kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae
    Assalamu Alaikum dear members forex aik bahut bara business hae jis main profit ke sath sath loss bhe hota hae lakin aik kamyab trader ke nishani hae ke wo apne loss ka himmat se samna karta hae to is liye to main aik kamyab trader nhe hon main mujhe loss bardashat nhe hota hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

    Loss kiun k business ka hissa hota hey iss liay forex trading men jo log loss se dartay hen aur tension letey hen woh kamyab traders nhi ban saktay aur jo log himat nhi haartay balkay loss ka mukabla kartay hen woh hi acha profit hasil kar letey hen
    • #3 Collapse

      Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

      Alsallamoalikum dear members g han forex aik bahot bara business hy is m profit b bahoot aata hota hy or baz oqaaat looss b aajata hy losss sy insaan ko na omedaah or parshaan ni hona chaheye balkeh bahdri k sth samna krna chaheye yeni keh hemat rakhni chaye hozlah ho basss
      • #4 Collapse

        Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

        profit aur loss business ka hissa hota ha aik achha trader hmesha loss sa bhi seekhta ha aur loss ko sabr aur hauslay k sath brdasht krta ha aur loss ko chhoti chhoti trad
        • #5 Collapse

          Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

          Loss tou forex ka hisa hai aur agar hum iss per perashan hotay hain tou iss ka koi faida nahin hai aap ko iss sae seekhna chahyea kay jo loss iss martaba hua hai woh humain dobara apni trades mein na kerain
          • #6 Collapse

            Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

            Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerty hain lykeen pher bhi loss ho jata hay too aap ko perishan nai hona chahay balkay himat sat Kam Liana chahay.
            • #7 Collapse

              Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

              Asslam o alikum Ji haan bhaai Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main Sirf itna kehna Chahun Ga Ke akamyab Hona Chahty ho Tou Aapko as main Mehnaat Karna Hoga agar Aap as main Mehnaat Nhi Karo ge to Aap as main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge agar Kamyabi Chahiye Aapko to Aapko as main Mehnaat lazmi Karna Hoga agar Mehnaat Nhi Karo ge to Phr Aap as main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge agar Kamyab Chahiye to Aapko as main Kamyabi Chahiye to Aapko as main Bohat Ziyada Mehnaat Karna Hoga Phr Ja Kar Aap as main Kamyab Honge
              • #8 Collapse

                Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

                g ha sir ap nay bilkul rihgt kha me ap ki bat par full agree hu kay kamayab trader loss ka samna hamsha himat kay sath samna karta ha q kay kamyab treader nay apni mehnat say kia ho kam ka bonus jama kia hota ha or kamyab trader ko apny knowledge or experience par pora yaqeen hota ha kay me apny loss ko cover kar sakhta hu is ley wo apny losss ka himat kay kay sath samna karta ha
                • #9 Collapse

                  Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

                  g han dost ap ny bht achi bt k hy ma ap k bt se agree krta hn or bs sirf itna kehna chata hn k forex mn agr hum kamyabi hasil krna chaty hain to hamy loss ka bhi himmat se samna krna pary ga or phr zyada mehnat krni pary ge ku k loss to businees mn ho jta hy hamy is mn himat se kam lena chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

                    Aik kamyab trader ko jub trading main loss hota ha to WO us ko himat ke sath berdasht ker ke dobara se age berhne ki kosish kerta ha us loss ko kum kerne ki kosish kerta WO janta ha business main ups and down ate rehte han AGR him in ka samna bahadri ke sath nai karain ge to humain koi profit hasil nai ho ga him trading khuch hasil kerne ke liay kerte han AGR him loss hone per him at had ker bait jain to him kabi kamyab nai ho sakte
                    • #11 Collapse

                      Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

                      forex main kamyab traders jesy profit k baray main janty hain asy he ye b samjhty hain k loss b is k part hai aur jab b un ko loss hota hai to wo sabar k sath is k smana karrty hain kbhi b loss se dar k bhag nahi jaty hain aur na he apna account wash karwaty hain bal k soch smajh k himat se loss ko recover karty hain phly achi tara se analyse karty hain mistake find karty hain phr trade open karty haain.
                      • #12 Collapse

                        Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

                        G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main aik acha trader loss ka himmat k sath samna karta hai kyon k business main profit ya loss hote rehte hain is liye forex main hamein pareshaan nahi hona chahiye our aik acha trader apne loss se learn karta hai our woh loss ko recover bhi kar leta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

                          Forex mein himmat sae kaam kernay wala kaam her trader ko kerna chahyea yeh kaam sirf kamyab traders ka hi nahin hai agar aap bhi unn jaisay kaam kerain gay tou forex mein aap bhi kamyab trader hain tou iss kay lye aap bhi mehnat kerain aur forex mein kamyab trader ban jayain
                          • #14 Collapse

                            Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

                            Ji aapne bilkul sahi kaha hai ki Kamyab trader nuksan ka Himmat se Muqabla karta hai agar Hame nuksan Ho Jaaye to Hamein Himmat se kaam Lena chahi Hamein Dil Badalta Nahi Hona chahie aur Jyada tension nahi leni chahiye Kyunki tension Lene se kuch nahi hone wala aap Hamein is masle Ka Hal nikalna chahiye aur Soch Samajh Ke Humne apna kaam karna chahie ISI Mein Hamara fayda Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kamyab trader loss ka himmat se samna karta hae

                              Trading Mein stop loss or take profit ka istemal zaroor Kare In Dono ko istemal karne ke bahut hi jyada fayde Hain Agar Hum stop loss Lagate Hain Tu Agar Hamein nuksan Hona shuru ho jaaye Tu Hamara nuksan Ek Jagah Pe Aake Roop jata hai aur is se Jada nuksan Hamein nahi hota Is Tarah Se Hamara account was hone se bache jata hai aur take profit ka fayda ya hai ki aap ko jitni profit chahiye hoti profit aapko ho gayi hai uske baad ab aap ko nuksan Hona shuru ho gaya hai to aap ki vah profit wahi par barkarar Rahegi eo zaiga nahi hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X