Skrill account money withdraw kay lye use kya jata hai Skrill account banatay waqt aik zaroori baat jo aksar log bhol jatay hain aur baad mein withdraw mein problem aata hai woh yeh hai kay humara skrill account hamari email pe banta hai lakin iss mein jab account safety kay lye pin code manga jata hai tou aksar log apni taraf sae pin code enter kertay hain jab kay aisa nahin kerna chahyea balkay woh pin code enter kerna chahyea jo apko insta forex forum me account banatay waqt dya gya tha agar aap insta forex wala pin code enter kerain gay tou aapko withdraw mein koi problem nahin aaye gi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим