What Is Falling Window Candlestick Pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Falling Window Candlestick Pattern.
    What Is Falling Window Candlestick Pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Falling Window candlestick Pattern. Falling window candlestick pattern aik aisa pattern ha jo arrangement costs fundamental aksar aik waqfay k dawran banta ha ye plan waqfay k doaran occasions strong regions for ya ka sabab banta ha jiss ki waja se basics asarat resources ki costs ko teezi k sath lower push karte hen plan key shamil candles ki improvement darjazzel tarah se hoti jy gi. Falling window Candlestick Pattern. Falling window candle plan ki pehli light aik negative flame hoti ha jo k costs k standard sabeqa plan ki akasi karti ha ye fire white ya green combination focal hoti ha jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti ha lekin true body ka wazih hona zarori ha ye plan agar support level se nechay banta ha to ye bullish model inversion bhi ho sakta ha es waja se plan ka support point k base standard hona chaheye gy. Falling Window Candlestick Pattern Ky Sath Trading. Falling window candlestick ka hona zarori ha aur plan lazmi support line k plunging hona chaheye confirmation light affirmed body significant negative fire honi chaheye punch k bullish candle banne ki sorat head exchanging ka khatra mol nahi lena chaheye falling window candle light course of action ki dosri fire bhi same pehli fire k tarah negative hoti ha lekin ye light pehli fire k immaterial expense se under opening head banti ha dosri fire ka ludicrous expense pehli light k unimportant expense se wazih potential addition opening head hona chaheye ye fire bhi aik negative body central honi chaheye jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti ha.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Falling Window Candlestick Pattern
      Falling window candlestick pattern chart price main do bearish candles k darmeyan downward side par aik kicking type pattern hai, jiss main pehli candle aur dosri candle k darmeyan aik gap ban jata hai. Pattern ki pehli candle k high price (bashamole shadow or wick) aur dosri candle k lower price (bashamole shadow or wick) k darmeyan aik wazih gap ya khali jagah hoti hai. Falling window candlestick pattern aik bearish trend continuation pattern hai, jiss main shamil dono candles aik to bearish pattern k hote hen aur dosra ye candles aik dosre se downward side par gap main bante hen. Ye pattern prices main sellers ki mazboti aur downward side par prices ka mazeed move karne ka aik wazih indication hota hai.
      Candles Formation
      Falling window candlestick pattern prices main aksar aik waqfay k dawran banta hai, ye pattern waqfay k doaran events ya strong news ka sabab banta hai, jiss ki waja se fundamentals asarat assets ki prices ko teezi k sath lower push karte hen, pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Falling window candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices k normal sabeqa trend ki akasi karti hai. Ye candle white ya green color main hoti hai, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai, lekin real body ka wazih hona zarori hai. 2. Second Candle: Falling window candlestick pattern ki dosri candle bhi same pehli candle k tarah bearish hoti hai. Lekin ye candle pehli candle k low price se below gap main banti hai. Dosri candle ka high price pehli candle k low price se wazih upside gap main hona chaheye. Ye candle bhi aik bearish body main honi chaheye, jo k shadow ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.
      Explanation
      Price chart pattern par gap pattern hamesha assets ki bohut ziada high volitilety ki waja se bante hen. Ye volitilety aksar awqat aik khas waqfay k dowran prices par fundamental asarat ki waja se hota hai. Falling window candlestick pattern main bearish trend k dowran do bearish candles k darmeyan downward side par aik gap banta hai, jo k prices k bearish trend confirmation ki alamat hoti hai. Ye pattern do bearish candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle k low price aur dosri candle k high prices k darmeyan aik wazih aur clear gap hota hai. Ye pattern sellers ki market main mazboti aur prices ka mazeed bearish jane ka aik clear message hota hai.
      Trading
      Falling window candlestick pattern prices k downtrend main banta hai, aur iss pattern ki mazboti candles ki real body se pata chalta hai. Strong real body wali candles prices ko teezi k sath bearish push karegi, jo k support level se downward side par hona chaheye. Pattern par Trading se pehle confirmation candle ka hona zarori hai, aur pattern lazmi support line k downward hona chaheye. Confirmation candle real body main bearish candle honi chaheye, jab k bullish candle banne ki sorat main trading ka khatra mol nahi lena chaheye. Ye pattern agar support level se nechay banta hai, to ye bullish trend reversal bhi ho sakta hai, iss waja se pattern ka support point k bottom par hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se upper position ya pehli candle k top price se two pips below set karen.
      • #4 Collapse

        Assalamo Alaekum friends. Kasy hain ap sabMain umed karta hon ap sab bilkul thek thak hon gay. Aj ka jo topic zer e behs hay uska nam on falling window candlestick patterns hay . Yeh hamen kia btayega r kia information deta hay yeh dekhty hain. Yeh hamen kia kuch btaya hay yeh ab ham agy mazeed dekhty hain. Falling Window Falling window candle stick pattern aek bearish tasasul ka pattern hy jo us wqt hota hy jb dusri candle ki height previous candle ki km sy km hoti hy js sy aek gap create hota hy ye pattern stocks or down trend ki shape me kafi common hy jha ye pattern ki continuity ka ishara krta hy Basic Girti hoi window ko bearish continuation pattern k toor pr drja bndi kya geya hy.dono pattern ki lines koi bhi basic candles ho skti hy ya to long ya to short line k tor pr represent hoti hy.only forex price dogi hy jo pattern k hissy k tor pr zahir ni ho skta pattern ki khasosiyat phli candle ki km or dusri candle ki height k mid me show hony wali price k difference sy hoti hy.Girti hoi window candle stick pattern aek bearish candle stick pattern hy girti hoi window candle stick pattern ko aam tor pr gap down k naam sy jana jata hy likn yaha pr trendy stocks charts me jb possible ho to me japanies candle stick ki istalahat pr qaim rhna psnd krta hu Falling Window candle stick pattern qeemat action tajziya ka tool hy jisy trade market me down trend ki nishandahi krny k leay istmal krty hy isy maghrbi investors k halko me aek gap down k tor pr bary level pr pehchana jata hy or isy aek bearish tasasul ki example smjha jata hy falling window candle stick pattern banny k leay neechy k trend me gap hona zrori hy aek gap ji up trend me hota hy usy rising window pattern kha jata hy
        • #5 Collapse

          INTRUDUCE OF FALLING WINDOW CANDLESTICK PATTERN: Dear friends I hope aap sab omeed ky sath bilkul thik hoon gey Falling WINDOWS CANDLESTICK PATTERN chart price main do bearish candles k darmeyan downward side par aik kicking type pattern jiss main pehli candle aur dosri candle k darmeyan aik gap ban jata hai. Pattern ki pehli candle k high bashamole shadow or aur dosri candle k lower hoty hen k darmeyan aik wazih gap ya khali jagah hoti Falling window candlestick pattern aik bearish trend continuation pattern jiss main shamil dono candles aik to bearish pattern k hote hen aur dosra ye candles aik dosre se downward side par gap main bnty Hein Ye pattern prices main sellers ki mazboti aur downward side par prices ka mazeed move karne ka aik wazih kiya jata Hei our yeh bhot type par mushtamil hey. EXPLANATIONS;Dear friends Forex trading Marketing main PRICES CHART PATTERN par gap pattern hamesha assets ki bohut ziada high volitilety ki waja se bante hen. Ye volitilety aksar awqat aik khas waqfay k dowran prices par fundamental asarat ki waja se hota hai. Falling window candlestick pattern main bearish trend k dowran do bearish candles k darmeyan downward side par aik gap banta jo k prices k bearish trend confirmation ki alamat hoti hey pattern do bearish candles par mushtamil hota jiss main pehli candle k low price aur dosri candle k high prices k darmeyan aik wazih aur clear gap hota hai. Ye pattern sellers ki market main mazboti aur prices ka mazeed bearish jane ka aik clear message hoty hen. USED TO TRADINGS STRATEGY'S:FALLING WINDOW CANDLESTICK PATTERN PRICES k downtrend main banta Hai aur iss Patterns ki mazboti candles ki real body se pata chalta hai. Strong real body wali candles prices ko teezi k sath bearish push karegi, jo k support level se downward side par hona chaheye. Pattern par Trading se pehle confirmation candle ka hona zarori hai, aur pattern lazmi support line k downward hona chaheye. Confirmation candle real body main bearish candle honi chaheye, jab k bullish candle banne ki sorat main trading ka khatra mol nahi lena chaheye. Ye pattern agar support level se nechay banta hai, to ye bullish trend reversal bhi ho sakta hai, iss waja se pattern ka support point k bottom par hoty hen our Forex Mei estmal hota Hai.
          • #6 Collapse

            umeeed karti ho k sab thek hongy pak forum main best learning k sath kaaam kar rahy hongy pak froum main best learning kare best learning k sath kaam kare agar learning good hoti hain tu best earning kar skte hain forex trading k busniess main Falling Window candlestick Pattern main rules analysis kare demo account main ek traders ko best way k sath kaam krna must hota hain Falling Window candlestick Pattern main rules ko b follow kare best way say pratice kare agar best learning k sath kaaam hota hain tu ek traders ko best benefit mil skta hain har traders k pas learning ka hona must hota hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain learning kare regular pratice kare lot of benefit mil jata hain jisne learning k sath kaaam nhe kiya vo feature main big loss kar dete hain Falling Window candlestick Pattern ek benefit dene wala hain How to trade on Falling Window candlestick Pattern in forex trading market: forex trading main regular pratice karna must hota hain ek trader k pas learning ka hona and best way say kaam karna must hain jaaab tak traders best learning nhe karte hain Falling Window candlestick Pattern main regular pratice nhe karte hain tu in feature big loss kar dete hain analysis market main lazmi hain jaaab tak analysis hain tu loss ho jata hain forex trading main market ko samjhy forex trading main best learning k sath kaaam karne wale trades market main kamyabi hasil karskte skte hain hardwork karna must hota hain pratice karna must hota hain Falling Window candlestick Pattern main makret kabi b kahi b move kar skti hain agar ek traders he pratice nhe karta hain tu loss kardete hain loss ko b reocover karna must hain jaaab tak learning good nhe hain tu loss ho jata hain pratice kare
            • #7 Collapse

              Inverted umbrella pattern candlestick pattern hota hai jo ki kind of 2g hota hai ismein koi have proper shadow nahin hota lekin yah long lawyer shadow ko show karta hai jo lower long shadow show karta hai abhi dance course mein ham wine ka prasad dekhte ham dekhte private key lock odisha indicate kar rahi hai penalty ko still around hote hain bela candle mein ham pattern ko interpret karte hain reversal pattern ke upar umbrella candlesticks pata recognise karti horizontal line ko iske sath mein koi aap per sada nahin hota yah lo shadow long hoti hai indicate karti salad ko jo domestic tour market mein surfing kar rahe hain successfully puch karte hain market ki price ko opening level day of trading ke upar umbrella pattern 1 potential signal bullish reversal hota hai bottom ka audio bearish reversal hota hai top ka.
              Gullalai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex trading market me trend line bohut ziada important tool hai, jis ko technical analysis me bohut ziada istemal kia jata hai. Trend line se hi humen wazeh (clear) hota hai k market pehley (past) kia soratehal rahi hai, is k leye humen ziada gehraye me jane ki zarorat nahi parti hai. Technical analysis me trend line mojoda market ki soratehal ka bakhobi andaza ho jata hai. Market ki mojoda soratehal me traders k leye trend line support aur resistance k tawar par bhi kaam karta hai. Agar aik qeemat bar bar trend line ko cho (touch) karta hai, aur us position se morta (reverse) hota hai, to is ka matlab hai, k position strong support ya strong resistance level hai. Trend line sab se asan aur relaibale tool hai, aur agar is ko dosre indicators ya price action k sath istemal kia jaye to is ki karkardagi (reliability) mazzeed behhtar ho jati hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X