Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahiay
    Market aksar isterha move kerti hai ky jab hamari stop loss hit hota hai tou usi direction main bari movement bhi hoti hai tou hamain aesy time main stop loss hit hony ky bahd same direction main trade open ker leny sy hamara loss bhi recover ho sakta hai aur acha profit bhi hasil ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

    G han akser aysa he hota humrye ziyada ter stop loss he hit hoty hain or ye bahot say trader kay sat hota hao apko choye ky ager apky sell main stop loss hit ho to us direction main apni trade open kar layn or ager apka buy main ho to is tarfe kyun kay aher ap daily chart dekhyn to mrket din main jis tarfe move karti hai wo is trafe karti hai apko bhi chiye ky din main is trafe he trade laga dayn
    • #3 Collapse

      Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

      Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai Jis moment Mein Ek Mard Badi e candle Ban Jati Hai To Uske bad market uske angest mein Main jati hai agar aapko loss hua hai to aap apni trade open karke Apne loss ko recover kar sakte hain Apne loss ko recover karna na Sikha na chahi...
      • #4 Collapse

        Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

        bhai jan apki bat thk hai laikin hamen cyhye k han jo bhi analysis klren to us pr hamen dtty rhbna chye ager ham datty rhebn gy to ham us sy kam yabi hasil ker sakty hain.isk illawa hamen chye k ha apny ander patience rhken ager ham apny ander p[artience rhken gy to ham us men kam yab ho sakty hainis trah ager ham apny apko confuse kerty rhen gy to ham kbhi bhi kam yab nh ho saken gy.ham jio bui trade len poory analysis k sath aor full confidance k sath len.
        • #5 Collapse

          Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

          Aapne Sahi kaha hai ki Jis direction mein stop loss hit ho Usi direction Mein Hamein trade open kar leni chahiye Ham market ko analyse isiliye karte hain Taake Hamein pata chal jayega ki kaun si direction Mein Hamare liye trade karna Jyada achha Hoga is wajah se hamein chahiye ke hum Soch Samajh Ke Apna Kaam Karen aur Tawaju ke sath Apna Kaam Karen tar ke Hamen profit Ho
          • #6 Collapse

            Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

            Hamein stop loss ka istemal karna chahiye ya bahut hi Jaroori hai aur Jis direction Mein stop loss hit ho Usi direction Mein Hamein stop loss Lagana chahiye Is Tarah Se Hamein bahut hi Soch bacha Khani chahiye trade Lagane se pahle tabhi Hum is business mein sahi Mano mein kamyaab ho Payenge Is Tarah Se Soch Samajh Ke Humne apna kaam karna hoga Agar Hum Kamyab Hona Chahte Hain To
            • #7 Collapse

              Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

              G belkul aksar auqat isse tarah hota hai agar ham hedging karna chahtay hai to hamai chaye ke aisa he karay ya dono direction mai trade open karkai agar hamarai aik trade ka sl hit hojay to dosray mai profit mil sakta hain
              • #8 Collapse

                Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

                forex ke karobar mei stop loss hit ho us jaga per hi trade ko place ker dena chahy forex aik kamyab traders ko hi trading ke zary earning or learning main ezafa kerta jata he forex aik live trading system he jis mein hum trade ko best time of trading market per he place kert he or per hum kamyabi ke safer main agy barty jaty hein foresx aik legal karobar he
                • #9 Collapse

                  Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

                  foex aik online business hain hum is main kam karty hain or bonus earn karty hain or apne needs ko pura karty hain hamy stop loss ko use kar ky trade open karna chahey per he hum loss sy bach sakty hain forexx kabe be band na hony wala business hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik bohat bara business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

                    Dear aap ki baat sahi hai. Jab koi trade open ker kay stop loss lagaya jata hai or agar wo stop loss hit ho jaey to usi waqt usi direction mai trade open kernay say faida ho sakta hai or agar ziada faida nahi bhi ho tab bhi kam say kam apna pehla loss recover ho jata hai. Achay traders market ko peak say reverse honay pay trade open kertay hain or usi tareekay say ziada profit ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

                      Dear bat es trha ha k market ki movement k two pehloo haen aik tu ye k agr ap ka stoploss hit ho gya ha tu ap ko daikhna chaye k kiya market mein abhi bhi koi gunjaish ha k wo wps aye ge agr aisy chances haen tu ap trade open kr laen laikn agr ap daikhty haen k market ab apni direction ko change kr chuki ha aur ab wps Ana mushkil ha tu ap reverse trade tb lagaen us se pehly reverse trade lagana bewaqoofi ho ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pyara Pakistan پيغام ديکھيے
                        Market aksar isterha move kerti hai ky jab hamari stop loss hit hota hai tou usi direction main bari movement bhi hoti hai tou hamain aesy time main stop loss hit hony ky bahd same direction main trade open ker leny sy hamara loss bhi recover ho sakta hai aur acha profit bhi hasil ho sakta hai
                        Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham apni trade Mein stop loss ka use karte hain to market ki Usi side per apni trade ko open kar lena Jyada risky Nahin Hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jis direction main stop loss hit ho usi direction main trade open ker leni chahia

                          But I think humen aisa nahi krna chahye doosri baar bhi loss ho skta hai because laazmi nahi hai keh market ussi trf he move krti rahe voh back bhi ho skti hai iss liye analysis se he krna chahye kaam

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X