Beginners ki forex mein inveatment

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginners ki forex mein inveatment
    Forex mein jub bhi koi new comer ata hai tou uss ki forex mein jo investment honi chahyea woh uss ka time hai aur uss ki forex mein mehnat hai aur yeh donoun jitnay zayada hoon gay tou uss ki forex mein kamyabi kay chances bahut zayada hoon gay aap kya kehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginners ki forex mein inveatment

    bhai jan apki bat sa itefaq krta hon k new join krnay walon ko chayay k woh koe investment krnay ki bjay time invest kren ap jitna ziada time forex trading ko den gay aur jitna ziada forex trading ko learn kren gay ap itni he jaldi forex trading mn kamyab ho sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Beginners ki forex mein inveatment

      Aap sahi keh rhy hein forex trading ko jitny bhi newbies join krty hein unki priority time invest ki honi chahiye aur ziada se ziada learning pe focus krein jb woh in chezon ko time dengy tu unki yeh investment pori zindgi un k kaam ati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Beginners ki forex mein inveatment

        G han brother ap thek kah rahay hain, new traders ko forex trading main money invest karnay say zayada time invest karnay ki zarurat hoti hay q kah jab tak woh time invest nai karain gay tab tak woh achi learning kar k acha profit earn nai kar sakain gay.
        • #5 Collapse

          Re: Beginners ki forex mein inveatment

          Bilkl teak suggest kiya hy ap ne Pak Forum Bonus ki shakal mn investment ki oppertunity to deta hy to new members ki asal investment un ka time hy jo lazmi un ko daily bases pe dena chaiey ta k wo new techniques and skills seekhne ko milti rahen.
          Q k Forum mn roz he koi na koi topic new discuss hta rehta hy jo k le juniors k le bht useful hy.
          • #6 Collapse

            Re: Beginners ki forex mein inveatment

            bhai jan jo forex men new members jo hain to unko chye k wo shru men invest ment na kren kun k jo members new hain to wo ager bgair seehkey is men invest ment kerty hain to unko looss ho ga.isliye hamen chye k news mebers ager invstment kerty bhi hain to unko ham guide kerty rhen tak unko loss na ho.istrah aik to unko hosla afzai milly gi dosra unkaily mhnat kerny ka jazba per wan chry ga.
            • #7 Collapse

              Re: Beginners ki forex mein inveatment

              Deccan Hum Sab Kabhi Na Kabhi beginning to start to Karenge Kyunki Main Forex Mein jitne bhi aur juice rahe hain unhone Kabhi Na Kabhi To video mystart liya tha isliye Hum Kabhi start karna chahi Abrar Nahin chahi aur isme investment start Ne bonus account mein karna chahi Adam account mein prepare real account mein isme jitni Chahe investment karne forex is best business.
              • #8 Collapse

                Re: Beginners ki forex mein inveatment

                Gee haan aap ki baat theek hai forex mein beginners ko paisa tou invest ahin kerna chahyea lakin achi earning aur acha bonus hasil kernay kay lye unn ko forex mein apna time invest kerna chahyea iss sae hi unn ko forex sae bahut achi income ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Beginners ki forex mein inveatment

                  Baai g maray khyal may forex trading may hamaray liay best investment forex forum par posting karna hay our may aap ko ye be batha doon ke is business may ziada members k kaam karnay ke waja be yahe hay ke hamay forex forum ke taraf say bonus miltha hay our ose say hum insta forex k through trading karthay hay is liay koi our investment ke maray khyal may koi zaroorath he nahee hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Beginners ki forex mein inveatment

                    dear hume is main acha trader bane k liye menat krni parti hai ameer log is main jitni zada invesment krte hein unko faida hota ha is main bonas jitna zada hoga hum ose double suuccess le sakte hein hume is main soch samj kr kam krna hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Beginners ki forex mein inveatment

                      forex mai agar hum new hain to hamy mahnet karne ho ge hamy analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik unique business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Beginners ki forex mein inveatment

                        New traders ko forex main kabi bhi investment nahi kerna chahye que kay forex main investment kernay kay liye aik trading level hona chahye ta kay trader apai hard earned money ko forex main loss kernay say bach jaye. shoro main trader ko forex forum ki trah say forum per hi kam kerna chahye aur in say hasil honay walay bonus per hi trade kerna chahye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Beginners ki forex mein inveatment

                          dear forex main ju bhi new trader ata hai usko kabhi bhi galti nahi karni chaheay apni jaib say investment karny ki kyon k yeh forum say usko invest ki need nahi rehti hai wo forum par thori see mehnat karny say apna acha bonus bana kar kam akr sakta hai aur forum bonus say ager usy loss bhi ho jata hai tu wo phir say bonus jama kar sakta hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Beginners ki forex mein inveatment

                            Gee han forum main jo new corner aata hai wo jo mehnat karta hai wo us ki investment hoty hai us ka time jo waste hota hai wo us ki mehnat and investment oty hai jo forex main mehnat or jitna zaida time de ga wo utna jaldi hi forex main kamyabi hasil kare ga is liay hum ko chayie jitna jaldi ho sake apna time waste na karo forex main kamyab k liay mehnat karo kya pata hai aap ko jaldi kamyabi mil jay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X