Triangle Candlestick Patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triangle Candlestick Patterns
    Triangle Candlestick Patterns
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Triangle Candlestick Patterns Dear Friends! Forex trading main market main banny waly boht se patterns main aik pattern Triangle hai jis se hum apni trading ko es ko follow kar k apni trading kar skty hain forex main triangles 3 types k hoty hain jin ko smjh kar hum apni trade karty hain 1: Assending triangles 2: Descending triangles 3: symmetrical triangles ASSENDING TRIANGLES Forex trading main assending triangles main market aik channel main move katy karty aik kam distance areas main ja kar rokti hai osk bad apni movement change karti hai jis ko hum hum assending kahtu hain jis main hum es k word se he smjh skty hain k market nechy se oper jati hai tu osko hum assending triangles kahty hain jis main market ka break out hmaisha oper ko hota hai q k aghr market nechy se oper ja rahi hai tu mazzed oper jany k chances hoty hain. Agar market ki movement is terha sy ho ky first candle large size ki ho aur next her candle previous candle sy size main small ho rehi ho lekin in main her candle bullish trend ko show ker rehi ho aur last candle smallest ho tou aesy main ascending triangle pattern creat hota hai aur yahan sy market ka bullish Trend hi expected hota hai ky wahan sy ham buy ki trade open ker sakty hain DESSENDING TRIANGLES FOREX trading main market oper se nehy ati hai tu aik channel main move karty karty aik triangles banati hai jis ko hum dessending triangle kahty hain jis se hmain es bat ki confirmation milti hai k hum apni trading main ayes trade lgaty hain k es ka break out nechy hoga tu hum tab tarde open karengy jis se hmain faida hoga dessending main market hmaisha apko support par reverse main milti hai jahan par ap apna take profit set kar skty hain. Agar market ki movement main first large candle ky bahd tamam candles size main consecutively small hoti ja rehi hon lekin market main bearish trend ko show ker rehi hon tou aesi surat main market main jo triangle shape creat hoti hai woh descending triangle main hoti hai aur wahan sy market ki bearish trend main movement expected hoti hai ky yahan sy sell ki trade enter kerny per hamain profit hasil ho sakta hai Symmetrical Triangles Es pattern me market bar bar oper jati hai or waps a jati hai jaisy support or resist me hoti hai. support or resist pr agr line draw ke jay tu triangle bany ga. es tarah ye market jab down sy a kr or triangle bna kr dobara market oper chali jati hai. es mein high or low prices milti hai triangle me a kr. Jab market ki movement main first candle tou size main large ho lekin consective candles bhi size main decrease hoti ja rehi hon lekin triangle pattern isterha sy creat ho raha ho ky yeh market main na tou bearish trend ko show ker raha ho aur na hi bullish trend ko tou aesy triangle pattern ko symmetrical triangle pattern kehty hain jis main market ki movement ky maximum chance bhi uptrend main movement ky hoty hain ky wahan sy bhi Ham buy ki trade enter ker sakty hain

    اب آن لائن

    Working...
    X