Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???
    jab bhe dosto diekhty hain k market lower lower ban rahe hoo ya pher higher hig bna rahe ho to pher us main sath main indicator RSI ko bhe diekhty hain wo bhe ager market price k sath higher high na bana raha hoo our ya koi bhe our indicator mcad lay lain us main wo na bana raha hooo to pher us ko divergence kahean gay dosto us main ap ko humesha 3rd divergence jo mcad ki ho us py buy ya sell ki trade leni chahy pher he ap ko ache move milay gee
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

    Bhai forex main indicators to hote hain Jin ki madad se bahut acchi trading ki jati hai lekin diverges kya hai iske bare mein kuch nahin janta kyunki is Maine chahat se Hi pata chal sakta hai aur chahat mein candle keemat bhi bahut acchi hoti hai ya tune bhi bahut achha hai jisse trading ho sakti hai kyunki technical indicator main bollinger band digimoco aur parabolic bahut acche Hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

      divergence forex trading me agr hum is ko b samj ly tu hamri trading bohat achi ho sakti hai bohat sare traders hai jo divergence per kam karte hai or acha khasa profit kar rahe hai ya b hume power full signal deti hai market me.
      • #4 Collapse

        Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

        Bahi mija tu aj tk indicator ki samaj nahi ai kiun ka mai na kabi is ko use bi nahi kia bus RSI ko dahk kr trade krta hon indicators ko use krna bohot mushkal hai laken huma sekhna chaya ta ka forex mai hum kamyabi hasil kr sakain indicators ko learn krna ka lia experts s classes lani chaya ta ka samaj ah saka
        • #5 Collapse

          Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

          Divergence per trade kerna hamain acha profit day sakta hai lekin hamain iska pehly expert hona chahiay kyun ky divergence kuch time ky liay hoti hai tou aesy time ko agar ham read nehi ker paty tou hamain phir loss hona shoru ho jata hai jo increase hota hi chala jata hai aur account wash ker Leta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

            G dear bilkul theka bat hai ap ki per market ki moment kay hisab se pair bhi move kartaye hain yani kay jaisaye he market up ho gaye tu pair bhi up ho ga jub bhi down ho gaye tu pair bhi down ho ga tu es hisab se he chalta hai trading mai hamesh se
            • #7 Collapse

              Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

              G han brother ap thek kah rahay hain, sometimes aisa hota hay kah marker ki movement opar say mazed opar ki direction main chali jati hay aur sometimes down say mazed down ho jati hay aur aisi condition main indicators market ki movement ko predict nai kar saktay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

                hum indicators say kafi help lety hain hum chahy us main standard indicators use kareen jo k mt4 main hai ya pher hum purchase ker k kerty hain humean us main mehnat kerna ho gae koin k kisi bhe indicators k oper app ki practice jab tak nahe hooo gee to pher app kesay us k oper apni strategy build ker poa gay humesha hard work ho ga to khuch acha milgay ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

                  of curse dear friend mn ap ki bat sy agree hon bilkul ap ny sahe kaha hy sometimes aisa hota hay kah marker ki movement opar say mazed opar ki direction main chali jati hay aur sometimes down say mazed down ho jati hay aur aisi condition main indicators market ki movement ko predict nai kar saktay aur market ki movement kesi insan ky hat mn nh hy market ek azaad hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

                    dear agr hum market main knowledge hasil kr k kam krte hein tu phr hume success lene main asani hoti hai ap ne bohat achi information share ki hai is main market chart ko be dekhna hota sab se zada experince ur knowledge hume candel sticks se milta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

                      Jee bilkul Rsi Hamein bahut accha experience aur bahut acchi trade De Jata Hai Kabhi Kabhi. Aur Hamein ya is Waqt istemal karna chahie Jab Ham Dam over iski achhi Tarah training kar le. Lekin Mere Khayal Mein Hamein indicators Barish bahut kam in Hisar karna chahiye. Kyunki Aisa karne se Ham indicators ko hi Dekhte rehte hain lekin Khud kuch nahin seekh patte.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main indicators ki divergence kia hai our ye kitne useful hoti hai???

                        Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Kidivergence forex trading me agr hum is ko b samj ly tu hamri trading bohat achi ho sakti hai bohat sare traders hai jo divergence per kam karte hai or acha khasa profit kar rahe hai ya b hume power full signal deti hai market main ....
                        Visit My Profile

                        اب آن لائن

                        avatar Ayn
                        Working...
                        X