indicators ke pahchan be zarore hain
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ke pahchan be zarore hain
    forex aik international business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex mai indicators ko samj kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai indictors ke bohat value hain hamy inhy ignore nahi karna chahey forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ke pahchan be zarore hain

    Jihad year aapne bilkul theek kaha hai indicators ki pahchan bhej rahi hai waise to bahut Sare indicators hai lekin istemal 1 2 ka hi karna chahiye jo aapko best signal de Jyada indicators ka istemal nahin karna chahiye FIR confusing Ho Jati Hai wah indicator istemal Karen jo aap ko Bata signal deta hai...
    • #3 Collapse

      Re: indicators ke pahchan be zarore hain

      G bilkul ye bat theek hay k forex main indicators k istmal bhi Kia jata hay aur humain in k bare main information bhi honi chaiay k jab Kon sa indicator use karna Hy tab hi humin ka right time par use Kar sakte Hain lekin humain indicators par boht zada bhi trust nai karna chaiay kiu k ye har har humain right trade nai btate
      • #4 Collapse

        Re: indicators ke pahchan be zarore hain

        Indicator asal main hamari help k liay design kiay jatay Hain ta k hum trading k Doran in ki help se trend ko ya prices ki movement ko sahi tarah se judg kar skain lekin is k liay indicator k baray kuch maloomat hona bohat zaroori hai kiun k indicator hamesha sahi nahi hotay.
        • #5 Collapse

          Re: indicators ke pahchan be zarore hain

          hamy indicators ko dahk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex aik legal business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
          • #6 Collapse

            Re: indicators ke pahchan be zarore hain

            hi ho bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai handbags Mein Shabd ki pahchan Hamein Jaruri karna chahi Agar Hum Mein Pehchan Nahin hoga to Hum Ek Main Kaise Pehchan Sakenge aur Hamein is main lalchi nahin banna chahi inke lalchi Insan kabhi bhi Kamyab nahi ho sakta
            • #7 Collapse

              Re: indicators ke pahchan be zarore hain

              Yes indicators ki pehchan hona zroori hai tb he hum Jan sken ge keh in ka mtlb Kya hai kese move kre to Kya mtlb ho ga kese kre to Kya yeh learn kren ge to he market ki movement ko smjh sken ge
              • #8 Collapse

                Re: indicators ke pahchan be zarore hain

                forex aik unique business hain hum is apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum paisa kama saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai agar indicators ka knolwege nahi rahty to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara busienss hain
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ke pahchan be zarore hain

                  forex aik wasee busienss hain is mai indicators ke bohat ahmeyat hamy pahly in ky bary mai ache tarha informational hasial karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators ke pahchan be zarore hain

                    dear friend hamen indecator ki pahchan k bary main bhi pata hona chahye k hum kis tarh say indecator ko use karty hain aue as sa ak achi trade lety hain hamen forex k her ak analeses k bary main malom hona chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators ke pahchan be zarore hain

                      forex mai indicators ko use karny sy pahly hamy in ky bary mai acha knolwedge gain karna ho ga hamy mahnet sy or tawajo sy forex mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex mai sub sy best RSI indicator hain hamy isy kabe be ignore nahi krna chahey forex pakistan mai legal ban cuka hain forex aik unique business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators ke pahchan be zarore hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Conia پيغام ديکھيے
                        forex aik international business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex mai indicators ko samj kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai indictors ke bohat value hain hamy inhy ignore nahi karna chahey forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                        Acchi trading karne ke liye indicators ka knowledge Hona bhi important hai indicators of Technical Analysis mein bahut jyada useful hote hain bahut sara traders trading karte hue indicators use karte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: indicators ke pahchan be zarore hain

                          Vaise to indicator Yahan per bahut hain jinko istemal Karke Ham broker se Kafi Achcha market ko Jaan sakte hain lekin Sawal yah aata hai ki Ham indicators ko kaise use kar Payenge aur yah Mere Khyal mein sirf 5% Logon Ko is chij ka idea hota hai ki ek Hindi Kita ko acche se kaise istemal kiya Ja sakta hai usse market ki prediction Kaise ki Ja sakti hai agar aapko is chij ka idea ho gaya to aap acche trade kar paoge aur Unse munafa kar paoge
                           
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: indicators ke pahchan be zarore hain

                            Boss aap ki baat belkul durast hai aur jaha tak ho sakta h ham ko signals lene sy bachna chahye agar ham as mien signals lete hien tu ham her bar apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien kesi sy b signals nahi lene hote hie
                            aur ham ham ko as mien dakh bhal ker trade karna hota h jab ham as mien trade kerte hien aur jab ham as mien signals k bina trade ker kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar kaam bhoot hi acha karna hota h aur ham ko as mien khud
                            sy kaam krna hota h aur ham ko as mien acha kaam karna hota h jab ham as mien in per bharosa ker lete hien tu ham apna hi nuqsan ker lete hien aur indicators per b yaqeen kam say kaam karna hota h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: indicators ke pahchan be zarore hain

                              fraction mein boss indicator provide karta hai lekin ab main market ki information on analyse karna bahut jaruri hai kyunki isase hamen indicator ka pata chalta hai ki kaun kaun se indicator aur kin kin tariko se use karna hai to Meri aap logon se gujarish hai ki apne senior member se jarur seeken ke indicator kya hai kaise use Kiya jata hai aur Inka small kaise ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X