aik month ka 20% profit with draw
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik month ka 20% profit with draw
    hum aik month mai 20% with draw karwa sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ka balm nahi hota forex pury pakisatn mai legal ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik month ka 20% profit with draw

    G han ap nay bilkul teak kaha Kay him apnay profit ka 20% he withdraw karwa sakty hyn laykin maray kayal main is main ap ko monthly koi pabandi nahi hy ap Kay pass zayada profit ho to ap is ka 20% withdraw larwa sakty hyn or phir is Kay bad ap dobara say withdraw karwa layn is main monthly ap ko koi pabandi nahi Kay ap ik month main sirf 20% he nikwal sakty hyn
    • #3 Collapse

      Re: aik month ka 20% profit with draw

      Nahi bahi asa nahi hai mai ap ki bat s agree nahi krta ka ak month mai 20 percent profit withdrawal karwa sakta hain nahi kabi nahi hum ak din mai 20 percent s zayda tk karwa sakta hain ya koi insta ka rules nahi hai ap log is tahra ki thread kr na logon ko perashan krta hain is lia koi bi asi thread karian ful prove ka sath karian ta ka forex mai kam krna easy ho
      • #4 Collapse

        Re: aik month ka 20% profit with draw

        Aik month main withdraw kerny ka koi rule nehi hai ky ham forum sy hasil hony waly bonus per jo trade kerty hian tou profit ham limited hi withdrew kerwa sakty hain lekin aik waqat main hamain chahiay ky ham less than thirty percent of total bonus withdraw lain warna aesa ho sakta hai ky hamain zyada withdraw leny per hamara account hi ban ker dia jaey
        • #5 Collapse

          Re: aik month ka 20% profit with draw

          Dear friend forex business mn trading kaa ad app ko joo earning money hote Haa app bouns koo har roze withdraw kar sakta han ass kee koi limits nhn ha arr % kaa koi chakar Haa ass taraha kee theard saa log parshan hoo jata han
          • #6 Collapse

            Re: aik month ka 20% profit with draw

            forex aik online business hain hamy is main best experience or knowledge haisl kar ky is main mehant sy kam karna chahey ham is main sy hasl hony waly bonus ko apny skrills or brokers ki mada sy with draw karwa sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai online ki dunya main aik king or real business hain
            • #7 Collapse

              Re: aik month ka 20% profit with draw

              forex aik world wide business hain ham is main live or sada urdu main baat katy hain ham is main pora month kam karty hain or hamy is ka bonus next month ky phely hafty main mil jata hain yai aik real business hain ham is main bonus ko with draw karwa sakty hain ham is main gar beth kar be kam kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: aik month ka 20% profit with draw

                Dear friend forex trading k rolls main hamesha bahtry hi ho rahi hy ap apny acount k baraber hi monthly main with draw lay sakty hain leken kabhi bhi ak bar main ziada with draw na lain hamesha thora thora lety rahen ziada say ziada 100 s ly saktg hain as say ziada na karen
                • #9 Collapse

                  Re: aik month ka 20% profit with draw

                  G han Mere Bhai yah bahut Achcha Sawal hai Ham ek mahine Mein 20 % withdrawa kar sakte hain aur zyada bhi withdrawa kar sakte hain ismein Koi limit nahin hai agar aapka prapt zyada Hi Ek Naam hai to aap kab nikal wale aur jo Baki Rah Jaega vah aapke account mein se Rahega phr aapka Jab Dil Chahe aap nikalwa sakte hain ismein koi problem Nahin Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: aik month ka 20% profit with draw

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aslam khan پيغام ديکھيے
                    G han Mere Bhai yah bahut Achcha Sawal hai Ham ek mahine Mein 20 % withdrawa kar sakte hain aur zyada bhi withdrawa kar sakte hain ismein Koi limit nahin hai agar aapka prapt zyada Hi Ek Naam hai to aap kab nikal wale aur jo Baki Rah Jaega vah aapke account mein se Rahega phr aapka Jab Dil Chahe aap nikalwa sakte hain ismein koi problem Nahin Hai
                    Yandere Rasiya ho sakta hai kya kar Hamen 20 percent profit Vitran karna Pade To Ham kar sakte hain aur usse Jyada bhi kar sakte hain per Hamen kam se kam Agar withdrawal Karte Hain To Jyada jaldi ho jata hai aur Agar mere pass Jyada money Ho To Ham usko Laga De to Fir bahut hi Mushkil aati hai isliye Sab Kuchh chahie ki bahut Yad ke sath Kiya Karen money ko Jaisa ki aapane Kaha vah baat bhi bilkul theek hai Ham Sab Ko Is Tarah Se Bhi kam Agar karte hain to Abhi ek fayda hi hota hai aur 20 percent profit Ham with draw easily kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoki پيغام ديکھيے
                      hum aik month mai 20% with draw karwa sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ka balm nahi hota forex pury pakisatn mai legal ban cuka hain
                      Jab ap apni trading main trade ka profit kamaty hain tu yeh ap pay depend karta hai kay ap us sy kitni earning kar rahy hain. Koshish karain kay jo ap trade kar rahy hain us mai ap kay pass jo capital hai kuch us mai add karian or ap kuch withdrawal kar lain. Withdrawal wali amount ap sari na nikalain. kuch percent jo ap ko apny experience kay hisab sy lagt hai woh ap adjust kar lain woh capital mai add karty jain or baqi ap us ko withdrawal karwa sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X