*Forex trade need goodl English language*
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    ye baat to aapke theek hai k forex market ek bahut badi market hai or jo english mein hai. aapko english ani chahiye lekin mere khayal se forex ne ab urdu ki sahulat bhi faraham kar di hai jise log urdu mein ise samajh sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      G hain aap na balkul ache baat ke hai ya aik international business hai is kai english kai aana boht zaroary hai. agar pak forum ke baat ke jayo to banda apne mother tongue mai be kaam kar skta hain no issues.
      • #93 Collapse

        brother yeh business international to hai lekin is me english or urdu dono say work kar saktey hai ager ap ko english nai ati to ap urdu me bhi forex ka knowledge haseel kar saktey hain forex trading ek best online business hai
        • #94 Collapse

          Forex trading main kaam karny ka ye he maza ha ke es main english urdu type ke chal gaty ha education ke koi limet nahi ha
          • #95 Collapse

            ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex per kaam karnay kay lye aap ko english ana zarori hay lekin agar aap ko thori bohat bhi english ati hay to aap forex per kaam karskatay ho waisay aap ko urdu may bhi forex ki detail mil jaye gi mukhtalif website say.
            • #96 Collapse

              Crucial traits with the foreign currency market is the property sense of balance Although this kind of would seem unusual. Everyone understands how the unexpected drop connected with basic property with the fiscal market will be forex along with the need to completely focusTechnical examination, the examination with the market predicament good past adjustments connected with prices. Used in this kind of examination Albianh visuals which reveal value adjustments for a specific time period and they also combine techie examination along with basic
               
              • #97 Collapse

                dear es business mai itna jada english nahi hoti hai agar app technical tor per es business mai up aur down hona samaj ly kese bhe currency pair ka tu app us mai trade ker ka kafe acha daily pip kama saktay hai keyo ka es mai analysis ker bhot important hai.
                • #98 Collapse

                  It is very important that the investor knows that Forex trading is not an easy thing, and he must retreat from trading if what he felt the desire to do so, and may not lucky the first time. It also must follow analyzes of markets and gain experience, which can be paid transactions to more profits, and therefore comfortable and safe trading at the same time
                  • #99 Collapse

                    jis bandy ko English kee samjh aati hy wo forex trading main zyada achy tareeqy sy kamyaab ho jata hy. . .q k mostly news English main aati hain is liye jisy English aati hy wo understand kr lyta hy
                    • #100 Collapse

                      ye koi zaroori to nahi ha kayun ka is ka bara ma ye forum ha jis par urdu ma posting hoti han aur phir kafi sites urdu ma bhi mil jati han learning ka lia. practice ka lia demo account hota ha jo ka terminal par hota ha aur us ma kuch likhna ya parhna ki zaroorat nahi hoti bas currencies ka pairs ka pata hona chahia.
                      • #101 Collapse

                        Dear Friends and Brothers salam to all ,.,..,.,,.,. bhai jaan is ka nam hain pak forex trading means aap issy udru main bhi comment kar skty hain aap ki english high hain aap issy english main bhi kar skty hain,..,.,.,
                        • #102 Collapse

                          nai bhai gap ko kis nain kaha h k forex ko good english ki zaroorat hai pakfourm main esi koi b zaroorat nai hai ap ko bas parhana ata ho tu ap tab b business kar sakty ho ap ko bhai moral high karwana chahey bjaye k ap logon ko darao
                          • #103 Collapse

                            Forex trading market online international market ha. jis main english language sab se ziada use hoti ha. or mere khayal main jo log well educated hote hain wo forex ko easily samjh lete hain. but forex main kam educated persons bhi trading kar sakte hain.
                            :o love FOREX without any condition :o
                            • #104 Collapse

                              forex trading mein success hasil krny k liye good english language ki zarurat nhi balky is mein success hasil krny k liye ek trader ko market ko analyse krna ana chahiye is k ilawa trader ko english language ki zarurat nhi hoti.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Brother agr zayda nahe to thori bhot english ani chaya trading k lia takay hum news ko reading kar sakin phlay trading ko learning kro phr earning kro real m trading bhot best market ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X