Skrill account ki brief

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Skrill account ki brief
    Skrill account money withdraw kay lye use kya jata hai Skrill account banatay waqt aik zaroori baat jo aksar log bhol jatay hain aur baad mein withdraw mein problem aata hai woh yeh hai kay humara skrill account hamari email pe banta hai lakin iss mein jab account safety kay lye pin code manga jata hai tou aksar log apni taraf sae pin code enter kertay hain jab kay aisa nahin kerna chahyea balkay woh pin code enter kerna chahyea jo apko insta forex forum me account banatay waqt dya gya tha agar aap insta forex wala pin code enter kerain gay tou aapko withdraw mein koi problem nahin aaye gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Skrill account ki brief

    Dear brother aap nay buhut ache our informative thread Kia hay our forex trading karnay walay new members ke buhut achay say rehnumaai ke hay our maray khyal may ye har senior member ke ziamadaari hothe hay ke wo new members ko is tarah ke Information transfer karthay rahay.
    • #3 Collapse

      Re: Skrill account ki brief

      bhai jan sakrill accouncreate kerna koi mushkail nh hai kun k aj kal to sakrill walon apnni app launch ker di hai jis k mad sy ap easily sign up ker sakty hain.usk bad jab ap sign up kerty hain to ap ko chye k ap apny sakruill account ko verify krana bhi perta hy.jab verify ho jata hai sakrill hamra secure ho sakta haih.isliye hamen first attemt me apna sakrill zroor verify krna chye.
      • #4 Collapse

        Re: Skrill account ki brief

        G han dear ap ny bilkull thk kaha hai skrill account ki jo vrifictionn hotii hai wo email syy hotii haii joo mosatlly memberss email bohal jatyyy haii ourr jo pin code mangaaa jataa hai skrill kaa wo log apnaa apnaa lagtyyy hai lykinn jo instaa parr lagyaa hotaa hai wo lagyaa jaiyy tuo vrifyyy hotaa hai..
        • #5 Collapse

          Re: Skrill account ki brief

          yes withdraw k liye hume skrill account use krna hota ha ur skrill account hume phaly verify kr lena chaiye agr skriil main 50$ ho jate hein tu ye band be ho jata hai agr verify na ho tu is liye hume is ko phaly hi verify kr lena chaiye ur withdraw k liye hume pin instaforex ka dena hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Skrill account ki brief

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends hamein esa he kerna chy hamein apna pin code save rakhna chy taa keh baad main hamary kaam ay iss say ham asani say kaam ker sakein gay hamary liy withdraw main asani hogi...........
            • #7 Collapse

              Re: Skrill account ki brief

              yes sir ap ki bat right hai or hamain as mien aa ker skrill ko belkul aisy use karna hota hai or hum jab bee apni trade open kerty hien tu hamain as mien aa ker her bar stop loss or take profit ko use karna hota hai or hamain as mien aa ker in say fiada hasil karna hota hai agar hum in ko proper way say laga dety hien tu hum as mien aa ker her bar khud k lye earning generate ker sakty hien as lye hamian as ko use karna hota hai or hamain in dono tools ko use ker as mien khud ki life ko set karna hota hai as lye mien as mien aa ker her bin dono ko use karta hon or as mien aa ker earning hasil ker leta hoon.
              • #8 Collapse

                Re: Skrill account ki brief

                Gee haan bhai aap nay bilkul theek kaha hai forex mein hum apnay withdraw skrill kay zaryea letay hain aur skrill ka account bara sensitive hota hai uss mein zara si bhi ghalti sae humara account bann ho jata hai iss ko theek sae handle kerna chahyea
                • #9 Collapse

                  Re: Skrill account ki brief

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Skrill account money withdraw kay lye use kya jata hai Skrill account banatay waqt aik zaroori baat jo aksar log bhol jatay hain aur baad mein withdraw mein problem aata hai woh yeh hai kay humara skrill account hamari email pe banta hai lakin iss mein jab account safety kay lye pin code manga jata hai tou aksar log apni taraf sae pin code enter kertay hain jab kay aisa nahin kerna chahyea balkay woh pin code enter kerna chahyea jo apko insta forex forum me account banatay waqt dya gya tha agar aap insta forex wala pin code enter kerain gay tou aapko withdraw mein koi problem nahin aaye gi
                  Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aap ki post Kaafi achchhi Hai Isme new nimbaj ke liye Kafi acchi baat hain ki Hua Kis Tarah skrill account se apni moneyco withdrawal karwa sakte hain Hamein chahi Ke Hum Apni Kisi bhi security Peene Ja FIR Kisi bhi password ko sorum ya Kisi Aur ko share Na Kare Kyunki yah bahut problem create kar deta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Skrill account ki brief

                    Je skrill account bana kio muskil ni hai mgr ik bar zehn ma rakhni chabe k account verify jb karna hu to insta forex wala pin code use karna chahe tb he ham apna profit with drawl kar sakty hai agr asa ni kya to withdrawl ma problem ah sakti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Skrill account ki brief

                      dost ne bhot hi achi bat ki hai yar ye un member k lye bhot khush aain bat hai asar oqat ham insta forex ka pin bhol jate hai jis se withdraw krwana hota hai to agar koi bhol jai to woh insta forex open kr k apni sakill account k lye pic dekh sakta hai kyun k withdraw k lye pic zrori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Skrill account ki brief

                        forex aik online business hain hum is mai skrils account sy amount with draw karwaty hain forex aik aam busines ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex trading students ky liye bohat ache job hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Skrill account ki brief

                          Gee brother aisa start main seb members k sath hota hai un ko code mail ka zaida pata nai hota wo pin code ko safe b nai karte zubani yad rakhte hai jis par zaida bhol b jate hai jis par withdraw time problem paish aaty hai is liay hum ko chayie k apnay ne jo b insta forex main forum apr skrill main jo document jo mail pin ko password diay hai phone number diya hai seb ko note paid par safe kar laina chayie ta k bad main masla paish na aay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X