forest reading main post kitni lambi honi chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forest reading main post kitni lambi honi chahiye
    Forex trading my post kam se kam 3 se 4 line ki zuroor honi chahiye taake hamein jyada se jyada like mil sake..
    Shyam jyada profit earnn kar sake ge ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forest reading main post kitni lambi honi chahiye

    Dear hum Pak forum par jo kam karte hain humain kam se km bhi apni post itni zaror likh I cahaiy k jis main hum question ka answer detail se day sake kiu k aksar members be boht shirt post ki hoti Hy k jis main hum samjh hi nai pate k answer Kya hay is ka do is bat ki care Kare aur acha answer dain take new members is se kuch seekh bhi sake
    • #3 Collapse

      Re: forest reading main post kitni lambi honi chahiye

      G han sir humain cahiye k hum jab be iss main post karta hain toh kam sy kam iss main line humeri 2 line sy uper k honi chaiye jab hum iss main post 2 line sy uper likta hain tab he humain iss main acah bouns or ahca thnks milta hian jis sy hum iss main acha bouns earn kar sagta hain humain iss main posting kam sy kam per day 30 karni chaiye or zada sy zada post hum iss main 50 kar sagta hain jis sy hum monthly target pora kar sagta hain forex main
      • #4 Collapse

        Re: forest reading main post kitni lambi honi chahiye

        dear forex trading mein mobile posting 5 say 7 line honi chahie aur jab PC par post kare to use waqt 3 se 4 lines honi chahiye kyunki jab bhi baat Puri Ho jaaye hua jaruri hai jab complete baat hojaye itni post honi chahiye aur jyada lambi nahi honi chahie is se member read nahin kar sakte aur itna jyada likhna bhi nahin chahi bar point-to-point baat karni chahi
        • #5 Collapse

          Re: forest reading main post kitni lambi honi chahiye

          g han bilkul ham jb bhi koi post karen toh hamy is bat ka kheal rakhna chayea k hm jo bhi post share kren wo km iz kam utni honi chahyea kay member hmari bat ko achi trah samajh saken r sawal ka jawab achi trah samajh mein a saky kch members buht short postn share krty hain kay unkay jawab ki samajh nahe ati r hm jo bhi liken uska jawaqb sawal kay mutabiq he hona chayea zeada detail mein likhny say kch member read nahe kar paty..
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: forest reading main post kitni lambi honi chahiye

            Dear hum forum pe jitni bhi posting krty hein hamein yeh khayal krna chahiye k hum jo bhi post krein us mein apni baat asan wording mein krein aur ziada detail bhi na ho bss post itni ho k dosry ko asani se samjh aa jaye.

            اب آن لائن

            Working...
            X