Bearish Marubozu candle stick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Marubozu candle stick pattern
    Bearish Marubozu candle stick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA ​Introduction Friends kya hal hain aapke main ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai bearish marubozu candle pattern Ham iski details Mein isko understand karne ki koshish Karenge aur FIR is per Kaise trading ki Jaaye use per discuss Karenge aur isko understand karne ki koshish Karenge Taki Ham acche trading kar sake Details Of Bearish Marubozu Candles Pattern Bearish marubozu ek Japanese candlestick pattern hai jo bearish trend ko indicate Karta Hai is pattern Mein market Mein seller dominate karte hain aur price strong down word moment show Karti Hai yah pattern traders ke liye important hai q k es sy price direction or market sentiment ko samajhne Mein help milati hai bearish marubozu candlestick pattern main open price or close price my center main Koi Shadow Nahin hota hai Es ka matlab hai kah price open hote hai or straight downward movement my sath close hote hai jes sey candle ek long rectangular body bante hai es pattern main bearish sentiment itne strong hote hai my price day high tak nahe jate or day low sey open price ke darmiain main close hote hai How To Trade Yah pattern bullish marubozu ki opposite hai bearish marubozu candle pattern Mein sellers bulls ko control karte hain aur price down trend Mein rahti hai is pattern ko understand karne ke liye traders ko candlestick chart aur price movement Ka analysis Karna Hota Hai Jab market Mein bearish marubozu pattern Nazar Aata Hai To traders ko selling opportunities ke liye alert Hona chahie Agar market already down trend me hai aur ek bearish marubozu pattern Nazar a raha hai to yah existing trend ko confirm karta hai aur seling ke liye ek potential entry point provide karta hai traders stop loss order place kar sakte hain Ek specific price level per jisse excessive loss sy bacha Ja sakta hai bearish marubozu pattern ki alag alag variation bhi ho sakti hai for example Kuchh pattern Mein body ke end mein Small wick ya Shadow ho sakte hain lekin overall candlestick body long hi hoti hai yah bhi bearish sentiment indicate karte hain lekin kam strong hoti hai compare to typical bearish marubozu pattern Ek Aur point mind Mein Rakhna zaruri hai ek single candlestick pattern hone ki vajah se bearish marubozu pattern ky signal ki validity kam hoti hai traders ko dusre technical indicator charts pattern aur price analysis ke sath combine Karke confirmatory signal Talash karne chahie
     
    • #3 Collapse

      WHAT IS MARUBOZU CANDLESTICK PATTERN:- Forex market aik world wide business hy.jis mein traders different pairs per trading ker ky market mein mein apni aik identity create kerty hein but ess ky leye important hota hy ky market ki direction sell and buy kee achi pehchan ho saky tab hee ja ker koi trader sucessfull ho sakta hy.Marubozu candles ko find karny ka tareeqa ye hay key agar green candle full body ka ban jaye to ye buyers entries ko zahir karta hay esi tarha red candle jes ki body full ho gi ye market me sellers entries ko zahir karta hay, agar kesi be candle ki body full nahi ho gi to ye marubozu candle nahi ho ga.ye agar kisi khas support ya resistance ya moving averages dynamic support and resistance ko follow ker k nahe vante haen to pher ye traders k leay useless haen koin k app M5 chart utha laen wo pin bars hammer candle ya two bar recersal say bhara ho ga but move unhe pay acche mili hooo ge jo kisi lwvel pay bani hoon geen ya koi pattern break out hoa hoo ga oir us maen app ko pher us maen ager retest pay mili hoon geen to pher us nay kafe acha profit earn ho sakta hy.ess leye pattern ki confirmation aur completion ka wait lazmi kerna hota hy. INTERPRETATION OF MARUBOZU CANDLESTICK PATTERN:- Dear fellows market mein entry sy pehly pattern ki formation ky related completed knowledge zaroor hona chehye. hamy candles stick ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik asa business hain hum is mai learning ky sat earning be deta hain hum isy apna professional career be bana sakty hain.forex trading main hum logun ko learning or practice sy ache pattern pe karny gy to humy real account main ache trading karny main madad mily ge is ley humy ziada sy ziada learning karni ho ge forex trading main ache earning k ley humy ache learning karni ho ge or maximum knowledge or experience sy positive planning or strategy ky sath or achy candle pattern pe trading kar k ache earning kar sakty hain.jo future mein hamein profeesional trader ban jany mein help ker sakta hy. EFFECTIVE UTILIZATION:- Forex business mein kabhi bee market mein baghair kisi indication ky entry nahi kerni chehey.bearish marubozu candlestick jo hotti hy wo candle buyers ko and jab k bullish candles jo hotti hain wo lazmi baat hy seller.ko hi zahir karti hain. And is ka colour bhi red hotta hy. Maruboz wali jo candles hoti hain unko talaash karny ka asaan method ya hota hy k ager tu green candle full body main a jay to uss main ya hota hy k buyers ki entry ko show karti hay.otherwise sellers market mein strong ho jaty hein aur woh market ko apny control mein ker lety hein.actually yeh market mein entry ka ideal time hota hy.jis mein traders ko entry ly ker aur trade place ker ky achi earning ker ky market mein kamyab ho jaty hein.at the end i hope you people ess post sy positive knowledge gain ker ky apni trading per apply ker ky market sy benefit ly saky gy.
      • #4 Collapse

        Bearish Marubozu candlestick pattern ek aham technical analysis pattern hai jo aam taur par financial markets mein trend reversal ki potential indication deta hai, khaaskar stocks, commodities ya currencies jaise price charts ke context mein. Is pattern ki khaas pehchaan uske kuch aham tareeqon se ki ja sakti hai: Shape: Bearish Marubozu ka ek lamba aur mazboot bearish (surkh ya siyah) body hota hai, jiska upper aur lower shadows nahi hote. Iska matlab hota hai ke opening price aam taur par session ke dauran sab se zyada price hota hai, aur closing price sab se kam. Rang: Candlestick ki body aksar surkh ya siyah hoti hai, jo market mein bearish sentiment ko zahir karta hai. Shadows Ki Ghaib Honay Ki Khaasiyat: Bearish Marubozu ka aik ehmiyat ang yeh hai ke is mein upper aur lower shadows (yaani wicks) nahi hote. Iska matlab hota hai ke price session ke shuruaat se lekar ikhtetam tak bina ziada tabdeeli ke ghooma, aur is doraan upper aur lower wicks nahi hote. Bearish Marubozu yeh dikhata hai ke session ke dauran mazeed bechnay (sellers) ka jazba tha. Traders aur analysts is pattern ko market mein mazboot bearish momentum ki taraf ishara maante hain, jis se keh trend reversal ya downtrend ki continuation mumkin hai. Yeh is baat ko zahir karta hai ke market mein bhaaloo (buyers) ko wapas lane ka koi moqa nahi mila. Bearish Marubozu Ki Trading: Bearish Marubozu pattern ki pehchaan aur trading karte waqt, traders aksar yeh steps muntakhib karte hain: Pehchaan: Price chart par Bearish Marubozu pattern ko pehchanain. Shadows ki ghaib honay aur lambi bearish body par tawajjo den. Tasdeeq: Haqiqatan pattern khud hi aik mazboot indicator hai, lekin amooman trading decision se pehlay doosre technical indicators, trendlines ya support/resistance levels se tasdeeq karwana acha hota hai. Entry Aur Stop-Loss: Traders aksar Bearish Marubozu ke baad wale candle ki opening price ke qareeb short (sell) position enter karte hain. Stop-loss order aam taur par Marubozu candle ke high se thora ooncha rakh sakte hain, taake agar market expected direction ke khilaf chalay to nuqsanat ka hadh rakha ja sake. Target: Trade ka maqsood Marubozu candle ki unchaai se niche tak ka faasla hota hai, yaani candle ki unchaai se neeche ki taraf projected kiya jata hai. Ya phir traders doosre technical analysis tools istemaal karke potential support levels ko exit points ke taur par istemaal kar sakte hain. Risk Management: Kisi bhi trading strategy mein zaroori hai ke risk management ka khyal rakha jaye. Sirf woh raqam istemaal karein jo aap haarne ki istetaat rakhte hain, aur munasib risk-to-reward ratios istemaal karne ka sochein. Yad rahe ke koi bhi trading strategy 100% kaamyab nahi hoti, aur multiple forms of analysis aur risk management tools istemaal karna zaroori hai. Is ke ilawa, market ki khabron aur woh events jo aap ke trade kar rahe assets par asar dal sakte hain, unke mutabiq decisions lena ahem hai. Agar aap trading mein naye hain to virtual accounts se practice karke ya experienced traders se mashwara le kar asal paisa invest karne se pehle tajwezat hasil karne ka soch sakte hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Bearish Marubozu" ek Japanese candlestick pattern hai jo technical analysis mein use hota hai. Ye pattern price movement ko represent karta hai aur market sentiment ko samjhne mein madad karta hai.Bearish Marubozu pattern ek downtrend ya selling pressure ko show karta hai. Is pattern mein, candlestick ka open price equal ya near equal hota hai candlestick ka low price, jabki candlestick ka close price significantly lower hota hai candlestick ka open price se. Iska matlab hota hai ki market mein selling pressure dominate kar rahi hai aur bears (sellers) control mein hain.Is pattern ko visually samjhne ke liye, aapko ek candlestick chart ki zarurat hoti hai. Niche diye gaye points ko dhyan se dekhein: Open Price: Candlestick ki body ka starting point hota hai, yani open price. Close Price: Body ka ending point close price hota hai. High Price: Candlestick ki shadow (ya wick) ka upper point high price hota hai. Low Price: Candlestick ki shadow ka lower point low price hota hai. Bearish Marubozu pattern mein: Candlestick ki body ka color usually red (ya black) hota hai, jo price drop ko represent karta hai.Body ki length significant hoti hai aur uska close price open price se niche hota hai.Shadows (wicks) nahi hote ya bahut chhote hote hain.Is pattern mein bulls (buyers) ke koi bhi attempts price ko up nahi le ja sakte hain, aur market bears ke control mein hota hai.Ye pattern bearish reversal (price down movement ke baad uptrend se) ya bearish continuation (downtrend ke dauran aur neeche ki taraf movement) ke roop mein dekha ja sakta hai, lekin iska interpretation context par depend karta hai. Technical analysis mein candlestick patterns, along with other indicators, trend lines, aur price patterns ke sath istemal kiye jate hain market direction predict karne ke liye. Bearish Marubozu pattern bhi ek aham tool hai jo traders aur investors use karte hain market sentiment ko samjhne aur trading decisions lene mein madad karne ke liye.

          اب آن لائن

          Working...
          X