lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    Forex trading aik business he jo humin kafi bari kamyabi bhi de sakta he aur hum es business ko agar samjh kar karte hin to hum jante hin k lalach aur fear min se humin loss bhi ho jati he hum lalach k under min trading kar k nuqsan hi utha sakte hin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      time trading in both the demo account and those that live jg taken as learn benefits. if you want may be the most appropriate percentage is larger portion should practice than theories may only need once read only but practice i guess not enough just once
      • #1953 Collapse

        mere khayal main agar app o thora profit b ho raha hai to app us ko hasil kar lo ye na ho next app ko loss ho jye
        • #1954 Collapse

          Meray kheal main to laluch zeada nuksan day hy koun k jab ap laluch krtay ho to ap ko nuksan hota hy our ap k andar loss honay ka dar beith jata hy,agar ap laluch sy bachain gy to khof khud bakhud khatm ho jaey ga,or profit ho ga.
          • #1955 Collapse

            gee friends mere kheyal se lalach zeyada nuksaan de hai q k jb ap ak achi earning ki taraf jaty hn to ap me lalach a jati hai k orearning kro or earning kron or es lalach me ap apna pehla profit b kho dety hn ... or agr khoff ki bat kren to wo sirf ap ka dar hai or agr ap k pas forex ka proper knowledge hai to ap ka ye khoff b finish ho jaen ga ....
            • #1956 Collapse

              mere khayal mein to lalach zyada nuksan da ha kion k lalach mein a k insaan kafi nuksan kr bethta ha jo k wo khoff se nai kr skta es liye hamein lalach se dooor rehna chahiye ar apna kaam soch smjh k krna chahiye
              • #1957 Collapse

                lalach ziyada nuksaan dy hai kyn k lalach sy hum anday hojaty hein lakin khoff ik asi cheez hai jis sy hum apny nuksaan sy bach skty hein hein kyn k har galt kam kerny sy phly humein khoff hota hai k khaein wo galt na ho jaye is liye hum wo kam chor dty hein
                • #1958 Collapse

                  lalach ziyada nahi karna chayie warna nuksan hoga and forex mein ap success ho saktay hey lekin ap ko success honay ky liye ap ko mehnat karni paray gi agr ap mehnat nahi karay gyn tu forex say profit make nhi kr skty hay mein chata hon kay feature miein bhi aik good trader ban sakon .
                  • #1959 Collapse

                    g bhai jaan apne theak eh kaha hai mai b ayhe manta hu lalach karne say humay loss ka he samna rahe ga issi waja say mai is mai lalach nhe kanrta hu
                    • #1960 Collapse

                      In my point of view, forex men lalach ziada nuqsan de hai humen forex men lalach ki base pe trading nhi karni chaye agar hum forex men lalach karen gay to hum loss men jaen gay agar without lalach trading karen gay to humen profit hoga humen ek target bana k trading karni chaye
                      • #1961 Collapse

                        dear kary khyal may tu duno he nuksan day han lalch may ham koi galat desction lay laty han on nuksan kar bahty han or isi tarha khoff bi ha kay ham trade may koi galti na kar day us may yqenan galti ho jati ha
                        • #1962 Collapse

                          yar bhai ye dono cheezain boht zyada nuqsan de hain forex mai kiyon ke lalach bari buri bala hai or khasa toor per forex mai lalach karny ka matlab hai keh insan ko bary nuqsan se mo milwana parhta hai or khuf ik aisy cheez hai jis ke bagair hum kabhi bhi trading nai kar sakty kiyon ke forex mai khof ki koi jaga nai.
                          • #1963 Collapse

                            meray khayal main donu hi same ha aik dosray kay alternative ha greed aur fear both are very dangerous for a layman so is say bach kay rehna chaiy insan ko.
                            • #1964 Collapse

                              is main jnab,,,mujhy to llach hi zyada nuksan day lagat hay jnab,,,kai log to is main bohat he lalch katrty hain janb....is liye hi tpo kafi dku8h hota hhay bad main jnab
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                dono hi zeda nuqsab da hain agar hum lalach karte hian too b loss hota ha lakin agar hum khuff ki waja sa trade karte hian us waqat b loss hota ha lahaza hamain chaye k ya dono kam na karian too zeda best ha,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X