yahan nakami kis k nasseb ma ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    yahan nakaami uss kay naseeb main hai jo forex trading main greeding karta ho aur greeding forex main trader kaa sub say bara dushman hai aap ko chahye kay aap kabhe lalach naa karooo,,,,,,
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      salaam nhaijaan forex pe wo log nakaam hotey hain jo waqai khud ko nakaam banana chahatey hain or jo log lalach k chakar mein par jaatey hain wo b nakaam hotey hain jo log jaldbaazi kartey hain wo log bhe nakaam hotey hain forex mein
      • #873 Collapse

        jee han aager aap kai pass knowledge nahi hai to nakam ho sakte hein aap forex trading kai karoobar main lakin aager aap mehnat karein gai is kam main aur iss ko proper time dein gai to aap is business sa proper earning kar sakte hein lakin aap ko sahi tarha sa forex ki basic aani chahiyeh aur sahi time per sahi decision laina aana chahiyeh.
        • #874 Collapse

          dear brother men ap k sawal ko sahi se smj tu nahi paya ap agar trading men nekame ki bat kren tu meri nazer men wo sab se ziyada nakame traders hen jo bena demo bena knowledge k bagair market ko study keye trade krte hen wohi nakme hen aisa krne se aise traders loss k sewa kuch nahi kerte
           
          • #875 Collapse

            jo bagr parctice ky rell acount par kam karty ha aur per zahda ke lallch my apna nuqsan kar daty ha. foerx my gareedy log he apna nuqsan katy a samjty ha k wo raton at amer ho jay ga is kam main knowlegd aur experienc ke boat zurrat hoty ha jitny zayda knowlegd aur experienc ho
            • #876 Collapse

              there are many reasons why i traders loss in forex and one of them is greed which is the number one enemy of traders. greed cloud your trading judgement and make you to trade with is not there all in the hope of making quick and big money another reason is lack of patience. traders do not have the time to wait for the right time to trade
              • #877 Collapse

                bahi is mein kuch shak nahi hy k jo log mehnat sy kam nahi karty hen un ko hamesha nakami hi milti hy to is mein bhi aisa hi hy is mein ap ko mehnat karni hoti hy tab ap is mein experienc k sath trading karty hen aur is mein earn karty hen.
                • #878 Collapse

                  yahn he nai balky har jaga nakami us ka naseeb hoti hai jo kam main dill nai lagata bs time pass krta hai koi b kam ho dill laga k krna lazmi hota hai phr wo kam boje nai lgta kam asan b ho jata hai or maza b ata hai kam ka
                  • #879 Collapse

                    bahi yahan nakami kis k nasseb ma hy bahi ya allah ko hi pata hy bahi lakin ider nakami us k nasseb main hy jo greed kry or bahi jald bazi kry lakin ya ahllah k ekhterat hy bahi .............
                     
                    • #880 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: moona پيغام ديکھيے
                      Yahan pay har us banday k leay nakami hai jo greedy hai,jo demo trading nahe krta our direct real acount main trading krta hai,jo rules and regulation k hain wo follow nahe krta jo sekhta nahe hai har wo bnda nakaam hota hai yahan.
                      Jee haan sahi kaha ap ne nakaami us sahks ke liye hai jo forex me lalach karta hai aur forex ko begair seekhe trading karta hai wo shaks kabhi bhi forex me kaamyaab nahi ho sakta......
                       
                      • #881 Collapse

                        jnab es kam mein nakami har kisi k naseeb main ban jati hai .... koi bhi kam es nai hai jis mein app sidha sidha kamyab ho jaty hai har kam mein app ko kch na kch nakiamiyan dekhni parti hain jis sy app ko lesson milty hain or app ko sikhny ko milta hai jis ki madam sy app ko us kam mein experince hota hai
                        • #882 Collapse

                          Forex main hmesha wo log hi nakam hote hain jo apnay emotions ko apnay oper havi honay dete hain or loss kr lete hain mgr jo log apnay experience ko use karte hain wo kamyab hote hain or profit unka inam hota h
                           
                          • #883 Collapse

                            dear abi tj tu mein ny teek sy trading ni start ki or tori bht trading krta ho udr 10 dollar tak nuksan howa umeed hai profit mein tabdail ho jey ga dwa krna ap k profit ho or loss ki shakel na deakho mein kbi
                            • #884 Collapse

                              Sub say pehlay tou wo log nakaam hotay hain jinka kismat saath nahi deti.. usskay baad wo log jo iss mein achi tarah kaam nahi kartay , tou iss ko theek say time nahi detay , or emotion ka muzaahera kartay hain or lalchi log bhee naakaam ho jatay..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                i think ka forex market main ziada loss karny waly wo log han jo samaj kar trade ne karty experience ka baghar trade karty han aur zaia kamany ka greed main trade karty han han loss aun ka naseeb main zaida hota ay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X