gold ne market ko hila kar rakh diya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold ne market ko hila kar rakh diya
    Assalamu Alaikum my dear member gold kal 1527 tak bhe gya hae yeh bahut he haeran kun bat hae or ab is ka trend bulish hae umeed bahut hae ke gold ab 1560 tak zaror jae ga lakin ab gold history ke buland tareen satah par hae pechle 6 years ke
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

    hello sir kya batau aap ki sahi hai ki Forex trading Mein gold Ek bahut accha pyar hai aur isme Hamein loss Kyon Hota Hai Main aap ke bare mein Ja Ke Aana Chahta Hoon se hota hai Kyunki isme karte hain aur insaan humesha her business Mein Na kaam rehta hai aur Hamesha hi chahte hain aur Hamein Hamein Aur Hum
    PAK ARMY ZINDA ABAD
    • #3 Collapse

      Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

      Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main gold ne market ko hila kar rakh diya hay ager gold per trading kerny waloo nai ager too market ka analysis kiy bagher trade open ki thi too iss ga account too wash ho gia ho ga oor kafi members ko acha khassa profit bhi how hay.
      • #4 Collapse

        Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

        g haan sahi kaha ap ny bhai gold k analyssi k mutabik gold is month kafi oper jaay ga 1560 ko lamzi touch kry ga forex k me gold oy trade krny waly membeds apni tp aur sl ko active rakhen isi me apka faida hy trading k gold me stop loss rakhna bht zarori hh
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

          gold ne hamesha forex market me tabahi macha kar rakhi hai or aj bi gold ne forex market me tabah machai hui hai so ap ko chahiye k ap in dino me gold se avoid hi kare to behter ho ga ku k bohat se logo ka gold me account wash ho raha hai so ap ko chahiye k ap baki chizo par trading kare or gold se has kar avoid kare ta k ap ka account safe rahe.
          • #6 Collapse

            Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

            loss Kyon Hota Hai Main aap ke bare mein Ja Ke Aana Chahta Hoon se hota hai Kyunki isme karte hain aur insaan humesha her business Mein Na kaam rehta hai aur Hamesha hi chahte hain aur Hamein ager gold per trading kerny waloo nai ager too market ka analysis kiy bagher trade open ki thi too iss ga account too wash ho gia ho ga oor kafi members ko acha khassa profit bhi how hay hai Forex trading check lajawab business hai ya kamyabi ke liye ek acche wala platform hai jo Log Yahan Se earning karna chahte hain uske upar study Karen case study Banaye Iske bare Mein Malmal day information generate Karen Jitna kaam acche se wo log Karenge unko earning Bhi Ja wala business Jyada Dekha touch kry ga forex k me gold oy trade krny waly membeds apni tp aur sl ko active rakhen isi me apka faida hy trading k gold
            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
            • #7 Collapse

              Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

              Forex main agar hm apny experience ko increase karna cahty hain to hmaien forex ko zyada say zyada time daina ho ga aur demo account par jitni zyada practice karain gay utna hi zyada hmaien trading ka experience milly ga aur hm kamyab ho sakien gay is liyay demo account ko real account smajh kar kam karain
              • #8 Collapse

                Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

                Jiya Sharab Ki Baat bilkul sahi hai Pakistan Forex Vinayagar Ham gold ko dekhte hain to Golden bahut hi jyada movement Kiya Aur Woh bahut hi jyada Upar Gayi Hai Jaise Sab record toot gaye hain hamein chahiye ki Ham gold Mein trading Karte Hain To Hamein bahut hi yatayat ke sath trading Karni chahiye Kyunki Aap Ki Ek Galti aapke account ko wash kar sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

                  G bilkul sahi kaha ap ne forex trading mein aj kal gold ne boht kam kharab Kiya Hua he or pori market ko hila k rakh diya he es liye gold ko serious len or es mein trade laganay se pehle soch len or jab movement slow ho tab trading Karen nahi to loss paka ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum my dear member gold kal 1527 tak bhe gya hae yeh bahut he haeran kun bat hae or ab is ka trend bulish hae umeed bahut hae ke gold ab 1560 tak zaror jae ga lakin ab gold history ke buland tareen satah par hae pechle 6 years ke
                    Gold ki market both fast move karti hai yahi Wajah Hai Ke gold sabse Jyada Jiski pair hai Forex trading market Mein US Dollar aur gold Ek dusre ke against move karte hain ISI vajah se gold bahut jyada risky commodity hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: gold ne market ko hila kar rakh diya

                      Dear friend aap ne bilkul theek kaha ke gold Ne market ko Hila kar Rakh Diya Hai Kyunki gold Mein log bahut hi jyada earning kar rahe hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X