Tend ko identify kesy kia jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tend ko identify kesy kia jaye
    Market trend ko identify karny ki agar bat ki jaye to es key ley hamy technical indicators use karny par depend karna ho ga, Moving average aur support and resistance level esy indicators hey jes ko use kar key asani se trend ki identification ki ja sakti hay, fundamental analysis se long term key base par market trend ki conformation be ham kar sakty hey short base par trend ko indicators key help se hi identify karny ki koshish karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tend ko identify kesy kia jaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Market trend ko identify karny ki agar bat ki jaye to es key ley hamy technical indicators use karny par depend karna ho ga, Moving average aur support and resistance level esy indicators hey jes ko use kar key asani se trend ki identification ki ja sakti hay, fundamental analysis se long term key base par market trend ki conformation be ham kar sakty hey short base par trend ko indicators key help se hi identify karny ki koshish karni chaye.
    Assam Alaikum Ji Bhai Jaan is Waqt market mein bahut Sare tarike a gaye hain Jiske Sar yah se aap friend ko identify kar sakte hain aur technical analysis Kesariya ya Kafi isliye hota hai aap online Hai Kisi bhi website per jakar attend ki maloomat Le sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Tend ko identify kesy kia jaye

      Trend ki identify different ways sey ki jati hay indicators se trend dekha jata hay iskay ealwa support and resistance bohat zyada helpful hain unki madad sey bohat he achi prediction milti hay trend ki so depend karta hay aap konsa way prfer kertay ho konsa best way use krtay ho charts ki candles ki samajh b perfect honi chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Tend ko identify kesy kia jaye

        dear ap ka sawal bahut hi acha hy yani mira matlb hy ky ap ka thrad bahut hi achi hy jo ky ap ny creat ki hy is liay is bat ko bahut hi asan tarke ky sath ap ko samjhta hun ky jab bi ap ny market mai order lagan ho sab sy pehly ap ko market main bahut hi asani ky sath monthly time frame ya daily time frame per kam kerna ho ga us per ap ko bahut hi asani ky sath trend k apata chalta hy us ky bad ap bahut hi asani ky sath trend ko follow kerty hoy is market main sy trade laga sakty hy.
        • #5 Collapse

          Re: Tend ko identify kesy kia jaye

          forex ke karobar mein trend ko wazya kerny ke ley humen trading market ko analysis kerny ke ley indicators ko istemal kerna hota he jis mein hum earn or learn dono kerty hein forex aik online karobar he jis mein hum live dusrey momalik se rabta ker ke apni earning ka source banty hein forex aik useful karobar he jis mein hum 24 ganton mein se kisi be time mein kam ker sakty hein
          • #6 Collapse

            Re: Tend ko identify kesy kia jaye

            forex ke karobar mein hum trading market ke trend ko search ko identfy kerny ke ley hum technical analysis istemal kerty hein forex aik aam karobar ke nisbat acha or kamyab karobar he jis mein hum high quailty ke trading kerty hein forex aik faithful karobar he jis mein hum apny confidence ke sath earn or learn kerty hein forex aik king karobar he jo puri dunyan per raj ker raha he
            • #7 Collapse

              Re: Tend ko identify kesy kia jaye

              hum techical analyses ko use kar ky indicator ko follow kar ky tend ko identify kar sakty hain forex main hamy market ky har rules ko follow karna hota hain per he kamyab trader ban kar market main run kar sakty hain or acha bonus kamany ky kabil ho jaty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex world wide main famous ho cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Tend ko identify kesy kia jaye

                trade ko identify karwna zarore hain pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik acha business hain hamy is mai trend ky sat sat cahlna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Tend ko identify kesy kia jaye

                  forex aik online business hain hamy market ky mutabik he kam karna chahey indicator hamy market main enter hony main madad daty hain hum apny experience ky sat tend ko identify karty hain forex aik world wide business hain is main usa or china jasy bary bary mumalik involve hain hum is main bager paso ky account be ban kar kam karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Tend ko identify kesy kia jaye

                    hamy indicator ko use kar ky market ko samaj kar is ki movement ko dekh kar trand ko samaj kar is mai trade lagany ka risk lena chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha bonus haisl kar ky market main run kar sakty hain agr ham tran ky oposite kam kary gy to hamy loss ho jaye or ham nakam ho jaye gy is main market ka koi qasoor nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Tend ko identify kesy kia jaye

                      Achcha ho jaega market attraction per Najar rakhte Hue aapko Yahan per Ek acche wala decision Lena chahie Jab aapka Yahan per kam ka time per decision Achcha Hoga Aap Yahan per confidence ke sath take place ke sath good level ki Yahan per investment kar sakte hain Jab Ham market ko Samajh Kar Kam Nahin karte hain market Mein nuksan Hamari kamjori Hamari hi galat decision ki vajah se hota hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Tend ko identify kesy kia jaye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Market trend ko identify karny ki agar bat ki jaye to es key ley hamy technical indicators use karny par depend karna ho ga, Moving average aur support and resistance level esy indicators hey jes ko use kar key asani se trend ki identification ki ja sakti hay, fundamental analysis se long term key base par market trend ki conformation be ham kar sakty hey short base par trend ko indicators key help se hi identify karny ki koshish karni chaye.
                        Assalamualaikum Mere Khyal Mein Trend ki maloomat Hasil karne ka sabse best Tarika yah hai ki aap online hi Google mein jakar gold yah Jiske baby analysis karne hai usko search karen to bahut sari site se aapko use pair ki information De Denge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X