hmain kab market ma trade k lea enter hona chaea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    hum ko apnay knowledge aur experience ko samnay la kar ye dakna chahey ky hum trade aus waqat karay jb market ya to low aye ho ya up aye ho ais ky elwa hum ko risk nahe lana chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: style 2 پيغام ديکھيے
      hum ko apnay knowledge aur experience ko samnay la kar ye dakna chahey ky hum trade aus waqat karay jb market ya to low aye ho ya up aye ho ais ky elwa hum ko risk nahe lana chaye.
      haan ji sahi kaha hai aap ne hum ko knowledge or experience jab tak hasil nahi ho jata iss business ke bare me tab tak hum is business me kamyab nahi ban sakty hain or forex aik aisa business hai ke jis me knowledge and experience ki madad se hi hum ko kamyabi hasil hoti hai .
       
      • #393 Collapse

        brother appko pehlay market ko achi tarah observe karna hogs phir phir trend ko jan na hogw aur phir indicators ko dekh kar news ka wait karien kiyun k entry lena ka best time market news se pehlay aur exit point news k foran baad hai isliya news ka wait karien k positive data ata hai k negative data ata hai...
        • #394 Collapse

          Brother ye to bahot zaroori he ke ap forex trading me Forex market study kr ke trading kare or meri apni ray ke mutabiq ap ko market closing time trading krnai chaye q ke us waqt market ki movment bi achi hoti he or hame market ki samaj bi aa jati he ke ab market kis taraf move kare gi..
          JOIN Pakistan Forex Forum and Earn 0.20$ for Every Post. Click The Link Below To JOIN : :)
          https://investsocial.com/ur/member.php?9330-Awan786
          • #395 Collapse

            market 24hours open hoti ha ham kabi b es mi enter ho k trade kar skty ha ya hamary knowldge py depand karta ha or hamary experians py k ham market ki movment ko samj skty ha k ni agar ham es qabil ha or itna knowldge rakhty ha to hamy khud he market ko dykh k trade karni parti ha profit k leya
             
            • #396 Collapse

              bhai humain pehly market ko watch karna chye market ki movment ko dekhna chye jab ap ko koi achi position daly ka moqa mely to trand ko follow karty huey trade dall dain or profit ki umeed laga kar trade ko watch karty rahin jab ap ko theak time lagy ap trade kar dain
              • #397 Collapse

                forex trading aik risky business hi ap ko jab clear trend nazar a jye to ap ko market main neter hona cheye teke ap asni se achi earning ker sakoo iss lye trading main kam ker ke hi ap achi earning ker sakoo gye
                • #398 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: afsooali پيغام ديکھيے
                  my dear hum ko market may os waqat enten hona chahiay jab hum ko apny opper complete confidence ho or aachy tareekay sy trading karni aa jay pher hum market may enter ho sakty hain or mayray khayal sy tu starting k time may trading karni chahiay becayse wo time best hota hai.
                  Sahi kaha ap ne hume market me us waqt hi enter hona chayye jab hume sahi lage aur hume confidence hoin achi tarha ke hum trade lagaye ge to hum profit hasil kar sakte hain.
                     
                  • #399 Collapse

                    forex trading main app log kisi be time is main app trading kar sakty ho . is main koye be pabande nahee hian is main app kisi be trading kar sakty ho .forex trading ke market friday ke raat ko 2 am ko close hotee hain or pir sunday ke raat ko 2 am ko open hotee hain .or is k elawa app is main kisi be time trading kar sakty ho.
                       
                    • #400 Collapse

                      mare kayal main ager app marekt main movement dekho tu app ko pata chal jaega k kub app es main entr ho skte ho aur kub app es main trade dalo ge kub es main app trader nikalo ge so ye cheez app ko bahd main pata chalte hai aur app es main phr trader karte ho so market main es ka pata chaltaa hai
                       
                      • #401 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        kia hmain market ko dakh k trade lagani chaea or kon sa time best hota ha opning ya closing?
                        jab hum demo account mein expert trader ban jayen tab humen real account mein trading k liye enter hona chahye o hamen ziada sy ziaad money invest karni chahey taky humf orex emin success hasil kar payen or loss ko minimize kar payen.
                        • #402 Collapse

                          aap ko is mian agaer is main eanring akrni hai to aap ko iss amian 3pm say is sko tiem dain ashoru kar dain q k iss main market achi hoti hai is sliye iss main ye tiem boaheth e acha hai
                          • #403 Collapse

                            hamy us waqt market mai enter hona chahiy ejab market ki movements samajh aa jaye or jald bazi mat kren jaldi jaldi mai koio bhi trade mat lagayen ahi abhi mara taza taza account wash hua hai 56 dollors ka loss hua hai mujhy lekin ALLAH Waris Koi Baat nahi jo mukadar mai tha ho gya
                            • #404 Collapse

                              bro ap ko market m success hony kiya ya indicates ko follow krna ho gu
                              1)ap trading ki achi study kry
                              2)demo account pr practice
                              3) market analysis
                              4)make strong analysis
                              5)control jaldbazi or emotions
                              6)control risk management
                              7)a lot of knowledge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                yeh to hamarey apne upar hi depend karta hey keh hamarai strategy jab achi trha se hamen signal de dey keh ab hum yahan se profit nikal saktey hain to phir hamen is market main trade keliye enter ho jana chahiye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X