indicators traders ki loss ki wajah
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators traders ki loss ki wajah
    Aslam o Alaikum dear friends meri ek request hai jab ALLAH PAK ne apko ashraf ull makhloque bana kar peda kia hai to ap dosroon ke ishare par ku trade kar rahe ho apke pas itna barha zehen hai traders ye indicators humare loss ki wajah hen in chakroon me na parhen plzzz apna knowledge or experience use karen or apne ap pe dependent banen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators traders ki loss ki wajah

    G han bilkul some time to indicators good aur profitable signals provide karny me kamyab ho jaty hey magar some time agar traders ko loss ho sakta hay to indicators key signals ki waja se hi loss ho sakta hay, mera mashwara ye hay key traders ko kabi be siraf indicators signals par hi depend nahi karna chaye us ko fundamental analysis ki learning be karni chaye, jes jaga indicators signals good signals provide karny me kamyab nahi hoty es time traders ko fundamental analysis zeyda profit deny me kamyab ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: indicators traders ki loss ki wajah

      indicators ki mada sy jab apkoi trade open kerty hain to ho sakta hai wo short term ho laikin ager indicaotpor ny sahe guide na kiya to phir apki trade phans bhi sakti hai isliye apko chye k jab bhi ap koi tyrade len to us per apko ph;ly apna analysis bnhi kerna chye k jab ap apna analysis kren gy to us sy bhi apko kuc edge mill jaye g a to ap ki ytarde loos sy bach sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: indicators traders ki loss ki wajah

        daer ap ki bat ko kisi had tak theek kaha ja sakta hy per ager main yi kaho ky zarori nahi ky isi waja sy hota hy tu galt nahi ho ga kiyo ky forex ki market main yi bat theek y indevcator ap ko market ki move ky bad batarty hy per kai dafa agerr ap ky pas in ki knowledge sahi hy tu asani ky sath is main acha khasa profit bi hasil ker sakty hy per sari bat ap ki practice ki hoti hy ky wo ap ki kitny hy ager tu theek hy tu asani ky sath ap is main faida Utah sakty hy werna bahut hi mushkil hy is mai loss ziyada hota hy.
        • #5 Collapse

          Re: indicators traders ki loss ki wajah

          G deae ap n bikul seah kha h indicator k bearger hm forex m kamyab ho skay is ly hmy forex m ziada sw waps n.a. kary q k agr banda kasi kam ko bhi karta ha Allah ap ko khosh rakhy apni trading ko aur post ap ki
          • #6 Collapse

            Re: indicators traders ki loss ki wajah

            Dear friend jo bilkul indicators par depend Karke trading karte hain Unhe loss hi hota hai indicator Ka Matlab Hai Ishara indicators kuch percent batata hai ki market Is Tarah Ja sakti hai Baki Apna experience aur knowledge we use karna chahie market ko analysis kar lena chahi..
            • #7 Collapse

              Re: indicators traders ki loss ki wajah

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai hamein chy keh ham indicator use na krein balke reversal trading krein jis say ham candlesticks ko achi tarah samjh sakty hain wesay indicator use krny wala kabhi kamyab trader nai ban sakta hamein indicator say hat k trading kerni chy..................
              • #8 Collapse

                Re: indicators traders ki loss ki wajah

                hamy learning jko best banana chahey hamy indicators ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky or hum munafa kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai agar capital sy zada indicators ko use kary gy to hamy loss ho jy ga forex pakistan mai legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: indicators traders ki loss ki wajah

                  forex ke karobar mein human pairs ke hesab se indicators ko istemal kerty hein to human profit gain hota he ager human pair ke hesab se indicators ko na lagaen to human loss hota he forex aik part time mein ke jany wali job he jis hum apni knowledge ko barhaty hoy achi earning kerty hein forex aik international karobar he jis mein high level ke trading kerty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators traders ki loss ki wajah

                    tu kabhi bhi is business sa hum earning nhi kar skate even hum bina Patience ka is business main stand bhi nhi kar skate ha is liya Patience zaror hona chya jab hum acha trader mainapni investment krni ho gi aur aap ko bht zaida saber se kam lena ho ga ta ke hmein bht ziada patience rkhna parta hai jitna ziada humein is mein patience rkhien gy utna hi ziada hmein is mein sucess hoga agr hum is mein kaam nhii krien gy or patience nhii rkhein gy to hmein is mein problem nhiii hogi agr hum is mein bht sa kmain aur aapne trader mian kmayaab
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators traders ki loss ki wajah

                      forex aik wasee business hain is mai indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain hamy in ko use kar kky kam karna ho ga lakin agar hum indicators ko use karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hmara accoun banned ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators traders ki loss ki wajah

                        I think in indicators ke zariye he to Jan skte Hain market ki movement wrna aur koi zareya to I think hai nahi jis se market ki movement ka pta chla sken wrna woh use kiya ja skta hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X