Base currency ko zaida value dy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Base currency ko zaida value dy
    Salam dears, hum ne jb b kisi pair pr trading karni hoti a to zair a us m do currencies hoti hain first ko base currency khety hain aur second ko quote currency khety hain, hum buy ya sell hemsha base currency ko karty hain is liey jo b Anylsis kary koi b news study kary to base currency ko zaida value dy doosri currency Ke b importance a lekan base currency zaida important a
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Base currency ko zaida value dy

    Ji aapne bilkul sahi kaha hai aisa hi Hona chahie Hamein Apna Har Kaam Soch Samajh Ke karna chahi Agar Hum trading karna chahte hain to Hamein Ho currency ke paer choose karne chahiye Jisme Hamein profit jyada ho Agar Hum Aisa Karenge To Apne kaam ko manage Karke Chale Ayenge To Ham is business se bahut jyada profit Hasil kar sakte hain is wajah se hamein chahiye ke hum Apne kaam ko Soch Samajh Ke Karan Agar samajh nahi aa rahi tu kisi se pooch len
    • #3 Collapse

      Re: Base currency ko zaida value dy

      G hann new memberss ko currencyy pairr ko value denii chiyeee currencyy pair main markeet ki movement itni fastt ni hotii asni syy time den kar analysis kiaa jataa hai strt cuurencyy pairr syyy karnaa chiyee seekhnyy kyy liyee bestt hai our profitt bi hasio hotaa rhtaa hai sath sathh..
      • #4 Collapse

        Re: Base currency ko zaida value dy

        Bhai aap ne bilkul theek kaha hamein currency mein order place krny se pehly is baat ka khayal krna chahiye k base currency kon si hai kionkeh market base currency pe move krti hai 2nd currency ko quote kehty hein hum analysis aur news mein 1st currency ko follow krein.
        • #5 Collapse

          Re: Base currency ko zaida value dy

          Ji Haan Aaap ki Baat BiLkul Theak Hai FoReX main SuRrenCy pairs Main Trade karnay k liYe Base CurrenCy Py Zyaada tawajo DeNi Chaahiye q k Ussi ki BaSe py Hii MoVeMent Ho rahii HoTi Hai isliye HumEn Chaahiye k FoRex Main CurrenCy pairs Pe Kaamyaabi HaaSiL Karnaa Chaahatay Hain To baSe CuRrencies Ko Zyaada Ehmiyat DeN....
          • #6 Collapse

            Re: Base currency ko zaida value dy

            Asa he hai. Likan mery khyal sey forex mai jis pair par bhe trade krna hai ap ko base currency key sath dursay pair par bhe work krna chahey. Jis key bad forex mai achi trade kr sakty ho. Trade mai es waqat zada earning ho sakty hai jab ap complete analysis kro gy.
            • #7 Collapse

              Re: Base currency ko zaida value dy

              aapne Sahi kaha hai ki best currency ko Jyada value the hamein chahiye ke hum Soch Samajh Ke currency ke pairs choose Karen jis mein Hamein jyada fayda ho aap mukhtalif countries k currency ko aap choose kar sakte hain yeah ab aap ki apni marzi hai ki aap Jisko bhi choose karna chahte hain kar sakte hain hamein chahiye K trading karne se pahle market ko analyse Karen Agar Hum market ko analyse kar lenge to isme Hamara bahut hi jyada fayda hai
              • #8 Collapse

                Re: Base currency ko zaida value dy

                forex mai hum currency mai trading karty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex aik interantional business hain hum is mai learning ky sat earning be haisal kar sakth hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Base currency ko zaida value dy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                  Salam dears, hum ne jb b kisi pair pr trading karni hoti a to zair a us m do currencies hoti hain first ko base currency khety hain aur second ko quote currency khety hain, hum buy ya sell hemsha base currency ko karty hain is liey jo b Anylsis kary koi b news study kary to base currency ko zaida value dy doosri currency Ke b importance a lekan base currency zaida important a
                  Aap Ki Baat thik hai Hamein base currency ko Jyada value dene chahi ke aage and currencies key-value marriage Arfa hotel se hota hai aur in currencies ki market bhi Kafi fast move karti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Base currency ko zaida value dy

                    hamy aik time table bana kar currecny mai kam karna chahey hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai pne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky emotional ho ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X