forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me loss ki importance
    Forex main loss ke causes ko jan'na or samajhna hi aap ko next time iss loss se bacha sakta hai so is ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or peoper plan ker k apni trading ka kaam start karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading me loss ki importance

    G baai aap nay sahee kaha forex trading may loss ka hona koi ziada aham baath nahee hay lekin jis waja say loss hotha hay os waja ko samajhna buhut zaroori hay kionka aap jab be koi mistake karthay hay tho osay apnay saath note Kia karay tha ke dhobara osay repeat na karay tho asa karnay say say aap ko buhut jaldh kise pair par trading ka experiance ho jaayega.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading me loss ki importance

      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends aik dafa ager ham tuky bazi wali trading lagayein gay to hamara bhut loss hota rahy ga iss lay hamein chy keh ham beshak loss kerty rahein lakin trading soch samjh k krein our apni ghaltyon say sabaq seekhein.........
      • #4 Collapse

        Re: forex trading me loss ki importance

        Dear friend forex market Mein loss Sab Ko hota hai loss Se Koi Nahi Ban sakta best trader wahi hota hai ya FIR wahi Banta Hai Jo Ek maartba Jis mistake ki vajah se loss hota hai use per Itni learning Karta Hai Ke next time Hua mistake Na Ho apni mistake syy seekh seekh Kar hi best Raider Bana Ja sakta hai...
        • #5 Collapse

          Re: forex trading me loss ki importance

          Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning hoti hay.
          • #6 Collapse

            Re: forex trading me loss ki importance

            G dear forex trading mai jub loss hota hai tu hum us mai bhut kuch seekhtaye hain yani kay atna kuch seekhtaye hain kay socha hai humari us loss ko recover karna bhut mushkil ho jata hai per pher bhi hum kartye hain aur karnaye mai ager kamyab ho jain tu next time pher loss ni hota hai
            • #7 Collapse

              Re: forex trading me loss ki importance

              assalamualaikum my dear friend forex trading my lost important hame pata chalti hai jab hamara loss hota hai jo hamara loss hota hai to hame intezar paida hota hai ki aaj ke baad humne forex trading ko acche se seekhna hai aur FIR usme trading karti hai jab tak hamara loss nahin hota to Ham overcome confidence rehte hain ya hamara to loss ho hi nahi sakta tu jab hamara loss hota hai tumhe pata chalta hai ya forex trading Koi bachchon ka khel rahi hai
              • #8 Collapse

                Re: forex trading me loss ki importance

                Forex trading mein agar hum loss ko importance dain gay tou iss sae humari trading achi ho gi aur humara forex ka knowledge bhi improve ho ga hum forex mein achi trading ker sakain gay jis sae humain forex mein kamyabi milay gi
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading me loss ki importance

                  Assalamualaikum dear Forex number aapne bilkul sahi kaha hai ki loss ki bhi Forex Mein importance Hoti Hai Kyunki Jab Tak Hum Log nahi karenge tab tak Hum profit bhi nahin Karenge
                  Visit My Profile
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading me loss ki importance

                    Forex mein agar aap loss ki importance ko samajh jayain tou aap ki trading.achi ho jaye gi forex mein jo loss hota hai uss sae aap forex ko seekhnay ki koshish kerain uss mein analysis kerain kay aap ko loss kis wajah sae hua hai uss ko rectify kerain aur dobara sae sahih trade lagain tou aap ko loss nahin ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X