jab app ko loss hota ha....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3106 Collapse

    yaar ak to insan ko apni filling ko sambhal k rakhna chahiya or dusri bat los or profit dono forex me hoty hai y to sub ko pata hai is me gussay wali to kio bat ati he nai hai ap logo ko apne aap pa contarol karna chahiya or is bar par goor dani chahiya ka ap log next asi galti na kary bus simple c bat hai
    :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3107 Collapse

      muje jab loss hota hai to main bohat parehsan ho jata hon depressed ho jata hon aor trading karne ka dil nahi karta is ki waja yeh hai kay wo loss ko recover karna parta hai aor loss recover karna bohat muhskil kam hai.
      • #3108 Collapse

        Loss ki surat main shuru shuru main lafi upset hota ha banda lekin wo kehtay hain na umed pay dunia qaim ha phir ici umed pay dobara kaam mrtay hain k next bonus a jaye ga. Lekin loss say sabaq bhi hasil hota ha sath sath
        • #3109 Collapse

          Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawa kia hy dear chotey loss ko to aadmi nazar andaz kar sakta hai, lekin agar bara loss ho jae to zahir halat buht buri ho jati hai ke aadmi itni struggle karey aur usey badley loss ho, definitly kaheen na kaheen hamari mistake ki waja se hi aesa hota hai isly humain is ka jaiza lekar next time is ki care karni chahye ke next time aisi mistake na ho
          • #3110 Collapse

            koch time kay liay gusa ata ha l;akine koch time kay bad ya ahsa hota ha kay is ma kio mstak to ki ha jis ki wja sa majay loss howa ha to gusa ko cor kar is mstak kay bary ma knowlged hasil karte ho our is mna majy ilme be ho jata ha kay many is ma ka ka ha is ma hum ko loss jab he hota ha jab hum is ma kio mstak karty ha is liay hum ko is ma galte nhe karne cahay our loss nhe ho ga gusa nhe aay ga q kay gusa akila ko kah jata ha
            • #3111 Collapse

              Bhai AP bhi janty Han keh forex risky Kam hai to ham ko loss aur profit 2no ka soch Kar trade karni chahya aur agr ham ko KisI wajha sa loss ho bhi jata hai to me yeh try karta Hun keh next time woh mistake na karo aur us SA experience ho jata hai keh me ny Kahan mistake ki hai aur ab mjhe next time Kia karna chahaya...kuch log negative ho jaty Han Jo Sahi NI hai ku keh jub ham ko profit hota hai tub ham asa kuch ni sochyty aur Jasa loss hota ham negative ho jaty ..to ham ko loss bhi ho just to ham ko positive rehna chahya aur us SA sabaq seekhna chahya...
              • #3112 Collapse

                lazmi c baat hai bhae jab forex main kisi ko bhe loss hota hai to ye kisi ko bhe acha nahe lagta hai wo humesha apni mistakes ko diekhta hai k us nay ghalti kahan ki hai our pher wo jo samjhdaaar trader hoty hain wo us ko note kerty hain our dobara un ki koshsh hoti hai k jes mistake say loss hoa hai us ko na repeat kia jeay loss ho ya profit app ko apni halaat ko control rakhna chahy
                • #3113 Collapse

                  Brother jab ap ko lose hota hai tu bahut bura lagta hai but ap ko chaya ka himmat mat choran kiun ka agr ap lose hona sa dil chota kran ga tu ap forex pai work nea kr sakta jab ap tention lan ga tu phr ap trade nea kr sakta hai lose aur profit tu her business ka hisa hota hai us lya ap apna work pai focus kran bus
                  • #3114 Collapse

                    Bhai jab trending me lose huta hai to gussa ata hai aur Huawei practice hota hai to humen khushi mehsos huti profit aur lose dono business ka hissa hai
                    • #3115 Collapse

                      Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear qk me abi forex trading me new hon to meny abi tak koi trading nhe ki to mjy loss bhi nhe hoa filhal me is k bary me kuch nhe kah sakta
                      • #3116 Collapse

                        G bilkul thk kah rahy han k jab loss hota ha toh kea hota ha jab loss hota ha toh bohat Gusa ata lliken zahri say bt ya b ha agr loss ho b jata ha toh pata lag jata ha k aida ya galti na kary
                        • #3117 Collapse

                          forex, forum m hmm jb loss hota hy hm boht zyada emotional ho jaty hen r forex ko bora bhla kh k chor dety hen hala k hm janty hen k ye bagear invesmnt k beznus hy r es m hm bagear koi sarmay k kam kr rhy hen r hr beznus m loss phly r profit bad m hota hy phlh invesmnt krna Parti hy phr earn hota hy r forex sy hm bagear invesmnt k earn kr rhy hen phr b apni emotion py qabo nhi rakhty hmy loss ko.hr hal m face krna sekhna chahiy r apni emotion py qabo rakhna chahiy par hi hm forex m sucsecs hasil kr sakty hen.
                           
                          • #3118 Collapse

                            forex forum m loss boht Jald hota hy q k hr beznus m loss phly r profit bad m hy likn jb forex m hmy loss hota hy hmy boht bora feel hota hy r hm dil brdashta ho jaty hen jb k hmy sbr sy kam Lena chahiy r apni emotional py qabo rakh k mazeed hard working r mehnt krni chahiy.
                             
                            • #3119 Collapse

                              Forex to buhat he acha business ha loss or profit to har kam me hota ha agr hame es kam me loss ho jata ha to hame himat nahi harni chahiye balky apni mehnat ko jari rakna chaheye to he ham succssful ho jskty he
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3120 Collapse

                                dear jab bhe mujhy loss hota hai tu mujhy bhe boht ziada gusa aajta hai phir mai sochta houn k agar mai any gusy ki halat mai control na kia tu akbhe bhe iss mai successfull trader nahi ban skaon ga kun k forex mai wohi success hota hai ju apny emotions ko control karta hai aur ju gussy main akar is markeet k sath zid karta hai wo iss mai fail ho jata hai iss leay emotion say khelny say avoid karin aur kuch dair k leay trading stop kar k fresh ho kar kam karin.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X