Minmize your lose and leave your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    G bilkul ap ne theek kaha hy k hum greed ko choor den to is tarah bhi hum loss se bach sakty hn kyo k loss baoht dangrous hy ye boht harmfull hy forex main greed se avoid krna chahye tab hum successfull ho sakty hn,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      G han app ne sahi kaha ha is business me hmen lalach ko khtm kar daini chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm agr lalach ko khtm kar k trading karty hain tu hm is business me kafi bary loss se bach sakty hain isi liye lalach khtm kar daini chahye
      • #243 Collapse

        han dear bilkul sai kaha hai hmy chahiyeh mehnat wo h bht zaida or try kry k zaida risk na lybor forex bht e risky kaam hai bht mehnat krna perti hai tub e ja k kuch banta hai or forex best way hai earn ka per bht mehnat kr k
        • #244 Collapse

          Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahhaia ya hum ko hamara kam karna ka apsia data ha
          • #245 Collapse

            g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hamain is main chaye k hum kissi kisam ka koi bhe lalach na karain and is business ko and is main apny time and capital ko manage kar k he trade karain.
            • #246 Collapse

              G han my dear friends forex traders ko demo account main trading kar ke apne loss ko minimize karne ke proper training karni chahiye. kiyun ke demo account main app ko jis waja se loss hota ho ic ko improve karin ro loss ko minimize karin or greed se avoid karin.
              • #247 Collapse

                ap nu buhat hi achi baat ki ha agr hum greed ko chor dy to forex business sy hum buhat hi acha profit earn kar sakty hian aur achy trader ban sakty hain
                • #248 Collapse

                  agar yahaan per hamain loss se bachnaa hai toh hamain zyaada se zyaada demo account per practice karni chaahye or is k elaawa hamain trading karty waqt lot size ko choty se chotaa rakhnaa chaahye or kabhi bhi laalach nahi karni chaahye...
                  • #249 Collapse

                    bhai g greed hi hai jo apko forex mein tikny ni deti bss agr ap greed ko chor dain ap forex mein mein apny kadam jma skty hain..greed ko chor dain or achi trading karain.
                    • #250 Collapse

                      Gee sir greed ko control kar hum apnay loss ko minimize kar saktay hain, forex trading main loss us waqat hota hay jab trader zaida ki greed main ya to over trade karta hay ya jab profit ho rha ho to zaida ki koshesh main loss kar deta hay. es liay humain apni greed kar kay target per kam karna chahayie.
                      • #251 Collapse

                        apney loss ko ak ter kar do app ko loss ho chuka hai wo app ko recover karna ho ga es liye app knowledge hasil karo again or market main workkaro app ko profit ho ga
                        • #252 Collapse

                          Whatever the brokerage commission did not receive you, find out what the policy execution. This must be the best performance conditions. Get it in writing.
                          • #253 Collapse

                            there are different ways through which we can minimize our losses in this business of the forex trading like we can place stop loss with every trade in this business of the forex trading, then we can control over loss as well.
                            • #254 Collapse

                              dear friend me app se agree kerta hun me yeh samajhta hun ke forex trading mein ager ham lalach kerte hain to hamen big loss ho jata hai or ham apni investment ko zaaya ker dete hain. iss lye hamen chahye ek trading mein lalach bilkul nahi karen balke jitna bhi profit ho le len
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                ji bilkul shi bat ki hai app ny yeh kam acha hai esliey smjhna chaheay es kam ko krny k liey chaheay k ap es kam ko smjh k kren yeh kam acha hai .............!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X