*Gold trading is good or bad for getting big profit in the forex trading?*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Well till yet i am a learner of this market and as i learn in this market and as my ref told me that you can earn more profit with gold trading .... But its so risky because you can face loss also in it but if you trade with gold successfully then you can earn huge profit from it ... But my opinion is this that first you tray hard to learn all about trade then do trade with small capital and when you feel that you are now a complete knowledge full trader then you can do trade with gold and its good for earn more profit
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Gold trading bohat hi best trading hai aur bohat risky bi ise ko kerny k leay hamary pas lot of knowladge aur experince hona chaye tb hi hum ye trading ker sakty hain aur kafi ziada money earn kr sakty hain
       
      • #18 Collapse

        dear mere khyal say apko in 500$ say GOLD pr trade krnay ki to sochni b nhi chahiye Q k jitna ap k pass balance hai utna to GOLD ka Spread margin hota hai.Gold pr trade krnay k liye ap k pass tkreeban 10000$ tk ka balance hona lazmi hai Ta k apki trade ko acha backup mil skay or trade k successfull honay k chances bn skay.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          trading me hum ko chahye k hum kum say kum profit earn karnay ki koshish kare aur yaha pay kam kare is tarha say he hum ye sub kam kar lety hain aur ye sub cheezon ko samjh lety hain k ksay is ko kya jae.
          • #20 Collapse

            bussines k gold acha hai lekn lekn is ka faida hai lekn loss b ho skta hai,so agr ap k pass zayada invstment ho tb ap is py krain,,nai to km paison k satah krny sy loss k chance zayada hn gy
            • #21 Collapse

              salam member sab se pehle to main yeh kehna chahiingi ke forex mein laalach ki koi bhi jagah nahi hai yahan par aa p jitna gir ke trade karaingay utna he acha hai aur jitna bhi milay us mein khush rahain maine to gold mei trading nahi ki hai aur naa he karoongi aap ko b main iski advice nahi doongi
              • #22 Collapse

                janab mera khyal hai k gold is the best agar ap k pas 500$ ka capital hai tou mei samajta hu k ap bohat he achi earning kar sakty ho gold pe trade kar k aur strategy kya use karni hai yeh tou apko apny mind se sochna parega
                • #23 Collapse

                  Mujhe gold ki trading akfi mushkil lagti hai kyunki iske fundamentals ko predict karna kafi mushkil hota hai
                  AAj kal gold kafi upar chal raah hai lekin yaha se iski buying mushkil lagti hai kyunki ye already bahut high aur aur selling ke liye iska koi strong signal nahi mil raha..............
                  • #24 Collapse

                    Bahi jan forex trading business main gold trading bohat zaida risky hay, es main agar aap nay trading karni hay to aap kay pass aik big capital ka hona zaroori hay. because gold trade main bohat zaida movement hoti hay.
                    • #25 Collapse

                      Gold trading boht hi profitable hai or Gold mein trading kerni chahye but gold mein ache capital k sath trading kerni chahye or $500 se trading Gold per start kerna acha hai or yeh aik ache size ka capital hai is se trading achi ho gi.
                      • #26 Collapse

                        A currency nahe jo ap ko itna day sakti hai k ap ki sooch hai aur aik he din may ko kangal ker sakti hai. agar ap k pass fund acha hai to ap gold ki trade karay kiun k gold daily 20 point ap ki merzi say move ho jaye to ap pora month.so...............
                        • #27 Collapse

                          gold trading bohat achi hai aur forex aik legal business hia aur best trading time news trading hai aur mein is business sy acha profit make kar sakta hoon aur is business mein aap forex ky sath happy rehtay ho aur aap is business mein greedy sy avoid kary aur discpline ko follow ky aur yeh acha hia.
                          • #28 Collapse

                            dear gold par boot zeda risk ha is lai ma too gold par kam nai karta ha, gold aik din ma ap ko 70 sa 80 pips profit b data ha or loss b hota ha is lia ma too kabi b gold par kam nai karta ho balke currency par kam karta ho ya zeda best ha,
                            • #29 Collapse

                              G han bhai gold main trading karnay se aap jaldi huge profit earn kar saktay hain aur baqi currencies ki nisbat iss main huge profit tezi se banta hai. Main to ab sirf gold main hi trading karta hoon. Lekin gold main risk bhi bohat ziada involve hota hai loss ka.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Gold ki traidng humin sab se ziayda faida deiti he hum agar lagatar trading karin aur gold min hi work karin to humin market ki movement ka andaza ho jata he aur phir hum aik achi income bhi le sakte hin gold trading k zarye magar kabh kabhi eisa hota he k hum kafi bari loss bhi le leite hin gold ki trading min se.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X