Post mein jyada English word use na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post mein jyada English word use na Karen
    Main ne note kiya hai Keh Jin logon ki post mein English ke Alfaz Jyada hote hain unko bonus kam Milta hai isliye is form par koshish Karen ke aapki post mein English ke Alfaz kam se kam hone chahiye aur Urdu Alfaz Jani ke Roman Urdu main post Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post mein jyada English word use na Karen

    Je apki bat sahe hai bahe hamy sada alfaz ma bat karni chahe or asy zuban estamal ni karni chahe k jo kese ko samajny ma muskil hu or kio es ka wrong meaning ly k apna nuksan na kara bethy es lae hamy chahe k simple wording ma posting karyn or quality py dehan dyn
    • #3 Collapse

      Re: Post mein jyada English word use na Karen

      G main is bat sy mutafiq hun k hume apni post par english zaban k alfaz istemal nhi krni chaye or humare post sada or asaan alfaz main honi chayen taa k har koi humari bat ko smajh sake or is bat sy faida utha saky apni smajh bhooj k mutabik. Islye bahtar hai k asan zaban ko istemal kiya jae.
      • #4 Collapse

        Re: Post mein jyada English word use na Karen

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karni hoge q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or hum ko chaheya ka hum forex trading ma ma lot of english ka word use na karaa to best hoga q ka per hamai post ke quality best hotee ha.........
        • #5 Collapse

          Re: Post mein jyada English word use na Karen

          hi dear friends,ma umeed karta hun k app sab thk hun ge ,is post k about ma yeh kehna chata hun k dosto hume apni post par english zaban k alfaz istemal nhi krni chaye or humare post sada or asaan alfaz main honi chayen taa k har koi humari bat ko smajh sake or is bat sy faida utha saky apni smajh bhooj k mutabik. Islye bahtar hai k asan zaban ko istemal kiya jae.
          • #6 Collapse

            Re: Post mein jyada English word use na Karen

            Alsallamoalikum bhai apki baat belkol theek hy m agree hon apki baat sy hamin post m English k words use ni krny chahein balkeh asaam roman urdoo m baat krin takeh dosry ko samjh b aasky aab aaisa ni hy har koi parha lekha hy kch aasy log b hain jo bss forex ko samjh sakty hain or kch ni
            • #7 Collapse

              Re: Post mein jyada English word use na Karen

              Assalamu alaikum my dear friend and all member ummeed Karta Hun Ki Sab khairiyat se Honge haan Yeh Baat bilkul acche Andaz se Bayan ki Gayi Hai K post mein jyada English world use nahin karna chahie waise to post mai nai nai what use karna chahie Lekin Agar Diya English word use karen to you new member ko Aise Mushkil par chahti hai isliye main chahi ki post Mein kam se kam English word use Karen tab ke new members ko Aise Asami ho sake
              • #8 Collapse

                Re: Post mein jyada English word use na Karen

                my dear brother of pakistan forex forum assalam o alikum aap ki baat biljkul thk hai ham ko chaye k ham pots main ziada word english na use karen kuon k ye urdu forum hai es main ziada english nahi use karne cahey ager ham ziada english use karen ge to hamko kam bonusmile ga
                • #9 Collapse

                  Re: Post mein jyada English word use na Karen

                  G han post main zeyada english word istemal nails kerne chahaiy balke post asan alfaz main roman main kerni chahaiy take her koi hamari bat ko asani se samj sake aur us ko koi faida ponch sake agr hum english main post kerte han to wo muskil se samj main ati ha us ka matlab sahi wazia nai ho pata jis ki waja se us ko loss ho sakta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Post mein jyada English word use na Karen

                    zada english nahi istaml karne chaehy hamy urdu mai kam karna ho ga forex aik amm busines ke nisbat acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Post mein jyada English word use na Karen

                      lot of hard work karni hoge q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge or hum ko chaheya ka hum forex trading ma ma lot of english ka word use na karaa to best hoga q ka per hamai post ke quality best hotee ha agr hum english main post kerte han to wo muskil se samj main ati ha us ka matlab sahi wazia nai ho pata jis ki waja se us ko loss ho sakta ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X