kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha
    dear friends mn seniour doston sa pochhna chahta hon k kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha meray khial mn to agr hm threads k baghair bhi achhi posting kren to achha bonus hasil kr sktay hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

    g han hume agr acha bonus hasil karna hai tu hume thread b open karna ho gi lakin thread ki quality achi honi chahiye agr thread achi nahi ho gi tu wo delete ho jaye gi or sub ka nuqsan ho jaye ga agr ap achi thread nahi kar sakte tu ap sirf posts hi kar lo ya b theek hai.
    • #3 Collapse

      Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

      Dear brother daily base main forex main posts se zayada threads zarori hain q ke threads hamare thanks zayada karte hain or bonus thanks ar bhe milta hae pecha jo bonus ya tha maine check kiya tha mujhe 30$ posts par mile the or 93$ thanks par mile the to matlab forex main acha bonus hasil karne ke liye threads lazmi hain
      • #4 Collapse

        Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

        Brother aap ke baath sahee hay aksar members Jo ye patha he nahee hay ke thread ka koi bonus nahee miltha lekin os par honay walay replies our milnay Walay thanks say hi is par farak pardtha hay is liay maray khyal may threads create karnay chahiay lekin threads Informative hone chahiay.
        • #5 Collapse

          Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

          Threads create karny ka maqsad ye nahi hota key zeyda bonus hi hasil kia jaye, threads create karny ka maqsad members ka ye hota hay key jes topic key bary me knowledge kam ho other members se es ki information leny key ley threads ka create karna zarori hota hay, threads agar useful aur informative ho ga to es se traders ka knowledge power aur bonus limit dono hi increase ho sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

            thrrad sy hamaay acha bunass milta hay ko k hamay udr sy achy thansk mil jatayhy jo bhi hamay thrad my repkt krny ata hy who hamara thrrad parhta hyour us ko koi achi baat pta chaay to who o hamay thanks dyta hy us ki wjaa sy hamay pr bhot aacah faid aho jaat hy our hama chy sy ham kamaayb ho jaty hy
            • #7 Collapse

              Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
              dear friends mn seniour doston sa pochhna chahta hon k kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha meray khial mn to agr hm threads k baghair bhi achhi posting kren to achha bonus hasil kr sktay hn
              Assalamu Alaikum jahan tak Meri knowledge kaam karti hai aapko acche bonus keliye Threads create karne ki jarurat nahi balki apni post par Dhyan De agar aap ki post quality wali Hain To aapko Unka achha bonus milega Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

                G han dear member acha bonus hasil krna ka liya threads creat krna boht zaroori hai jab hum achi threads creat karain ga jis ka ander knowledge and experience hoga jis say readers read kr ka ap ki threads pr reply Karen ga jis ki waja say ap ko thanks milenge jis say ap ko bonus milega mera khiyal say jitna ziyada thanks hon ga utna zayada ap ko bonus milega
                • #9 Collapse

                  Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

                  G jnab kisi bhe kaam may apny maksad ko pura karny k liay planning karni parti hay ta k aap apni expectations ko pura kar sakian lakin agr kabhi nakami ka samna bhe karna pry to dis heart nahe hona chaiya aur apna dil chota nahe karna chaiya balkah dobara koshash karni chaiya aur pehly say zyada mehnat karni chaiya ta k aap kamyabi hasil kar sakian...
                  • #10 Collapse

                    Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

                    Bhai jan ham ko is main acha binus hasil karne k liy is mein ham ko ache ache thraed create krna chahye aorham lko is mein quality wale thraed karne chyey is mein ham ko ache se mehnat bhiu karna chahye aor apko is ein kamyab ho skate hain oar is mein earning kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

                      Gee nahin achay bonus kay threads ka kerna zaroori nahin hai lakin aap ki posts zayada hoon aur unn ki quality achi ho tou uss sae aap ko bahut faida ho sakta hai aap forex mein mehnat sae forum per kaam kerain gay tou aap ko bahut zayada bonus milay ga
                      • #12 Collapse

                        Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

                        Pak forum pe aj kl thanks ka ziada bonus milta hai jisk thanks ziada hongy bonus bhi usi ko ziada milega aur posting pe members boht kam thanks dety hein jbkeh threads pe milny waly thanks ki tadad ziada hoti hai is situation mein daily 4 threads zaror create krein lekin full of knowledge hon tah k members thanks dein.
                        • #13 Collapse

                          Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

                          G haan brother Pakistan Forex Forum per agar hum log acha bonus chahte he to us k liye hamen achi achi posts or threads create kerna hoti he threads is liye zaroori hoti he k us ko log read kerte he or us per apne comments or thanks dete he aapke comments per itne thanks nahi hote jitne threads per hote he or posts se ziada bonus aako thanks ka milta he is liye threads agar achi hongi to bonus bhi acha hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

                            Of course brother meray kheyal main to achay bonus k leay threads create karna bahut zaruri hay q kah maine yah bat note ki hay kah jo members threads kartay hain un ko lazmi acha bonus milta hay aur jo threads nai krtay un ko acha bonus nai milta.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia achhay bonus k liay threads create krna zroori ha

                              G Han dear threads create krny se bhi hum acha bonus hasil kr sakty hain is ki reason ye Hai k jab bhi hum threads create krty hain to agar wo samajh men ane waly hun to bohat sare members us par reply krty hain aur thanks bhi dyty hain hmare number of replies aur thanks zayada hony ki wajah se bhi humen bonus acha mil jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X