Trading at Three Stars in the South candlestick pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading at Three Stars in the South candlestick pattern.
    Trading at Three Stars in the South candlestick pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction. Trading at three stars in the south ka matlab hota hai ke jab aap night sky ko dekhte hain toh dekh sakte hain ke south mein teen sitare ek line mein dikhte hain. Ye tino sitare Canis Major jaise kehke jaane wali ek constellation ke hisse hote hain aur inhein "Orion's Belt" bhi kehte hain.Friends three stars in the south aik aesa trading pattern hai jis mein tijarat karnay walay teen (3) sitaray ka istemal hota hai jo dakshin (south) ki taraf hotay hain. Ye tijarat ka ek purana tareeqa hai jo kay aaj bhi istemal kiya jata hai. Is tareeqe mein, sitaray ki madad se musalsal tijarat karnay walay log, ek dusre se milnay aur tijarat karnay kay liye tayyar rehtay hain. Use of Pattern. Is trading pattern ko use karte hue log star navigation ke liye bhi istemal karte hain. Ye trading pattern northern hemisphere mein zyada dekha ja sakta hai aur log inhein easily recognise kar sakte hain Explanation of Pattern. Three stars in the south" candlestick pattern ko dekhne se pehle, humein samajhna hoga ke candlestick kya hota hai. Candlestick ek tarah ka chart hota hai jo financial market mein istemal hota hai. Is chart mein, har ek candlestick ek time period ko darshata hai aur us samay ke andar stock ya kisi bhi asset ki price movement ko darshata hai. Candlestick structure. "Three stars in the south" candlestick pattern mein, teesre candle ke south side mein teen alag alag chote chote candles dikhai dete hain. Ye pattern bullish ya bearish dono situations mein paaya ja sakta hai, lekin agar ye downtrend ke beech mein dikhayi deta hai to iska bearish interpretation hota hai aur agar uptrend ke beech mein dikhayi deta hai to iska bullish interpretation hota hai is pattern ko dekh kar traders market mein price movement ka sahi direction aur entry aur exit points ka faisla karte hain.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Three Stars In The South Candlestick Pattern
      Three stars in the south candlestick patteren bearish trend reversal signal dene wala pattern hai, jo aik wazeh downtrend ke baad yeh pattern amal mein aata hai. Three stars in the south candlestick patteren ki tashkeel teen bearish ya black candles par mushtamil hai aur jo price chart par top prices par banne wale three black crows pattern se mushabihat rakhta hai. Three stars in the south candlestick pattern ki tashkeel mein pehli candlestick aik lambi bearish candle hai, jis ka upper ya lower side par shadow bohat kam banta hai. Pattern ki baqi do candles yani dosri aur teesri candles bhi bearish candles hoti hai. Pattern ki dosri aur teesri candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, lekin dosi candle k upper side par shadow bohut lamba hota hai. Pattern ki dusri aur teesi candle pehli candle k real body main open hoti hai, jiss mein teesri candle aik small marubozu candle hoti hai.
      Candles Formation
      Three stars in the south candlestick patteren prices k bottom main ziada selling k baad market k mumkina bullish trend reversal ka ishara deta hai, jo k teen musalsal bearish candles par mushtamil hota hai. Ye pattern bearish candles ka hone k bawajood bhi bearish trend confirmation k muqabele main prices ko uptrend ka rasta deti hai. Pattern main candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki pehli candle aik bearish candles hoti hai, jo k real body main strong candle banti hai, aur ye candle prices k downtrend ki tasalsul ki alamat hoti hai. Pattern ki pehli candle aik bagher upper aur lower shadow ki hoti hai, jiss ka open price close price se ooper hota hai. 2. Second Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body ya uss k close price k baad open hoti hai, jo k lower par close hoti hai. Iss candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, jab k lower side par aik lamba shadow hota hai. 3. Third Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki teesri candle bhi same pechli do candles ki tarah aik bearish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body ya uss k close price par open ho kar lower par close hoti hai. Ye candle ziada tar pechli dono candles se size main kam hoti hai, jab k ye candle aik bearish small marubozu candle hoti hai.
      Explanation
      Three stars in the south candlestick patteren chart par teen lagatar bearish candles ka aik majmoa hai, jiss k leye market ka bottom area hona zarori hai. Ye pattern teen bearish candles par mushtamil hai, jo k prices k leye bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same three white soldier pattern jaisa hai, q k teeno candles bearish hone k sath sath lower lows par close hoti hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish Marubozu candle hoti hai, last teesri candle bhi aik Marubozu candle hoti hai leki size main pehli candle se bohut small hoti hai. Pattern ki dosri candle lower shadow k sath hoti hai, jiss ki real body pehli candle ki nisbat kam hoti hai. Ye pattern price chart k bottom main banne wale bullish stalled pattern se bhi melta julta hai, jo k same bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai.
      Trading
      Three stars in the south candlestick patteren main pehli candle strong bearish trend ki alamat hoti hai, lekin baad wali dosri aur teesri candles market main bears ki kamzori zahir karti hai, jo k market main dilchaspi lena kam karte hen. Pattern ki teeno candles ka bearish hone ki waja se confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bullish honi chaheye aur last bearish candle k top par close honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne se pattern invalid tasawar hoga, jab k trend ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, aggar CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main trade kar raha ho. Stop Loss pattern k sab se lower ya teesri bearish candle k low price se two pips below set karen
      • #4 Collapse

        forex trading main best learning karna must hota hain forex trading main jaaab tak learning k sath kaam nhe hota hain Three Stars in the South candlestick pattern main loss ho skta hain loss ko recover karne k liye praitce kare jaaab tak learning strong nhe hoti hain tu benefit nhe mil skta hain forex trading main best learning demo account main hard work kare best learning k sath kaam kare hard work kare forex main Three Stars in the South candlestick pattern main rules ko b study kare agar rules ko achi tara study nhe kiya jata hain tu loss hoskta hain loss ko recover karne k liye pratice kare loss hota rehta hain forex trading main best learning k sath kaam kare feature main kamyabi mil skti hain Three Stars in the South candlestick pattern main analysis krna b must hota hain analysis k bina kamyabi nhe hain How to trade on Three Stars in the South candlestick pattern: agar fofrex trading ko koi tradders join karta hain tu us traders ko apni learning ko strong karna must hota hain jaaab tak ek traders best learning k sath kaam nhe karta hain hard work nhe karta hain forex trading main hard work k sath kaaam kare learning kare agar hard work nhe hota hain tu kamyabi nhe mil skti hain forex trading main rules ko follow krna must hota hain forex trading main learning ko strong krna must hota hain forex trading main Three Stars in the South candlestick pattern main rules ko analysis kare trend ko follow krna must hota hain forex main study k sath kaam nhe hota hain tu loss k ziyda chances hote hain learning ko strong krna must hain aagar ek traders best learning k sath kaam kare ga tu feature main kamyab hoskte hain market ko stuyd kare merket ki learning ko learn kare best benefit mil skta h ain
        • #5 Collapse

          Forex members average true range indicator long term trading krny wly traders ke liy boht best ha kiu ke jab ATR ki price aik lmby period tak stable rahy gi to is ma utar charao ki tawako extend rahy ge. Average true range indicator ko use karte hue aap short term trading kar sakte ho ho agar indicator ko use karen to relative strength index indicator Fibonacci retracement indicator and average directional momentum indicator be multiple information provided karte hain in ki help se inko use karte hue ham trading market mein apni trading strategy score increase kar sakte hain.verage true range (ATR) ak technical indecator hota ha is indecator ko introduced kiya tha J. Welles Wilder na jis ka bara ma unho na apni book ma lekha tha. Ya average true range indicator sa hum measured karta ha market ke volatility ka bara ma. Ya true range indicator follow karta ha current high less the current ka low ka bara ma; jo absolute value hote ha current high ke wo less hote ha previous close ka; or jo absolute value hote ha current low ke wo bhi less hote ha previous close ka. ATR moving average ko nikala jata ha 14 days ka true range sa.
          Gullalai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Trend line ka trading me bara aik aham role hai. Trend line technical analysis me analyst sab se ziada istemal karte hen, q k qeematen kabhi bhi trend line ko follow keye bagher movement nahi karti. Trend line k bare me forex me aik qool mashahoor hai keh " Trend is your friend". Is waja se trend line pe trading karna ziada faida mand sabit hota hai. Trend line agar channel ki sorat me dono taraf ho to ye support aur resistance ka kaam bhi karte hen. Trend line k support aur resistance pe hum achi trading kar sakte hen.Market mein different time per different news available hoti hai jinki vajah se market per uska bahut asar hota hai Jab aap market mein different times per different news ko find out karte Hain to iski vajah se market volatility bahut ziada ho rahi hoti hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X