Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn
    Assallam o alaikum friends aaj myn apny iss thread myn aap ko forex trading myn money manafement kya hy us kay bary myn agha karon ga . Money management asal asal myn aap kay aap kay bachao or survival py munahsir hy. Or iss ki sub sy achy technique bary nuqsaanon sy bachna hy or iss kay liyay stop loss jysy amal ka istemal karna aik behtareen tareeqa or muasar tareeqa hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

    Dear money management se murad hai ke aap jo amount trading orders mein laga rhe ho us ke baad backup mein ap ke paas kitni amount free mein bachti hai jo ke loss hone ke waja se aapko support de sakti hai iss liye money management ka role bohat hi important hai in forex trading agar misaal ke tor apke account mein 100 dollar hai and aap order pending mein rakhen hai and aapki trade loss mein ja rahi agar kisi kaaran apko wo orders loss mein hi close karne parhen to aapko us hisaab se amount ki trading karni hai ke at least aapke pas spare mein 50 to 60 dollar bachen jis se aapko wo particular loss to recover kar saken.
    • #3 Collapse

      Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

      Je dear apki bat thek hai money management bhot zaruri hai kiu k ham ny ye manage karna hota hai k ham ketna balance account ma rakhyn or ketna withdrawl laga lyn kiu k zayda with drawl kar lyn or account ma kam chor dyn to phr trade ma risk zayda ho jata hai es lae mere khawal ma hamy balance ko ik khas range tak rakhna chahe ta k hamy trading ma b asani ho or kiu k balance acha ho ga to earning ka chance b zayda ho ga hope u like my comment
      • #4 Collapse

        Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

        Assalam o alikum bahi ap theak kha rahy han pak forex ma trading karty wakt hamy money management ko b istamal karna chaiy is hamara apna he faida hota ha or ham profit hasil kar sakty han Allah Hafiz.
        • #5 Collapse

          Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

          dear sar aapane bahut acchi baat kahi hai Forex trading mein money management ko control karke training mein profit hasil Kiya ja sakta hai money management ka matlab hota hai koi bhi. Se trade open karne ke bad ek area mein apni trade close karna vah loss mein ho ya profit mein ho lekin apne plan ke mutabik trade karna stop loss take profit ka use karna trading mein kamyabi dilata hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

            hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar money management nahi kary gy to hamy kuch be hasail nahi ho ga forex aik wasee busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty han hum is mai full time be kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rajafc پيغام ديکھيے
              Assallam o alaikum friends aaj myn apny iss thread myn aap ko forex trading myn money manafement kya hy us kay bary myn agha karon ga . Money management asal asal myn aap kay aap kay bachao or survival py munahsir hy. Or iss ki sub sy achy technique bary nuqsaanon sy bachna hy or iss kay liyay stop loss jysy amal ka istemal karna aik behtareen tareeqa or muasar tareeqa hy.
              Assam Alaikum trading business Ek bahut hi Mushkil aur iski business hai agar Ham ismein Jyada der tak survive karna chahte hain To Hamen Apne account ki money management Jarur karna Hogi aur ismein apne lot size ko Apne capital ke 30% per hi Rakhna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

                forex aik asa business hain jis main hamy learning hasil kar ky is main karna ho ga hamy market ko achy sy learn kar ky money management kar ky is main kam karna ho ga pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus earn kar ky market main run kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

                  Apne bohot hi achi bat ki hey aur is mein koi shak nahin hey waqai money management aik behtreen knowledge aur mein samjhta hun keh jo traders bhi money management ko achi trha se follow kartey hein woh is business mein achi trha se succcessful ho satkey hain aur is mein achi earning kar saktey hain.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

                    money management ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy apny expeirnece ky mutabik kam karna ho ga forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky acount bana kar bana kar kam kar sakty hain
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

                      hamy money managmenet kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum pasia kama saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bahtern business hain hum is ma live chat karty hain hum gar mai bath kar is mai mahnet sy kam kary gy to hamy acha bonus mily ga forex aik wase business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex myn money management kay mutaliq chund ahm battyn

                        walaikumslam brother ap ki bat thek hai main bhi ap ki bat say full tor par agree karta hun forex main money mangement back bone ki hasiat rakhti hai jab tak ap is ko apply nahi karain gay ap ko kabhi bhi forex main success nahi mil sakti hai forex rules ka pehla step he money mangement ka ha kyon k yeh aik risky market hai jiss main ap ka capital ko bohut loss hony khtra hota hai ju sirf money mangment say control main hota hai iss lea forex main success hona hai tu is ko follow kar ky he hoa ja sakta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X