What is Bullish Harami Candlestick Pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Bullish Harami Candlestick Pattern?
    What is Bullish Harami Candlestick Pattern?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yeh pattern risk reward ratio mein sb sy best pattern hy. Pattern ke dono candles main dusri candle pehli candle sy shape main ya length main small hoti hy, jis main pehli candle ka open or close price dusri candle k open or close price sy zyada hota hy. Traders es pattern ko buyers k pressure k tor pr daikhty hain, jis sy prices mazeed bullish ja skitPehla candlestick, bearish trend ko indicate karta hai aur ismein price down jaata hai. Dusra candlestick choti hoti hai aur ismein price up jaata hai, jo bullish trend ki shuruwat ko darshaata hai. Doosri candlestick pehli candlestick ke andar banti hai, jiske wajah se Harami pattern banta hai. Interpretation aur Trading Strategy: Bullish harami pattern aik strong bullish trend reversal pattern hy.jo k bearish trend main bnta hy, jo direction ke tabdeli k nishan-dahi karta hy. Yeh pattern do candles pr mushtamil hy, jis main dusri candle pehli candle k real body main open or close hoti hy. Bullish Harami pattern ko dekh kar traders ko bullish trend ki possibility ka pata chalta hai. Is pattern ki confirmation ke liye, traders aur investors ko dusri candlestick ke close ke upar ek aur bullish candle ki confirmation ki zarurat hoti hai. Agar ye confirmation milti hai, toh traders ko uptrend mein entry leni chahiye.5. Stop loss, trading strategy mein ek crucial component hai. Bullish Harami pattern mein, stop loss normally pehli candlestick ke low ke just neeche rakha jaata hai. Target ko decide karte waqt, traders pehli candlestick ke high tak price movement ko consider kar sakte hain. 'Harami' Arabic zubaan se liya gaya hai aur iska matlab hota hai "pregnant". Isliye, is pattern ko Harami pattern kaha jata hai kyunki do candlesticks ke beech mein ek choti si candle hoti hai, jaise ek maa ke pet mein bacha hota hai. Bullish Harami pattern ko recognize karne ke liye aapko do candlesticks ki zarurat hoti hai. Pehla candlestick, bearish trend ko indicate karta hai aur ismein price down jaata hai. Dusra candlestick choti hoti hai aur ismein price up jaata hai, jo bullish trend ki shuruwat ko darshaata hai. Doosri candlestick pehli candlestick ke andar banti hai, jiske wajah se Harami pattern banta ha Yeh pattern bgair confirmation aik strong bullish signal dta hy, k ab bullish trend reversal hone wala hy. Pattern ke dusri candle pehli candle sy size main small hoti hy, jis sy market ka mojuda trend weak par jata hy. Sellers k market main interest kam ho jati hy, jis sy market buyers k control main chla jata hy. Yeh pattern support zone k qareb zyada bnta hy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu alaikum bhai ho kya theek honge aur Market mein sahi kam kar rahe honge aapko pata hi hai ki Forex ek bahut hi achcha business hai jismein Ham proper tarike se study karenge proper ismein Ham work karenge to aasani se Ham kamyab ho sakte hain vahi log market mein kamyab hote Hain Jo market ko Sahi time dete Hain regular apna time spend karte Hain ki Ham market ko Sahi time jab Ham market mein extra kam karte hain to use time hamen kamyabi Nahin milati hai balki hamen use time nakami ka samna karna padta hai to important hota hai ki Ham pahle se Hi ismein achcha knowledge lekar kam karen to aasani se Ham kamyab ho sakte hain kamyabi ke liye aapko jyada se jyada market mein mehnat Karni Hoti hai market ko regular time Dena hota hai to aasani se aap kamyab ho sakte hain. What is the bullish harami candle stick pattern Is pattern ki bat krein tu ye market chart mn eik strong bullish revarsal candle stick pattern ha Jo k hume market mn bearish trends k bad dekhne ko milta ha market mein jab Ham market ko acchi Tarah follow karenge to hamen kamyabi milegi kyunki aapko pata hai ki market mein work karna aasan Nahin hai aur usmein property Lena aasan Nahin hai jitna achcha Ham ismein kam karenge to utani Hi aasani se hamen kamyabi mil jaati hai technical analysis ur fundamental analysis ko hamen ismein follow follow karke kam karna hota hai to aasani se Ham acche trader Ban sakte hain hamesha market mein work Karen aasani se aap kamyabi le sakte hain vahi log market mein kamyab hote Hain Jo achcha kam karte hain regular market mein time dete Hain to aasani se acche trader Ban sakte hain yah important online business hai isko hamen time dete rahana hota hai to uske bad hi hamen kamyabi milati hai Trading Explanation Acche tarike se market ko samjhen aur uske bad aap is mein kam karenge to aapko kamyabi milegi kyunki aap log jante hi Hain ki Forex ko Ham jitna achcha time denge jitna jyada Ham ismein apna time spend karenge utani hi jaldi Ham kamyab bhi ho sakte hain regular market mein hamen kam karna hota hai analysis ko hamen follow karke kam karna hota hai to aasani se hamen ismein kamyabi mil sakti hai technical analysis of fundamental analysis ine donon ko follow karke kam karna hota hai to Ham market ko acche tarike se kar sakte hain aur acche tarike se Ham ismein profit banaa sakte hain hamesha is business mein vahi log kamyab hote Hain Jo market ko proper time dete Hain proper is mein study Karke FIR kam karte Hain to aasani se UN logon ko kamyabi Mil jaati hai . Sabse important chij hai ki Ham ismein planning ke sath kam Karen jab Ham aapas mein planning aur discussion Karke kam karte Hain to Majid hamare knowledge mein azafa hota hai aur iski vajah se Hi Ham market se achcha profit banaa sakte hain .
      :1f60d: hard work :1f60d:

      اب آن لائن

      Working...
      X