Trading with: Bearish Belt-Hold Line Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with: Bearish Belt-Hold Line Candlestick Pattern
    Trading with: Bearish Belt-Hold Line Candlestick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bearish Belt-Hold Candlestick Pattern
    Bearish belt-hold line candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo price chart par do candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil pehli candles bullish hoti hai, issi waja se pattern k leye prices ka pehle se high area ya bullish trend main hona zarori hai. Two days candles ki accuracy single day pattern se behtar hota hai, q k iss main aik candle thori bohut confirmation bhi deti hai. Jab bhi market main buyers prices ko aik khas level tak ooper push karte hen, to yahan par trend reversal k imkanat ziada hote hen, ye trend confirmation aksar kuch pattern se confirm ho jati hai, jiss main bearish belt-hold line pattern bhi shamil hai.
    Candles Formation
    Bearish belt-hold line candlestick pattern prices k uptrend ya higher par low demand ki waja se banta hai, jahan par trend reversal k ziada imkanat hote hen. Pattern main shamil candles mukhtalif pattern ki yanni bearish aur bullish hoti hen, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices ko uptrend ya bullish trend ki akasi karti hai. Ye candle bullish trend ko mazeed ooper ki taraf push karti hai, aur market main high demand ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body wali candle hoti hai.
    2. Second Candle: Bearish belt-hold line candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k top par gap main open hoti hai, jab k close ussi candle k real body k midpoint se nechay hoti hai. Pattern k bearish candle ka open side par koi shadow ya wick nahi hona chaheye, Ye candle bullish trend k khatme ka bahis banti hai.
    Explanation
    Bearish belt-hold line candlestick pattern prices main bullish trend k dowran ban kar prices ko mazeed ooper jane se rok leti hai. Ye pattern aik strong trend reversal ka signal deti hai. Pattern two days candles par mushtamil hai, jiss ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k prices k bullish ya up trend ki alamat hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, aur jiss k open price par koi shadow ya wick nahi banta hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k prices ko ooper jane se rokh deti hai, jiss se prices ka mazeed up-rise stop ho jata hai. Pattern ki dosri candle ka open pehli candle k close se top par gap main hota hai, jab k close pehli candle k real body main darmeyan se nechay hota hai, lekin candle ka open side lazmi open marubozu hona chaheye.
    Trading
    Bearish belt-hold line candlestick pattern prices k top main banne ki waja se aik bearish signal genrate karta hai, jiss par market main sell ki entry ki ja sakti hai. Pattern par trade enter karne se pattern ki dosri candle aik confirmation candle ki zarorat parti hai, jo k real body main aik bearish candle honi chaheye, aur dosri candle k bottom par close bhi honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ki value overbought zone main honi chaheye. Pattern k baad bullish candle se pattern invalid tasawar kia jayega. Pattern ka Stop Loss sab se higher ya dosri candle k open price se two pips above par set karen.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Forex member ummid karta hun aap khairiyat se honge aur ismein achcha kam kar rahe honge aapane bahut hi acchi post share ki hai aur apne knowledge ko hamare Sath share Kiya hai jaisa ki Ham sab log jante Hain yah Forex ek important business hai jisko Ham jitna jyada time de utani hi main ismein kamyabi milati hai regular market mein apna time spend karna hota hai Forex ko jyada se jyada karna hota hai to aasani se Ham kamyab ho sakte hain technical analysis aur fundamental anal se isko karna hota hai jisse hamen Kafi achcha knowledge milta hai Forex mein har Banda kamyab hona Chahta hai lekin asal mein vahi banaa kamyab hota hai jo Forex ko regular time Deta hai regular is business mein apna knowledge share karta hai vah aasani se is business se kamyabi le sakta hai kyunki yah ek important online business hai hamare Liye . [U bearish belt candle stick pattern [/U] Bearish belt hold line candle stick pattern market k top mn banta ha ur ye eik market mn revarsal candle stick pattern ha jisko Ham jitna achcha time denge utani Hi aasani se hamen ismein kamyabi milegi kamyabi ke liye aapko pata hai ki Forex mein Ham jitna achcha time comment karenge jitna jyada Ham market ko time denge to utani aasani se hamen kamyabi milegi mein har manak kamyab hona chahta hai aur har manna ismein work karna chahta hai lekin asal mein vahi banaa kamyab hota hai jo Forex ko achcha time Deta hai Market market ko hamen Sahi time Dena hota hai to kamyabi milati hai jitna jyada Ham market ko time denge jitni ismein aap struggle karenge utani hai aasani se hamen kamyabi milegi jaisa ki aapko pata hai ki har manae ismein kamyab hona Chahta hai Lekin asal mein Hui kamyab hota hai jo market ko Sahi time deta hai Trading Explanation Hamen market ko regular time Dena hota hai regular apna knowledge Dena hota hai to uske bad hi hamen ismein kamyab ho sakte hain har mana Forex mein kamyab hona Chahta hai Lekin asal mein vahi kamyab hota hai jo Forex ko time Deta hai regular market mein kam karta hai demo account mein prektis karta hai daily market ko learn Karke uske bad market mein kam karta hai sabse important chij hoti hai ki Ham market ki news ko follow Karen aur uske bad Ham market mein work karenge to aasani se hamen kamyabi mil jaati hai kyunki yah ek online hokar market ka knowledge Lena hota hai to aasani se hamen kamyabi milati hai lekin asal mein vahi banaa kamyab hota hai jo achcha time deta hai yaar regular market mein apna knowledge increase karta hai vah aasani se business se fayda le sakta hai Ham market mein agar extra kam karenge to hamen kamyabi Nahin milegi market mein agar Ham regular kam karenge to hamen kamyabi milegi market mein hm low spread ke sath work Nahin to aasani se Ham acche trade bandh sakte hain aur market se fayda bhi le sakte hain yah ek important online business hai hamen isko work karte rahana hota hai to aasani se Ham kamyab ho sakte hain
      :1f60d: hard work :1f60d:

      اب آن لائن

      Working...
      X