posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?
    pakistan forex forum main hum sub janty hain k jub gtak posts achi or miyari nahi hogi tu hmain acha bonus bhi nahi mily ga tu mera sinors se yah sawal hai k hum apni posts ki quality ko kesy barkrar rakh skty hain jis se hmain acha bonus mil jay............?
    sinors rahnumai karen please..............?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

    Dear brother forum pe posts ki quality ko barkrar rakhnay k liay forum rules ko follow karen aur kabi bhi forum se hut kar posts nah karen aur thread men kiay gay question pe achay comments karen aur her post men acha knowledge aur experience share karen iss tarah posts ki quality bhi behtr ho jati hey aur bonus bhi acha mil jata hey
    • #3 Collapse

      Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

      yes ham ko ache posts krne hote han aor aap ko forex forum may seekhny k liay kisi ko bhe paisy dainy ke zrurat nahe pehly to aap posting k zriya earning bhe kar sakty han aur aap k knowledge may bhe izafa ho ga lakin agr aap trade karna chahity han to pehly demo account may khub practice karni chaiya aur kisi ko paisy dainy ke bjay apny friends aur senior traders say guidance laini chaiya as tara ham kamyab hote han.
      • #4 Collapse

        Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

        Assalm-o-Alaikum dear forex members posts ki quality ko barkaraar aik he soorat mein rakha ja sakta hai
         
        • #5 Collapse

          Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

          Assalm-o-Alaikum dear forex members posts ki quality ko aik he soorat mein barkaraar rakha ja sakta hai jab humaray pass acha knowledge orr experience ho Orr hum zayada sy zayada mehnat karain kiun k jitna acha experience ho ga hum utni he achi posting Kar sakain gy lehaza hamain chahiye k hum hamaisha acha experience Orr knowledge gain kartay rahain issi mein hamari kaamyaabi hai
           
          • #6 Collapse

            Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

            Ager ap nay apni post ki quality ko barqarar rakhna hai to ap ko chiye kay apny senior ki post ko read kar layn or ausa karny say ap ko.kaafi acha knowledge hasil hoga so ap ko chiye kay posting say apni post ki qulality ko behtr rakhyn taan kay ap trading main kamiyb jo sakynor acha
            • #7 Collapse

              Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

              Ham jo forum main posts kerty hain tou pehly tou hamain aesy threads main posts kerny chahiay ho quality ky threads hon ky un main reply bhi achy knowledge ky sath Kia ja saky then ham jo threads ky reply main knowledge share kerty hain woh aesa hona chahiay ky other members ko us sy kuch faida hasil ho saky tou yehi posts ki quality hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

                g han bahi nap ny bilkul thk kaha hy mn ap ki is bat ko manta hn hm jb bhi kbhi koi post achy mayar wli krty hn to us ko hm dobara nhe kr skty is liy hm kko cahhiy k hm forex k bary mn bht kuch jan len ya phr hm investigate krn k jo new membeers hn un ko kia kia preshani arahi hn to us k mtabik he hm threads ya posting bnaeen
                • #9 Collapse

                  Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

                  Ap jo b thread par jao us ko achi tarha read karo or phir ap k pas jo b knowledge hai ap us k mutabiq reply karo ap agar ap har dafa aisa karo gy to ap ko kuch karny ki zroorat nahi pary gi bal k khud posts achi hogi .
                  • #10 Collapse

                    Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

                    yes ham ko posts ki quality ko bar qarar rakhna ho ga k agar ham as mien dakh ker thread ka jawab dete hein tu ham as mien achi posts ker sakte hien aur jab ham achi posts kerte hien tu ham as mien ache bonus ka haqdar ban sakte hien as lyee ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h aur ham ko as mien her post ko topic k mutabiq lekhna hota h agar ham as mien ko mayari kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

                      forex mai hamy mayare posts karne chahey pher hamy acha bonus mily ga hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international busienss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: posts ki quality ko kesy barkara rakha jay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
                        pakistan forex forum main hum sub janty hain k jub gtak posts achi or miyari nahi hogi tu hmain acha bonus bhi nahi mily ga tu mera sinors se yah sawal hai k hum apni posts ki quality ko kesy barkrar rakh skty hain jis se hmain acha bonus mil jay............?
                        sinors rahnumai karen please..............?
                        Agar aap Chahte Hain ki aap ki post ki quality Hamesha achche Rakhe aur aapko forum theatre bonus Milta Rahe Tu iske liye Jaroori hai ke form par Hamesha knowledgeable aur achi posting Karen tabhi aap ka bonus increase hoga
                        FRD 07 TRADING JOURNAL

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X