Trading bachoon ka kheel nahi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading bachoon ka kheel nahi hai
    Salam dostu umeed krta hon ap thek hain.. Main apku batana chahta hon kay forex itna asaan bussines nahi hai kay sab ecy kar sakeen ye bht zyada mushkle business hai agar ecy baghair mehnat kiey ap karain gay tu risky bhi bht hain. Yahan sirf wo he kamiab hota hai ju kafi zyada mehnat karta hai. Ec liey ye bachoon ka khail nahi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

    g han trading bacho ka khail nahi hai isi liye me ap sub ko kye bat bar bar kehta hun k ap forex ko zayada se zayada learn kare ta k ap ko acha profit earn ho sake or ap forex me achi tarah se trading kar sake ku k forex me wohi log achi tarah se trading kar pate hain jo forex ko achi tarah se learn karte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

      Assalamu alaikum my dear friend and all members Umeed karta hoon ki aap sab khairiyat se Honge haan ji bilkul theek hai ki trading karna Bachchon Ka Khel Nahin Hai Kyunki ki isse main bahut thi mehnat ki jarurat hoti hai aur hum mehnat karke bahut hi acche tarike se Soch Samajh Kar posting Karte Hain tab Yahan aise kuch na kuch hassil kar Baithe Hain isliye Yogesh main bahut hi mehnat karni padti hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

        My dear brother of Pakistan Forex forum Assalamualaikum Umeed karta hoon ki aap aap bilkul theek Honge aapki baat bilkul theek hai trading karna bacchon Akhil Nahin Hai karne ke liye bahut mehnat karni padti hai mehnat ke bagair hum isko nahi kar paate Hain iske liye zaroori hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

          Je bhae apki bat thek hai trading bacho ka khel ni hai es k lae pehle hard work sy hamy bhot si learning karna parti hai or us learning sy he ham es ko sar kar sakty hai jb ham sekhna sharu karty hai to chezyn asan sy asan hoti chale jati hai or sharu ma tuff time lena ma bad ma bhot asanya ho jati hai es lae bena learning k trading possible ni hai hope apko mera comment pasand ahe ga
          • #6 Collapse

            Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

            Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex trading bachon ka khel nahi hai es mein har chez proper hoti hai or es mein mehnat se Kam kren gy to hi ap kamyabi hasil Kar sakty hain nahi to koi faid nahi, es mein apnay qadam jamany k liye boht ziada papar bailnay partay hain tab kahen ja k kamyabi milti hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

              dear sahi kaha hy hm log ziyada ter s main loss ik hi waja sy kerty hy ky hm log yaha per bina knowledge ky hi is main trade kerny ki koshsih kerty hy is liay is bat ki koshish kry ky is ko sekhy yi koi itna mushkil kam nahi hy lehaza lazmi hm logo ko is ko sekhan ho ga tabhi asani ky sath hm log is main kamayb ho sakty hy wesy ager forex ki bat ki jay tu is nmain ap ko ager bian knowledge ky kam ki jay tu ap ky pas agr lakho ka bi account ho tu wo bi wash ho jay ga.
              • #8 Collapse

                Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

                g han trading bacho ka khail nahi hai is me mene bohat sare logo ko loss karte howe daikha hai mera aik dost tha us ne 1000$ invest kiya tha is business me jub usne trading start ki tu pahle hi month us ka account wash ho gaya or wo us ke bad is business ko left kar gaya is me bohat kam log profit karte hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

                  G Han aapne Sahi kaha hai trading Bachchon Ka Khel Nahi Hai trading karne ke liye Hamein maximum market ko focus karna parta hai aur uske baad hi Hum Koi decision Le sakte hain Agar Hum bagair soche samjhe Koi trade open Karenge ya Hum Koi decision Lenge to Hamein kuch bhi Hasil nahi hoga balke Hamara Apna bonus bhi Saiya ho jane ka khadsha hai isliye hamein chahiye ke Jab Bhi trading Karen Apne analysis aur apni learning ke according hi Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                    Salam dostu umeed krta hon ap thek hain.. Main apku batana chahta hon kay forex itna asaan bussines nahi hai kay sab ecy kar sakeen ye bht zyada mushkle business hai agar ecy baghair mehnat kiey ap karain gay tu risky bhi bht hain. Yahan sirf wo he kamiab hota hai ju kafi zyada mehnat karta hai. Ec liey ye bachoon ka khail nahi hai
                    W/Salam... G han sir koi b business easy nai hota hai q k usy hm apni mehnat or koshish se hi process krty hen. Bina mehnat k ap kabhi b kisi business even Forex me b Successful nai ho skty hen. is ley Jyads mehnt se is business ko sikhen gy to ye apke lye easy ho jaey gi. or ap is se kafi achi earning b kr saken gy. Magr pehly isy dil lga k har lehaz se Learn krna boht hi jarori hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

                      Ji haan bilkul aap ney sach kaha kay trading Bachchon Ka Khel Nahin Hai iske liye proper learning aur bahut sari practice ki jarurat hoti hai aur in Tamam chijo ke liye acchi qualification ki bhi jarurat hoti hai aur account key verification ke liye National identity card ki bhi jarurat Hoti Hai Joker bacchon Ka Tu Hota Nahin isliye bacche isko bilkul nahin kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

                        G han forex trading karnaa itna asann ni hai kafri log forex ko join tuo lar letyy hai lykinn kmayb koi koi hotaa hai kamyabb wohei hotaa hai tup strt main apnaa timee sirf learning ko detaa zaidaa syy zaidaa practicee kartaa apnaa trading skill behtrr kar letaa wohei kamyabb hotaa ...
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

                          trading aik mahnat talab kam hai is main kam krny ki sakht zarrorat hai is main demaagh ka istemal or sabber say kam laina hota hai
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

                            Dosto Mien Sirf Etna Kahna Chahta Hoon Forex management ki taraf sey indicators, signals aur time frames jaisey tools ko introduce karwaya jata hy takeh traders ko trading main asani ho aur woh market key trend ko judge kr sakain. Stop loss aur take profit ka use aap ko big loss sey bachata hy aur take profit sey aap over-confident aur greed sey bach saktey hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading bachoon ka kheel nahi hai

                              g han trading bacho ka khail nahi hai isi liye ap ko chahiye k ap forex me kam karne se pehle achi tarah se forex ko learn kar ley or demo account me achi tarh se practice kar ley ta k jub ap real account me kam karo to ap ko loss na ho balke ap ko profit earn ho or ap achi tarah se forex me kam kar sako or achi se achi earning kar sako.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X