ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai
    bhai jan ap ko mehnat bi khud hi karni parti hai or earning bi khud hi earn karni parti hai so ap ko kabi bi forex par depend nahi hona chahiye k forex ap ko khud se profit de ga balke ap ko khud forex me mehnat kar k profit earn karna hota hai or bohat sari mehnat lag jati hai profit earn karne me so ap ko khoob mehnat karni chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

    Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge Yeh Baat bilkul theek hai ke Hamein Forex Kabhi Khud Se a a prophet Nahin deta Baal ke Hamein Khud Hasil karna padta hai Kyunki Agar Hum Pakistan Forex mehnat Karenge to tabhi Forex Samay Ek accha profit deta hai aur Agar Hum Forex main Main mehnat Na Kare to wo Hame profit nahi Dega isliye mein chahiye ke mehnat Karen aur ek achha profit Hasil Karen
    • #3 Collapse

      Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

      My dear brother Pakistan Forex forum Assalamu Alaikum aapki baat bilkul theek hai frocks Humko Khud Se profit Nahin data iske liye Humko mehnat karni padti hai knowledge or experience Hona zaroori hai tab Bhi Hum profit kar sakte hain nahin karta profit Kabhi Hasil nahi hota vah Hamesha na kaam Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

        Jab Bhi Hum Yahan Par trade open karte hain market Mein investment Karte Hain Hamein sabse pahle market ko wash karne ke bad Yahan Par invest Karni chahiye trade open Karni chahiye aur Yahan Par Hamein Limited amount Mein profit generate karne ke bad market Mein acche wale confidence ke sath Yahan Par investment Karni chahi confidence Mai long time kam karne ke liye ek achi wali achievement aur determination provide karta hai
        • #5 Collapse

          Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

          Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy Kamyab trader Kabhi Himmat nahi harta balke saber k sath sath apni learning ko improve krny ki koshish krta hy. Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k trade krain take ap ko ek accha profit hasil ho saky.
          • #6 Collapse

            Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

            g bilkul ap ne bohat hi achi bat ki hai or me ap ki bat se sehmat hun k hum jub bi forex me kam karte hain to hume kabi bi automatically profit earn nahi hota balke hume forex me mehnat kar k hi profit earn karna parta hai or isi liye me ap sub ko yehi kehta hun k ap sub ko forex me hamesha mehnat karni chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

              G han brother ap thek kah rahay hain, forex market hamain khud say kabi bi profit nai deti aur hamesha trader ko confuse karnay ki koshish karti hay esleay har trader ko apnay mind say market say profit nikalna parta hay.
              • #8 Collapse

                Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

                Bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hai k ham ko forex khud profit nahi deta hai ham ko is main profit hasil karna padta hain aor ham ko is mein mehnat karna chahiye ois mein ham ko ache profit hasil karne ki koshish karna juis se apko kabhi mil sakta hain aor is mein profit mil sakta hain
                • #9 Collapse

                  Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

                  Aslam O Alaikum Dear friends dunia me koi bhi kaam karo to uska sila mehnat karne ke baad he milta hai bilkul ussi tarha Forex me bhi profit mehnat karke hasil karna hota hai par jo profit hume mehnat karne ke baad forex deta hai utna kisi or business se kabhi bhi nahi milsakta forex aise apko success nahi deta wo succes hasil karni hoti hai hardwork karke
                  • #10 Collapse

                    Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

                    Bro koie bhe business khud profit nahe deta hai ap ko profit khud lena parta hai or forex man bhe kuch essa he hai ap yaha per profit tb he earn kr paye gyen jub tk ap ke pass good knowledge or experience na ho jaye jitna ziyadeh knowledge utna he ziyadeh profit ap earn kr sakte hain khud hard work kren ko market ke trend ko samjhen sabar or tahmul ke sath trading kren then profit possible hai
                    • #11 Collapse

                      Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

                      Farukh iqbal bhai apki bat bilkul thek hey aur koi bhi business ho just forex hi nahin jab tak aap khud se mehnat aur hardwork nahin karengey to woh business apko kabhi bhi acha profit nahin de sakta hey isliye hamen always achey patience aur achi strategies bana kar is mein work karna chahiye to hum is mein achi trha se kamiyab ho saktey hain.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

                        g haan forex kbhi bhi apko profit nh de skta forex pe hmen mehnt krni hog r is pe ziada se ziada mehnat kr ky hi hm acha bonus bna kr acha profit ly skty hyn forex na to khud hmen profit deta hy r na loss yh sb hmry apne kie huy kaam se hasil hota hy jo hm mehnt kr k kaam krty hyn hmen chaye keh hm mehnt ko jari rkhen r ziada s ziada earn kr sken r apne ghar walon ko support kr sken aisa tb mumkin hy jb hm apni mehnt ko jari rkhen gy.
                        • #13 Collapse

                          Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

                          G sahi kaha apne forex ko kbi b khud se profit nahin de ga balkay apko isk liye mehnat krna parti hai.kahin b kam kro gay ap ese koi b salary ni de ga kam ki salary de ga or forex ho ya forex forum dono me mehnat hai tbi ap ak kamyab insan ban saktay hain
                          • #14 Collapse

                            Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

                            Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain forex on ko khud bakud profit nain ata is ko hasl krnin kly mhnat ki zarort hoti jb ap mhnat krin gy tb ja kr forex ap ko profit dy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ap ko kabi bi forex khud se profit nahi deta balke ap ko hasil karna parta hai

                              yess boss humay profit hasil krna prta ha or mhanat krni parti ha pher he humay profit milta ha or hum kamyab hoty han or humay ek acha profit hasil hota ha agar hum nay dil say mhant ki ho or soch smsj kr trade li ho tab he humay profithota ha or phr humay kamyabi hasil hoti ha humay ek acha ledar bana deti he es k lia bst yahe ha kay dil sy mahant kara

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X