*Greed is a Curse...*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bilkul theek kaha hain aap ne aur wesay bhi ye kaha jata hai k laalach buri bala hai to hamain is buri bala se hamesha bachna chahiay kyon k is se hamain boht ziada loss ho sakta hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear greed bohat buri cheez hai or hame kahi bhi greed nahi karna chahie balke hame zyada se zyada hard work karna chahie or ham jitna zyada forex main hard work karen ge hame utna hi zyada faeda ho sakta hai
      • #78 Collapse

        G han app ne sahi kaha ha lalach buri bala ha or is business me traders ki sb se bari dhusman lalach ha agr hm is business me lalach k sath kam karen gyn tu hm kabhi bhi is business me success hasil nahi kar payen gyn kyun k lalach buri bala haa
        • #79 Collapse

          yes greedy is curse aur greedy na kro is mein and forex say aap unlimited money made kar saktay ha yeh aik real business hay aap forex ko ziyada say ziyada learn karay takay aap ka knowledge increase ho mein chata hon kay aap sab future mein aik good trader banay aur achi earning kar sakay .
          • #80 Collapse

            bilkul theek kaha ap ny dost q k forex main greed ka mtlb he yeh hai k ap ko loss ho ga q k jb ap trade krty ho to ap ko jb profit hota hai to ap khty ho k thora or thora or is chakr main ap ko jo profit bhe hoa hota hai wo loss main ho jata hai or ap - main jana shuru ho jaty ho.....
            • #81 Collapse

              ji ji bhai lalach buri bala hy agar es baat ko follow krty huye kam kren to hum ak achi income profit may aor ak achy profit may ly kr ja sakty hen aor hum ak achi earning b bna sakty hen aor life ko b mazy sy guzar sakty hen to greed is a curse
              • #82 Collapse

                Yes greed is the strong weakness of a person.agr hm greed ko apny say alag nae karain gy toa hamain bht ziada nuqsan uthana pary ga.or hamain kbhi bh faida nae ho saky ga.islye bhtr hai k hum nuqsan uthanay say phly khud ko bacha lain
                • #83 Collapse

                  g bhai is kaam me lalach karny waly ki saza sirf or sirf loss hy is kaam me ager ap ne laalch shamil kia to is ka anjaam ap ko boht nuqsaan hoga
                  I Am A Muslim
                  • #84 Collapse

                    ji han, ye baat bilkul thek hai, trading mein lalach nai karni chahiay, q k lalach karny se sab kuch khatam ho jata hai or aap ko is se ziada tar lose ka hi samna karna pary ga
                    • #85 Collapse

                      Yes of course you are say the right that I am agree with you.
                      Greedy for s alwayscbad way. We are do not adopt the greedy way. We are always work the right way.
                      • #86 Collapse

                        mere khyal main greed traders k liya harmfull hain or ye kisi had tak trader k liya weeknes b he
                        isi liya trader ko chaye k wo is main ehtyat kare jitni ho sake
                        • #87 Collapse

                          Greed is a curse in every business. If we do greed in forex, the loss in this business is must. Greed makes our mind so excited and for that reason we can not concentrate on our dealings and causes a great loss.
                          • #88 Collapse

                            G han dear es main agr hum lalch sy kam lain gy to apna nuqsan uthaen gy or es main achi earning nahi kr saken gy humen chahye k es main lalch ko ik side pr rakh kr work kren taky achi income hasil ho humen
                            • #89 Collapse

                              insaan basically lalichi hai and hr cheeze main lalach karta hai.and insaan ki try hoty hai k ham ziadah say ziadah munafah hasil karin and ameer ban jain par is tarah nahin hota and hamain loss ho jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex me greedy banda losses me he ghira rehta hai or kabhi nikal nahi pata hai or jitna invest karta hai jitni baar karta hai usay is me loss he loss hota jata hai so mere khayal se is me mehnat ke sath agar aap kam karen or learn kar ke karen to he aap ko is me profit mil paye ga .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X