trading ky liye zarore hadayat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ky liye zarore hadayat
    agar hum forex mai trading karna chatey hain to hamy pahly acha knowledge or experience hasial karna chahey hamy mahnet sy kam karna chahey hamy lalach ko avoid karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading ky liye zarore hadayat

    lalach na akry agr krna hi hy to mhnata kry our h kamayab h mhnata krk hi is my kuch hasil hoat hy lalahc kr k hamapany pas sy bhi pesy is my duba dyty hy is liya is my laalch na kry is my sirf our sirf is myapani mhnatakry apni mhanat kr k hi hama kamayb ho sgty hhy is my ham mhnat jitni bhi hama zead akry gy hjam utna hi is my ham zread akmayab hongy hamay is my bhot zreada mhnaat sy hamay bhot zead hamaya lenring hogi hamay kamaybi hogfi ham kamyab ho sgy gy is my
    • #3 Collapse

      Re: trading ky liye zarore hadayat

      If you really want to learn about forex you need to open demo account and run demo account at least 1 to 2 years us ke bad ap real trading start karne ke bare me sochen kyun ke 1 se 2 saaal demo account use karne ke bad ap ka experience kafi high ho gea hoga is liye apko loss nai hoga.
      • #4 Collapse

        Re: trading ky liye zarore hadayat

        ye saeh h k ham agr forex mein kamayb hona h ache trke se to hamein is mein saeh tor p kam krna ho ga or kam krne mein hamein forex k tmam rol ko folow krna ho ga or is mein agr ham forex mein ache trke se kam krien ge to hamein is emin kisi kism ka koi ms;la nai bne ga or is mein hamein bht hi acha faida hasil ho ga
        • #5 Collapse

          Re: trading ky liye zarore hadayat

          G han bhai ap nay thek kaha hay, trading say acha profit earn karnay leay hamain pehlay bahut kuch sekhna parta hay aur trading ka knowledge hasel karna parta hay aur us ki practice kar k experience hasel karna parta hay aur us k bad ham trading k kabel hotay hain.
          • #6 Collapse

            Re: trading ky liye zarore hadayat

            Gee haan forex mein kamyab trading kernay kay lye acha knowledge aur market ka experiance hona bahut zaroori hai agar forex mein aap ka experiance zayada ho ga tou aap forex sae apni marzi ki income hasil ker saktay hain aur market ko handle ker saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: trading ky liye zarore hadayat

              Ji aapne Sahi kaha hai ke Agar Hum is business Mein Kamyab Hona Chahte Hain To pahle Hamein is business Kana League Hasil karna hoga naalige Ka Hona bahut hi jaruri hai agar Ham Apne kaam Ko sikhenge Nahin Uske bare Mein Jaane Ke Aap Jo kaam karne jaa rahi hain vah Aakhir Hai Kya FIR uske baad Apne kaam ko join karne experience aapko Ahista Ahista aa jayega experience to kaam kar ke hi aata hai aise nahi ata
              • #8 Collapse

                Re: trading ky liye zarore hadayat

                Forex trading main kamyabi key liey jo ap ney point highlight kiey hain yeh bhi zarori hain leken mery experience key mutabiq jo baat seb trader main honi chaey woh hey trading discipline. Trading key jo rules hain unko aor jo trading strategy ki requirment hain un seb ko lazmi pora kery.
                • #9 Collapse

                  Re: trading ky liye zarore hadayat

                  Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein trading karne ke liye Ye zaroori Hadith Hamein trading karne se pahle trading ke bare mein main information Hasil karna bahut zaroori hai hi Hum achi trading kar sakte hain iske liye Hame Forex trading car knowledge aur experience Haasil karna bahut Zaruri Hai hi aur Market ka experience Hona bahut zaroori hai Phir he acchi trading Karke apni Marzi se earning Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trading ky liye zarore hadayat

                    trading kliya sub sy pehly tu market ko update kren market ko dekhin kes tarah sy uss y movement pehly ki hy aur agy kiya kary gi aur es ky bad trade jub bhi open karny lagin pehly tarde ky bary mn plane kren apny seniors sy mashwra len seniors sy puchin phir hi tarde ko create kren
                    • #11 Collapse

                      Re: trading ky liye zarore hadayat

                      G han aisaa hei forex trading busnisess mainn axhaa kam karnaa chahtyy hai tuo phlyy apni learning ko practicee ko strongg krennn jitnii zaidaa ap ki learning practicee strongg ho grii outnaa hei behtrrr hai learn syy knowladgre ayaa hai our practicee karnyyy syyy heii experincee bantaa hai..
                      • #12 Collapse

                        Re: trading ky liye zarore hadayat

                        Trading k liy zrori hadayat ye hao k ham ko is mein kam lot size use katna chahye bilkul hamen apne account or manasib lot size k sath kaam krna best hota hai ham Jan manasib lot size k sath kaam kren get then ham bahot hi acha kaam kr saken geAgar ham apne account set ziada lot size ko use kren ge then ham kamyab nhi ho paen ge so hamen always hi Kam lot size k sath trading krni chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: trading ky liye zarore hadayat

                          Ek trade Ek bhi ke liye bahut hai Ami chahiye ke hum Jab Bhi trade Lagaye to pahle indicators Ko Dekhe indicator score fallen Karenge to isme Hamara apna hi fayda hai agar Ham indicators Ko Dekhe bagair trade Laga Denge to Hamein nuksan Hoga Iske Jyada chances Hai is wajah se Hamesha hi ke pahle Hum indicators codecon FIR aur Shiva trade lagayein market ko analyse karna bahut hi Zaroori Hota Hai analyse karke hi create Lagan Mein Hamara fayda hai dusri Rahi Baat experience ki to Hamein is business ka experience Hona chahie experience to kaam kar ko karke aata hai Iske bagair to Aata hi Nahin Iske bagair 2 experience nahi aata is wajah se kaam ko Karen experience aapko aa jayega
                          • #14 Collapse

                            Re: trading ky liye zarore hadayat

                            Jihad Yeh aapne bilkul theek Kaha Hai Kaun trading karne ke liye Jaroori hai ki aap ke paas experience aur knowledge ho dear friend members ko chahi ke Jyada Se Jyada mehnat Karen aur experience banayan Jyada time Jyada mehnat experience Banane Mein Hi Lagti Hai Jab experience ban jata hai to uske baad ahsani Ho Jati Hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading ky liye zarore hadayat

                              forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X