dark cover cloud pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dark cover cloud pattern
    dark cover cloud pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dark cover clouds pattern

    yunke iska use traders ko market trends aur movements ke baare mein important information provide karta hai. Iske ilawa, trrmation aur validity ke liye kuch zaroori factors hote hain. Iske liye traders ko iske context aur surrounding price action ko observe karna hoga. Agar iske surrounding candlestick patterns aur indicators bhi bearish trend ka signal de rahe hain, toh Hanging Man candlestick pattern ka signal aur strong aur valid mana ja sakta hai. Hanging Man candlestick pattern ka signal aur strong hone ke ilawa, traders ko iske trade entry aur exit ke liye bhi kuch zaroori points ya strategies ka use karna chahiye. Iske liye, stop loss orders ka use karna chahiye, taaki traders ko market ke unpredictable movements ke saath deal karna na pade. Iske saath hi, traders ko apni trades kaders ko candlestick patterns aur technical indicators ke knowledge aur experience ka hona bhi zaroori hai, taaki woh Hanging Man candlestick pattern aur dusre candlestick patterns aur indicators ko baraksar analyze aur use kar sakein. Hanging Ma Dark cover clouds pattern heeda mutalea karta hai. istilaah ka misali matlab yeh hai ke girnay wali qeematein siyah baadalon se millti jalti hain. bearish dark cloud cover ki geherai mein jane se pehlay, kuch tasawurat ko samjhna zaroori hai, jo ke gehray ghilaaf ke honay ke liye bunyadi taqazay bhi hain. bearish gehray baadalon ka ihata is waqt shuru hota hai jab kisi asasa ki qeemat mein kuch arsay se izafah ho raha ho lekin achanak aik mourr aata hai aur girna shuru ho jata hai. yeh bearish reversal hai. yeh ihata shuru karne mein ghalib hai. stak market mein tabdeeli ka matlab asasa ki qeemat ki simt mein tabdeeli hai. bearish reversal ka matlab hai ke qeemat shuru mein oopar ki taraf barh rahi thi lekin simt badal kar girna shuru ho gayi. market ka matlab hai asasa ki qeemat ki simt mein tabdeeli. bearish reversal ka matlab hai ke qeemat shuru mein oopar ki taraf barh rahi thi lekin simt badal kar girna shuru ho gayi. doosri zaroorat kam az kam do gehray cloud cover candle steaks ki hai – aik oopar candle aur aik neechay candle. mom btyon ka aik haqeeqi jism aur saya hota hai. asli body zahir karti hai ke aaya ikhtitami qeemat ibtidayi qeemat se ziyada thi ya kam. saaye aik din mein sab se ziyada aur sab se kam qeemat ko zahir karte hain. is liye, gehray baadal ke ihata mein aik lamba jism aur chhootey saaye munasib samjhay jatay hain. is ke ilawa, jism ka size ulat jane ki shiddat ki nishandahi karta hai. asli body iftitahi aur ikhtitami qeematon ki bunyaad par mukhtalif rangon ko farz kar sakti hai. misaal ke tor par, agar ikhtitami qeemat ibtidayi qeemat se ziyada hai, to asli body safaid ya sabz ho sakti hai. usay up candle ya blush candle kaha jata hai, kyunkay din ke ekhtataam par qeemat ziyada hoti hai. is ke bar aks, agar iftitahi qeemat ziyada hai, to asli body siyah ya surkh ho sakti hai. yeh neechay candle ya bearish candle hai. teesra, do mom btyon ke darmiyan aik khalaa mojood hona chahiye. yeh farq is baat ki nishandahi karta hai ke pichlle din ke qareeb se baqaya kharidari ka dabao din ke aaghaz mein ziyada kharidaron ko stock kharidne ki ta
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Dark Cloud Cover Pattern
      Dark cloud cover candlestick pattern two days candlestick par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k high peak area ya bullish trend main banta hai. Pattern ki khas baat ye hai k ye pattern dekhne bullish thrusting line candlestick pattern ki tarah bullish aur bearish candles se mel kar bana hai, lekin bajaye trend continuation k ye pattern trend reversal ko ziada tarjeeh deta hai, jiss se prices same sabeqa trend ko hi follow karna shoro karti hai. Pattern ki pehli candle aik strong aur long real body main white ya green candle hoti hai, jab k dosri candle real body wali black candle hoti hai, lekin ye candle aik to bearish hoti hai, dosri ye candle white candle se above gap main open hoti hai.
      Candles Formation
      Dark cloud cover pattern k leyw zarori hai, k prices ka top ya bullish trend ho. Pattern k top prices se reversal k chances ziada hote hen. Dark cloud cover pattern do mukhalif candles ka hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Dark cloud cover pattern ki pehli candle aik long real body main bullish candle banti hai. Ye candle prices k top par ya high prices area main buyers ki dilchaspi dekhati hai, jo prices ko upper side par push karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k beal body k sath hoti hai.
      2. Second Candle: Dark cloud cover pattern ki dosri candle bearish trend wali candle hoti hai, jo k prices k direction ko badal deti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss ka open pehli candle k top par gap main hota hai, jab k close ussi candle k real body k centre se nechay hota hai.
      Explaination
      Dark cloud cover candlestick pattern dekhne main same meeting line pattern jaisa hota hai, lekin dosri bullish candle ka close point pehli candle k midpoint ya 50% se below hota hai, aur umoman ye pehli candle ka open point k qareeb hota hai. Ye trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banta hai. Ye pattern trend continuation pattern k muqabele main ziada successful nahi rehta hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali hoti hai, jo k bullish trend ki alamat hoti hai. Jab k dosri candle size main pehle candle k taqreeban barabar hoti hai, jiss ka open price pehli candle se above gap main hota hai aur closing price pehli candle k darmeyan se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k closing price se pehle close hoti hai, to ye pattern bullish on-neck pattern ban jata hai, jiss ki bullish trend continuation wali haseyat hoti hai.
      Trading
      Dark cloud cover candlestick pattern main dosri bearish candle pehli bullish candle k open point ko cross nahi karti hai, iss waja se ye candle pehli candle k midpoint se thora sa nechay close hoti hai. Bearish candle bullish on-neck line pattern ki tarah pehli candle se above open hoti hai, lekin buying pressure ki kimi ki waja se bullish jane ki bajaye bearish real body banati hai. Market main ya to selling pressure ziada hota hai, aur ya buying pressure kam honne ki waja se qeematen ziada taqat se bearish jati hai. Pattern par trading se pehle confirmation candle ya indicator confirmation ka honna zarori hai, jo k aik teesri bearish candle ho sakti hai. Lekin bullish candle banne se pattern invalid ho jayega, jo k trade k qabil nahi rehta hai. Teesri candle k baad market main sell ki entry ki ja sakti hai. Jab k Stop Loss pattern ki dosri candle k top se two pips above par set hoga.

      اب آن لائن

      Working...
      X