mehnat
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat
    Hamen Zyada mehnat Kyon Karni chahi a new member ho mujhe batao
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat

    Mere bhai apko mehnat isliay kerni chahiay ky apny forex market main trade ker ky kuch earning kerni hai jis ky liay apny forex ko join Kia hai aur woh mehnat apki forum main posting ki surat main bhi ho sakti hai ky apki yahan sy acha bonus hasil ho saky aur forex trading ko learn kerny main bhi apko mehnat kerna perti hai
    • #3 Collapse

      Re: mehnat

      Forex main kamyabi hasil karne k liye mehnat bahut zarori hai jis k beghair ap kamyab nahi ho sakte hain is liye forex main hamein mehnat karni chahiye is main hard work karen is main apna ziyada se ziyada time invest karen our apni learning ko forex k mutaliq increase karen jis se hum kamyab ho sakte hain our acha profit hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: mehnat

        bhai jaan baat hai ki mera desh duniya ki photos karte ho main pro bihari hai jiska phal hamesha nahi milta hai aur hamesha kamyab log hote hain kyunki main aap ke bina tu hamka Mila nahin ho sakte aur kisi bhi kaam mein main aapki Jaye to usko hamesha yaad rakhna chahi kyunki main aap aap log nahi karte
        • #5 Collapse

          Re: mehnat

          Dear friend mai aap se sirf Yeh Kehna Chahta Hoon ke ke mehnat mein Azmat hai agar aap mehnat Karenge to aap Kamyab Ho Jayenge Kyunki mehnat Ka Phal Meetha Hota Hai agar aap Mein Naat Karenge to aapko uska phal zarur milega
          • #6 Collapse

            Re: mehnat

            apny forex market main trade ker ky kuch earning kerni hai jis ky liay apny forex ko join Kia hai aur woh mehnat apki forum main posting ki surat main bhi ho sakti hai ky apki yahan sy acha bonus hasil ho saky aur forex trading Hoon ke ke mehnat mein Azmat hai agar aap mehnat Karenge to aap Kamyab Ho Jayenge Kyunki mehnat Ka Phal Meetha Hota Hai agar aap Mein Naat Karenge karte ho main pro bihari hai jiska phal hamesha nahi milta hai aur hamesha kamyab log hote hain kyunki main aap ke bina tu hamka Mila nahin ho sakte aur kisi bhi kaam mein main aapki Jay
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: mehnat

              Dear forex ki treade ko samjhne k lie mehnat zrori hai iss kam men jitni mehnat zuada utna faida.
              • #8 Collapse

                Re: mehnat

                As.slam o alikum bhai jan mehnat krna aik both hi achi bat ha jo insan mehnat krta ha wohi esi waqt kamyab b hota ha aur jo mehnat ni krta wo kbi b kamyab ni ho skta
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat

                  sir ji mehnat kiss chez mein nahi hoti? har karobar...job...trading....koi bhe profession ho mehnat must hai aor wo is liye hai k ap kuch earn kar lo kuch seekh lo mehnat kar k..ab ap trading ko hi dekh lain agar mehnat nahi karen gy to kiya ap aik correct and perfect trade laga sakty ho? nahi kabhi nahi laga sakty ap..aik insan mehnat karta ho chay wo kitne bar hi loss kion na karta ho lekin aik waqt aye ga wo zaroor successfull ho kar rahy ga wo isliye k us ne mehnat karna nahi chorii.. ap ya hamyahan bethy hain posts read kartyy hain...us par amal kartyy hain to ye hamari mehnat hi hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat

                    ji haan Shroff Ki Baat bilkul sahi hai Pakistan Forex main agar mein kamyabi Hasil karni hai aur Hamein 1 Kamyab trader banna hai to Hame mehnat Bhi Jyada Karni chahiye Kyunki Yaha ka online pagination aur uski movement ko samajhna Aasan Baat Nahin Hoti iske liye Hamein mehnat karni padti hai tabhi Hum market ko analyses kar paate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat

                      ji han Sar aapane bilkul right kaha hai aur main aapke Baat Ko manta hun Varna Dastan Forex Param main kam kar raha hun Tu Mujhe chahie Kina Pakistan puraskaram mein bahut jyada mehnat karo aur Pakistan Forex best dressed
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat

                        ALSALLAMOALIKUM bhai jaan apki baat theek hy m agree hon apki baat sy apny belkol theek kaha hy keh mehnat krin mehnat sy kameyaabi melti hy dear mehnat to awaleen shart hy har oss kam k leye jes m ham kameyaab hon chahty hain to mehnat krin jo apki zendagi ka gole hy maqsad jo hy woh issi mehnat sy poraa hoga dear
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: dangerous پيغام ديکھيے
                          Hamen Zyada mehnat Kyon Karni chahi a new member ho mujhe batao
                          Forex trading ka business difficult business is business Mein success Hasil karne ke liye mehnat karni padati hai bina mehnat kiye is business se profit banaa banaa impossible hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat

                            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main hum mehnat krein gay hum aik na aik din zaroor kamyab honge friends mehnat main azmat hai mehnat k baghir kamyabi mumkin nhn hai friends hum forex main mehnat ker k apny mali halat drust ker sakty hain........
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat

                              orex mai hum sell or buy ka order palce karty hain hamy pahly expeirnece acha rahkna ho ga hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai kam karty howe agar market ky kise rule ko ignro kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamara account banned ho jata hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X