High impact event say pehlay trade na open krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    High impact event say pehlay trade na open krain
    AOA dosto me ap logo say aik zati tjrba share krna chau gi k ap kbi bhi high impact eventvsay pehlay trade ko open na krain kyun k ic mn apko bahut ziyada loss bhi ho skta ha. Me nay jo result nikala ha wo yeh ha k high impact event jb waqa hota ha to us k kuch dair bad market bahut ziyada up ya down move kr k slow ho jati ha. Agr us time makret settle honay k bad trade open krain to wo bahut behtar rahay ga
    Kinza789 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: High impact event say pehlay trade na open krain

    Jub bi aesi kisi news ka time ho trade open nei kerni chahiey but agar hum pending orders dono direction mein laga dety hein stops ky sath ky sell stop bi aor buy stop bi to hamein trade open hony per acha profit bi ho sakta ha
    • #3 Collapse

      Re: High impact event say pehlay trade na open krain

      Salaam alaikum my dear friend aapki baat sahi hai ki forex trading may I am back se pahle trade open Kare lekin sabse pahle aapko forex trading mein jo news hoti hai unko acche se read karna chahie ya na ho aap news ke opposite trade open kar le aur aapka loss Ho jaaye isliye pahle aap acche se news read Karen aur uske bad
      • #4 Collapse

        Re: High impact event say pehlay trade na open krain

        Koi bhi bara event marker ko bahot effect kerta hai tou aesy time per hamari open trade kabhi tou hamain bahot acha profit dy jati hai lekin aksar loss hi zyada hota hai ky hamara account wash kerny ky liay aik event hi kafi ho jata hai agar hamain pata ho events ka tou hamain is time per trade open nehi kerni chahiay ky bary loss sy bacha ja saky
        • #5 Collapse

          Re: High impact event say pehlay trade na open krain

          ji bilkul mere Bhai aapane sahi baat ki hai kyunki impact wali Jo news hoti hain vah hamen nuksan bhi de sakti ho fayda bhi de sakti hain lekin jo baat nahin Ho use per to Ham pahle trade Le Le sakte hain lekin jab vah vah kya news Na Ho tab hamen bate karna chahie aur trade open nahin karni chahie jab Tak news nahin jaati
          • #6 Collapse

            Re: High impact event say pehlay trade na open krain

            Ap ny bhot zabar dast bat share ki k high impact sy pehle trafe open ni karni chahe kiu k es ma bhot loss ho sakta hai or account wash b ho sakta hai es lae market ki slowness jb tak khatam ni ho tarde open na karyn tez movement ma zayada jaldi profir hasil ho sakta hai apny bhot tajerby ki bat ki hai jes ma ham jese new member k lae lesson hai
            • #7 Collapse

              Re: High impact event say pehlay trade na open krain

              High impact event say pehlay trade na open kerain ya baat aap ki theek hay ky forex main trading kerty hoay aap iss baat ka khal kerain ky kabhi bhi aap High impact event say pehlay trade na open kerain kun ky akhsar iss say aap ko bara loss ho jata hay.
              • #8 Collapse

                Re: High impact event say pehlay trade na open krain

                Ap sub ko maloom hai k forex ki news 24 ganty ati hai. Aur news ka impact different time mai different hota hai. Likan jab tek ap market ko technical analysis sey bhe deal nahi krtey ho tou ap high impact ko find out nahi kr sakty ho.
                • #9 Collapse

                  Re: High impact event say pehlay trade na open krain

                  mujhe aisa lagta hai ki hamen hi impact se pahle hi train open karne chahie lekin pahle se Ham news ko acche se taiyar karne Tak hamen pata chale ki news ka kya karna hai vah hamen profit de sakti hai ya Los de sakti hai yah hamen trade open sel mein karni chahie ya by mein karni chahie kaise mein sabse pehle jaan nikale
                  • #10 Collapse

                    Re: High impact event say pehlay trade na open krain

                    hello sir aapane bilkul sahi farmaya hai Ham is Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen chahie kya main ismein bahut hi acche se kam Karen aur is Forex trading co Ek bahut bada Businessman Karishma Trading Karen aur isko online bhi man kar bad Mein ismein trading karen to yah match mein Kamyab Ho Sakenge aur ismein Hamen evening Mein Hai Vahi trade open karna chahie Taki market mein jyada movement ho aur Hamen ismein Se Jyada Se Jyada running Karke aur Hamen bahut hi acche se kam karna chahie to hi Hamen ismein se nahin bahut jyada kar Sakenge
                    PAK ARMY ZINDA ABAD
                    • #11 Collapse

                      Re: High impact event say pehlay trade na open krain

                      G han dear jub bhi trade ko ooen kiya jaye tu waite kar kay he kiya jaye kiyu kaye aisa karnye mai humain kafi faida ho jata hai tu moqa daikh kay waite kar kay he trade ko ooen karain
                      • #12 Collapse

                        Re: High impact event say pehlay trade na open krain

                        ne ubhi trading start nai ki mujhy is bary koi information nai hy kyo me just posting kr rahi hu me ne trading nai ki kyo k trading k bad he ap withdraw kra sakty hn bi withdraw nahi karwa sakty hain ap ye zaror kar saakty hain k jo bonus ap ko yahan say earn ho ussy ap apny insta forex k account mein transfer kar k us say mtlb ahi pasiy niklwana hai jb ap traing krty ho jo profit hota hai usy withdraw krana mtlb wo paisy niklwana
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: High impact event say pehlay trade na open krain

                          Yes sahi high impact news agr sahi hon to kafi movement hoti hai main ne bhi yahi suna hai iss liye iss see pehle lgi Hui trades ko khtra ho skta hai aur kayi ko faida bhi but try keh pehle na lgayen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X