Smart Money concept
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Smart Money concept
    Smart Money concept
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam alaikum
    • dear members umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apka trading week bhht acha gia ho ga.
    • aj ki post main hum smart money concept ko study karen gy or dekhen gy ye kia hota ha or forex main esy kaisy istmal kia jata ha.
    What is Smart Money?
    • Dear members aisa capital hota ha jo k institutional banks or financial experts ki trf se trade kia jata ha.smart money us wat ko bhi kaha jata ha jo baz oqat market ko lead karti ha or move karati ha.
    • Smart money retail traders k hujam se kahen ziada ka hota ha.
    • Smart money traders retail traders se acha perform karty hain or wo es se acha revenue bhi generate karty hain.
    • Central banks bhi smart money main involve hoty hain es lye retail traders ko bht zada competition ka samna hota ha q k wo choty se capital se itny bary traders or institutions k sth trade karta ha.
    • ye institute market ko influence bhi kar skty hain es lye jo traders smart money ko smjhty hain or follow karty hain wo kamyab hoty hain.
    Identifying Smart Money: Dear members kabhi kabhar hum dkhty hain k market main koe fundametal data na hony k bawajood bhi market main trading volume kafi ziada ho jata or market main bari bari moves hoti hain to ye smart money ki phchan hoti ha. es time py institutional traders market main smart money se speculate karty hain.
    • Smart money ko identify karny k lye sirf chart reading ka sahar lena kafi ni ha bl k hamen kch fundamental indicators se bhi es mamly main kafi madam mil skti ha.
    • jesa k sentiment indicators jo k hamen btaty hain k ks time py kis position k traders zada hain or side ka trading volume zada ha to es se hamen smart money ko identify karny main madad ml skti ha.
    How to trade using Smart money?
    • Dear members ham aksr chart main dkhty hain k market apny kisi trend mian jaty hovy for example downtrend main achanak se fly kr k buy main kafi opr chli jati ha or aksr hamen candle wicks dkhny ko milti hain ye spots smart money ki nishani hoty hain.
    • estrha market aik lambi c candle bna k kafi gap chor jati ha market main jsko fill krny k lye market us area ko test karti ha or hamen es test oy trade leni chahye jahan se market phly reverse ho chuki hoti ha wo support area bn jata ha or wahan se dobara reversal k chanves hoty hain or hum entry le skt hain.
    • es main hmara stop loss us spike ya reversal candel k nechy ho ga jb k take profit market k previous high kbequal ho ga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Aslamoalekum kesay hain ap sab..main umed karti hon ap kheryt say hon gay. Or apka trading session behtreen ja raha hoga. Aj kay hmaray disscussion ka jo topic hay wh smart money kay baray main hay. Aye dekhtay hain kay yeah kia hay or forex trading main hamen kia malomat faraham karta hay r trading main hamen is say kesy madad milti hay. smart money Forex trading main smart money aam tor par bari say bari institutions, banks aur professionals ko refer karta hai jo baray paise wale aur tajarba kar traders hotey b hain. Ye log market main kafi influence rakhte hain aur apni trading decisions ko carefully plan karte hain.Smart money wale traders am tor pr market trends aur jo price movements ka mushahida karke trading karte hain, chotay arsay ke trades ya tagayurat ya random movements ki bjaye is par focus karna. Unke pass am tor pr tafseeli market research hoti hai, jisse unhe lambay arsay ki trends aur mauqay ka pata chalta hai.Ye kuch amm se khobian hote hain jo smart money jasya traders main dekhe jate hain. Smart money traders market ki ins and outs ko samajhte hain aur fundamental aur technical analysis ka use karke market trends aur mustaqbil ke keemat ke harkaat ka pata lagate hain.Ye log apne trades ko behtreen tarah say munazam karte hain aur risk ko kam say kam karne ke liye risk say b management techniques ka istemal karte hain. importance Smart money traders amm tor par lambay arsay trends aur investments par focus karte hain. Unki strategies months ya years tak chalne wali hoti hain is bajaye ky woh gains pe concentrate karna.Ye log market sentiment se alag sochte hain aur jab market negative ho ya overbought/oversold conditions peda ho jayein, tab he contrarian strategies istemal karte hain.Smart money traders aksar auqat baray say baray institutions, hedge funds, mutual funds, ya fir banks ko he zahir bh karty hote hain, jinke pass bade investments hote hain. Ye log market manipulation se bachne ke liye caution maintain karte hain aur fair aur transparent trading par esy he amal kar unko follow karte hain.Dhyan rahe ke forex trading mein koi guarantee nahi hoti aur market mein har waqt risk rehta hai. Smart money traders bhi sahi kabhi kabhi losses face karte hain, lekin unki strategies, experience, aur knowledge unhein faiday ki taraf guide karti hai. Forex trading mein kamyab hone ke liye b traders ko apni knowledge aur skills ko develop karna important hai, aur ek responsible aur disciplined approach maintain karna chahiye. Yeh kisi bhi zaban mein ho, trading ke liye zaruri hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X