ko identify karta hey or movement kay andar wakay hote hey Understanding Bullish Harami Candlestick Pattern forex market mein bullish Harami aik keam ka candlestick chart indicator hota hey jes mein bearish ka trend khatam ho raha hey kuch investor bullish Harami ko final ke shape mein daikh saktay hein or en kay assert mein long position mein enter ho saktay hein forex market mein candlestick chart ke aik type hote hey jo security performance ko track karnay kay ley estamal keya jata hey or jes mei oper or nechay kay line phaile hove hote hein aik candlestick chart pattern aam tor par aik den or security ke price ko identify karte hein rectangle ke shape mein rakha jata hey jo candlestick or wick ka analysis rakhte hey aik candlestick chart pattern aam tor par aik den mein adad o shmar ke nomaindge karta hey bashamol start price end price high price, low price, open price or close price bullish Harami candlestick pattern aik long candlestick chart pattern hota hey jes kay bad forex market mein aik chote ce body bante hey jo keh mkamal tor par pechle body ke amoode limit mein he maim he jate hey kuch pattern mein es limit kay doran draw ke jate hey yeh line hamla aorat say melte julte hote hey lafz Harami aik poranay Japani Lafz say aya hey jes ka matlab hota hey hamla Trade Bullish Harami Pattern forex trader bullish Harami pattern ko apna saktay hein aap GBP/USD ka chart zail mein daikh saktay ho wazah kame kame ka trend hona chihay aik bullish hammer bullish harami pattern ko indicate ho jata hey or market reversal honay wale hote hey bullish candlestick ke lambai pechle candlestick say 25% he ho sakte hey bullish candlestick ke lambai kay inside mein open bhe ho sakte hey close bhe ho sakte hey RSI es bat ke taraf eshara frahm karta hey keh forex market zyada sell ho jate hey keh forex market mein 30 ke line ko abore karna chihay stop ko new lows say nechay rakh saktay hein bullish Harami candlestick pattern ke takmeel kay bad trader candlestick ke opening hesay mein enter ho sakta hey chonkeh bullish Harami mumkana up trend ko aghaz ke taraf eshara karte hey es pattern mein kai target ke level ko shamel kar saktay hein or target support or resistance ke recenly level par he rakh saktay hein
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X