Dear Members mein aap sab se yeh puchna chahta hun keh market mein hum jo analysis kartey hein woh kitne kisam ke hotey hein kioun keh mene jahan tak parta he to woh 3 kisam ke market analysis hotey hein ..
1. Fundamental Analysis
2. Technical Analysis
3. Sentimental Analysis
aur in sab ko mn achi trha se learn karne ki koshish kar raha hun aur aap sab dosto ko jo yahan par new hein ya old hein in ko lazmi seekhen is se apko bohot hi ziada faida hoga aur aap market mein achi trha se trade kar sakengey aur is k ilawa jo dost jantey hein keh is ke ilawa bhi koi analysis hotey hein to woh bhi zaroor yahan par share karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим