jab app ko loss hota ha....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    Forex is a good trading international business. I start in diminution of my Forex employed organization so then i sad but i jazz lessening is also feature of our Forex working orderliness and we impoverishment understand by our preceding problems in this orderliness.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      lols...well i have not experienced profit or loss yet..but i hope and wish that i never get loss...but i also accept the reality that loss and profit is part of business and if i ever get loss then i will accept it and i will not be aggressive..i will try again and will not repeat my mistakes..love Forex trading always..
      • #423 Collapse

        my dear sahi question kiya hai jab ham ko loss hota hai toh hamein dubara khiyal karna chahiye ke hamein kya kar rahai hai our phr ham loss kabhiu nahi hoga han tora dukh hota hai lekin careful se kaam lena chahiye.
        • #424 Collapse

          Friends! Forex Market 1 proper or Immediate Result / Response business hey. aap jaisy he Transaction Post karty heyn, aap ki Trade Profit ya Loss ki taraf move kerna shuru ho jati hey. agar aap ko frequently Loss ho raha hey to aap further trade kerna stop kar dien or apni strategy revisit kareyn phir Demo Accounts pe dobara se practice kareyn.
          • #425 Collapse

            Mjy 1st loss meri apni ghalti ki waja sa howa tha 1st mera balance kam tha aur phr meny multiple trades open kar di thi jaldbazi ma us may meny profit bhi gain kia par meri 1st ghalti ki waja sa wo profit mery kisi kam ka na raha aur mera sara balance nill ho gaya tha 2 din ma hi
            • #426 Collapse

              bhai aap khud soch sakty hain ke loss kis ko pasand hota hai bhala forex me mujhe jab demo account me loss hota hai tab bhi bohat bura lagta hai kiun ke mujhe demo account trading bhi aik dam real trading jesi lagti hai is lye me demo me bhi loss khaon to bohat bura feel karta hun .
               
              • #427 Collapse

                if you want to trade here, you have to know that loss and profit are going parallel in forex trading, I mean any time you can loss your earning and any time you can at the peak of success. I just feel Happy and learn from my mistakes when ever I Got loss on forex, Every body should do hardwork , You will get success frequently.
                • #428 Collapse

                  oops, dosto lose or profit to har business ka hissa ha dunya main koi business aisa nahe jis main sirf profir he ho .jub lose hota ha to waqti tor py gusa ata ha lakin ye lose hamary he lack of knowledge ki waja sy hota ha hamain is khami ko dor karna hoga
                  • #429 Collapse

                    dil khoon kay ansoo rota hai kay hum ney kun loss kia aysi kia mistake kar di jo next time nahi dhohrani shayad knowledge ki kami say yeh sub hota hai
                     
                    • #430 Collapse

                      jab kabhi loss ho to humko bohst bura lagta hai aur aisa feel hota hai ke jese forex just aik juwa hai aur is mein har koi loss hi karta hai lekin aisa nahi hai forex mein agar loss ho to humko again slow slow trades karke apna loss recover karna chahiye
                      • #431 Collapse

                        jan kisi bhi insan ko kisi bhi chez me koi bhi loss hota hai to yakinan usko gussa to ata hai lekin mere bhaiyo hame maiyos nai hona chaiye balke hame apni galti ko ignor nai kare or jo bhi apne galti ki hai usko hal karni ki puri koshis kare agar ap esa kare ge to pir ap kabi bhii apna loss nai kare ge or pir acha profit earn kar sake ge
                        • #432 Collapse

                          my dear brother forex ak karobar ha is main loss profit dono hota ha muje jab loss ho to muje koi tanstion nahi hoti koun k karobar main nuqsan or profit dono hoty ha tanstion nahi layni chahey...................
                          • #433 Collapse

                            dear jab mujy loss hota ha to mujy kafi gussa ata ha forex par lekin loss apni mistake ki wja sy hota ha is lye jab bhe mujy loss howa us loss sy mein ny kafi acha learn bhe kya k meri kis mistake ki wja sy mujy loss ho is lye mein loss k sath achi learning bhe hasil kar leta houn jis sy next door karta houn
                            • #434 Collapse

                              brother zaahri si baat hai ke loss honai par hamesha gussa aata hai ke loss kyn huwa or kis wajah se huwa...laikin waqti tor par to gussa aata laikin uske baad iss baat par gor karta hoon keh main ne wo konsi ghalti ki hai jiski wajah se mujhai loss huwa hai or main koshish karta hoon ke same ghalti dubara na duhraon...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                sab se pheli bat to ye ka main es forum par new hn muje na abi tak loss howa hai our na hi profit howa hai to es barey main kuch nai khe sakta mager ye bat 100 and 10 percent sai hai k jab loss hota hai to insan ko lazmi gussa ata hai kuch log to disheart ho kar chor detey hai mager busniess main profit our loss to hota rehta hai mager himmat nai harni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X