ap sub ko chahiye k ap apne andar sabar peda kare ku k forex ek esa business hai k jis me ap thori c jald bazi bi karo to ap ko bohat bara loss ho jata hai so ap ko chahiye k ap hamesah apne andar sabar peda kare k hi kam kare ta k ap loss se bach sake or profit earn kar sake.
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
apne andar sabar peda kare -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: apne andar sabar peda kare
Forex Trading main agar aap success hona chahty hain to app ko chahiay kay aap apny andar Patience peda karin or kabhi bhi jald bazi mat karin , because aap ke ek jald baazi kee waja say aap ko bohat bara loss ka samna karna par sakta hay or aaap ka account wash hony ka andesha bhi hota hay , so patience say kam lain or earn karin .:1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e: -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: apne andar sabar peda kare
agar ap ek ache trader banana chahte hain to ap ko chahiye k ap apne andar sabar peda kare or hamesha sabar se hi kam kare or kabi bi jald bazi mat kare ku k jald bazi se ap ki sari mehant zaya ho jati hai jis ki waja se ap ka dil forex se uth jata hai or ap long term forex me kam bi nahi kar pate so ap ko is bat ka khas khayal rakhna chahiye.
- Mentions 0
-
سا3 like
-
#4 Collapse
Re: apne andar sabar peda kare
Jab Ham trade Karte Hain To Hamein profit bhi hota hai aur loss bhi Hota Hai Jab profit ho aur Sabar Na Ho To Hum Thode profit Mein Hi trade close kar denge Agar loss ho aur Sabar na karen to hum Usi wakt dar kar loss Mein Hi trade close kar denge Apne andar Subar paida Karen lekin woa Sabar market ki movement ke mutabik Hona chahi. -
#5 Collapse
Re: apne andar sabar peda kare
Ji haan bilkul aap likhi kaha hai apne andar sabar Paida Karen Hum Jitna sabar ke saath kaam kare Hamare liye itna hi accha hai is Leya Humain chahiye Ke Hum Apni Himmat na hare balke Mehnat aur sabar ke sath kaam Karen. -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: apne andar sabar peda kare
G Han dear aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai lekin is men kamyabi hasil krny k liye humen mehnat KY saath saath bohat zayada ehtiyaat ki bhi zarurat hoti hai is ky ilawa Agar humen kabhi loss ka samna ho bhi Jae to pareshan nahi hona chaheye balky sabar se kaam lyna chaheye aur apni mehnat ko continue he rakhna chaheye ta ky hum apny losses ko ache kamyabi men bdal saken. -
#7 Collapse
Re: apne andar sabar peda kare
Forex forum main kam kerte hue apne ander sabr peda karain forex main sabr na kerne ki waja see hum apne profit ko loss main badal sakte sabr Kerry see hum bahot sare loss se bach sakte han forex market kiss waqt bhi move ker jati ha is terha human thore sabr se zeyada profit bhi ho Sakta ha -
#8 Collapse
Re: apne andar sabar peda kare
Ji aap ne bilkul theek Kaha Apne andar Sabar Paida kare emotional Ho Jayenge To Hum Kabhi Bhi Kamyab nahi ho sakte Hamein Sabar se kaam Lena chahiye aur forex me knowledge or experience ko increase karna chahiye Jab Hamen knowledge Hasil hoyega to hum acchi Profit Hasil kar Sakenge -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: apne andar sabar peda kare
sabar karna forex main kamyab hony ki nisani hain hamy apni mistake ko improve kar ky lalacha or emotion ko avoid kar ky is main kam karna chahey agr hamy kabe loss ho jaye to hamy tense nahi hona hamy hard work or sabar sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi haisl kar sakty hain or acha bonus haisl kar ky market main run kar sakty hain -
#10 Collapse
-
#11 Collapse
-
InstaForex -
#12 Collapse
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 01:18 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим