Accumulation / Distribution Volume
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Accumulation / Distribution Volume
    Accumulation / Distribution Volume
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Accumulation / Distribution Volume Dear friends Accumulation / Distribution Volume technical analysis me use hony wali aik technical strategy hy Jo Jo tijarti hujjam ya volume me Kay over ho jany ki tabdeeli ki bunyaad py different prices py supply and demand kay signals ko cuculate krti Hy. Strategy of Accumulation / Distribution Volume Dear friends agar baat ki jay Accumulation / Distribution Volume ki strategy ma ham market k volume ko use karty hain. Market k mojooda session ka volume ko previous session k volume kay sath compare krty hain aur is base haamen malomaat milti hai is ko ham trade kay leay use karty hain. Agar mojooda session ka volume pehly waly session kay volume sy increase kar jay to trader ko buy ki trade open karni chaheye kyun kay market ki prices increase ho rahi hoti hai. isi tarha mojooda session ka volume agr previous session sy decrease kar jaye to is ka matlab hota hai k trader ko sell ki trade open karni chaheye or market ma prices ma decrease predict kiya ja sakta hai. aik aur bhi situation ho sakti hai or wo ye k agr forex market ma previous session ka volume current session k equal ho to is ka ye matlab hota hai k market side movement ma hai. Aur is point par trader ko apni trades ko hold kar lena chaheye. Use of Accumulation / Distribution Volume Trading me jab ham is ko use krny kay leay Accumulation / Distribution Volume ko use kerty hain tu same indicator main over value aur extra volume hota hai ky agar market main positive volume show ho raha ho tou hamen aesy time per market main buy ki trade continue kerna hoti hai lekin agar market main negative volume show ho raha hota hai tou hamain aesy time per market main sell ki trade continue kerna hoti hai jabky over aur less volumes ky against agar hamari trade open hoti hai tou hamain aesi surat main trade close ker keni chahiay jab volume shift hota hai positive to negative ya negative to positive kyun ky jab volume shift ho raha hota hai tou hamain market ki movement ki strength ka dekhty huey trade open kerna hoti hai. Accumulation / Distribution Volume Strength Accumulation / Distribution Volume strength positive hony ki soorat main hamen market main buy ki trade enter kerna hoti hai ky jab ham trade enter ker lety hain aur market ka volume positive hi rehta hai tou hamain buy main open ki hui trade ko continue rakhty huey profit hasil hota rehta hai ky jab tak volume positive to negative shift ja ho jaey hamain buy main open trade ko hi continue kerna hota hai is ky sath Ham same positive volume main signals strength ko bhi read kerty hain ky agar signals strength increasing ho tou hamain buy main hi Trade open ker ky continue kerni hoti hai jabky agar signal decreasing ho tou hamain buy main open trade ko close ker lena chahiay. Signal Strength Is me jesy jesy signals strength decrease ho rehi hoti hai tou trend change ki indication produce ho rehi hoti hai aesy time per jab volume positive side per decrease hoty hoty minimum reh jata hai tou usky bahd hamain volume shift hony ka wait kerna chahiay ky jab volume shift ho tou hamain next trade open kerni chahiay aur agar volume shift hony ki bajay positive side per hi increase hona shoru ho jaey tou hamain again buy main hi Trade enter ker ky continue ker leni chahiay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Distribution Pattern Kia Ha?
      Distribution Pattern ek technical analysis concept hai jisme market mein price ke distribution ki pattern ko identify kiya jata hai. Is pattern mein price typically upar ki taraf move karti hai jise distribution phase kehte hain. Is phase mein large institutional investors aur market operators apne assets ko distribute karne ke liye prices ko manipulate karte hain. Traders is pattern ko samajhkar market ke turning points aur potential price declines ko pehchane mein madad le sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20240124_183145.png
Views:	28
Size:	63.1 کلوبائٹ
ID:	12814129

      Distribution Pattern Identify Karna:

      Market mein distribution patterns ko identify karne ke liye price aur volume data ka analysis karna hota hai. Price consolidation ya sideways movement ke signs dhoondhe, jisme trading volume decrease ho. Yeh distribution phase ka potential indicate karta hai. Saath hi bearish reversal patterns jaise lower highs aur lower lows par dhyaan de jo suggest karte hain ki selling pressure badh rahi hai. Technical analysis tools jaise trendlines aur moving averages bhi madad karte hain distribution patterns ko pehchanne mein. In indicators par nazr rakhe aur market mein potential distribution patterns ko spot kare.

      Distribution Pattern ka Advantage or Disadvantage:

      Distribution pattern ka advantage aur disadvantage market ke context par depend karta hai.

      Advantage:

      Distribution phase mein traders ko market ke turning points aur potential price declines ko pehchane mein madad milti hai. Isse unhe trading strategies ko optimize karne ka mauka milta hai.

      Disadvantage:

      Distribution phase mein price manipulation hoti hai, jisse market mein uncertainty badh sakti hai. Isse traders ko price movements ko predict karna challenging ho sakta hai.

      Distribution Market Dynamics:

      Distribution phase market dynamics ka ek important aspect hai lekin iska impact har trader ke liye alag ho sakta hai. Isliye apne trading decisions ko samajhne ke liye thorough analysis aur research karna zaroori hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X