Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey
    Dear all forex users ma ap sub sa ya kahna chahta hu k jab b hum forex ma trading kary to us ma gum mo chaheay k hum jo lot size lgaey apni trade par wo apny acount ko daikh kar lgaey Q k jab hun trade lgaey to wo loss ma b ja skti ha es lia agar chota acount ho to lot size chota he hona chaheya ya na ho k bada lot size lga apna acount he na wash karwa ly.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

    g han jo banda lot size lagana seekh jata hai wo acha trader ban jata hai forex trading me jis ne money management naahi ki wo kabi b is businness me kamyab nahi ho sakta apne balance ko daikh kar hi lot size select karna chahiye or small lot size hi best hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

      dear jab be hum market main trading k liye jate hein tu hume phaly money management ko fallow kr k is maintrade open krni chaiye trade open krne se phaly hume apne bonas ko calculate krna chaiye phr hi hum is main hume account ko safe kr sakte hein
      • #4 Collapse

        Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

        yes ham ko apna account dakh ker lot size astmal karna hota h aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h a lyee soch samjh ker kam karna hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

          Hamari total trading hi lot size per depend kerti hai ky agar ham bari lot size sy trade open ker lety hain tou hamain bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai aur bahot bara loss bhi ho sakta hai lekin agar ham apny balance ky hisab sy achi claculation kerny ky bahd trade open kkerty hainn tou hain tou hamain loss bhi limited hota hai aur profit bhi hamain phir usi hisab sy hota hai jis sy ham ny lot size use ki hui hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

            Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex trading mein lot size hamesha apnay account ko dekh kay lagani chahiye kiun kay agar apka account balance kam he to ap bari lot size nahi laga saktay phir apko choti lot size use karna paray gi es tarha Agar apka account Bala ziada hai to phir ap risk le saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

              G belkul aisa he hai agar ham apnai account capital ko daik Kar uss ke hisab say proper money management now sath trade lagayengai to yaqenan hamara acount kabi be wash nahe hoga hamai money management ko follow kartay hui lots size lagana chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

                Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai apne account balance ko dekhna chahiye aur money management ke mutabik Chalna chahie money management se chalne se a aapko profit bhi Hota rehta hai account bhi save rehta hai aur jo loss hota hai wao bi sath sath cover Hota rhtaa hainm
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

                  forex members assalam o alikum thanks for this question this is very useful question for juniors .ji hmein lot apni treding k mutabik hi use krni chahiy hum ko chahiy keh ham lot bht choti istmaal krein iss trah choto lot ko istamal krny sy hmein loss ziada ni hoga agr ham apni treding m lot choti means kam size use krein gy to loss sy bhi bach jain gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

                    Dear friend asslam u alaikum dear Sir ap ny sahi kaha hai forex trading men lot size apny acount ko daikh kar lgaey agar hamra account balance km hai to hame minimum lot size rakhna chye kiun key km lot size ky sat hamra account wash huny se Bach skya hsi
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

                      G hain bhai jan apne bilkul hi kaha k ham ko is mein tarding mmain min lot size ko dekah kar acciount dekh kar is mein tarde karna chhayeaor ham ko is mein ache se tarde karna chhaye ham is mein ko is mein mehnat karna chhaye tab ja kar ap is mein earna kar skart hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

                        Lot size bhot kam lgaye lot size Eada rakhy gy us ki waja sy nuksna kry gy is kiya lot size kocountrol my rakhy k apana jam kry apni mhanta jry our hardworking kry kit siz ko smjhy ya AP ko zeada rakhny sy nuksan hoga hy Thora Thora kamany ki koshiahabkry kry zeada k chair my na Jaye
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

                          ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan project Mein kaam karte hain toh I'm a lot size ka istemal bahut hi thoda karna hota hai aur Hame Apne account ke hisab se istemal karna hoga FIR Hum Pakistan from Mein acchi Tarah Se trading kar Payenge aur Hamein achha profit bhi mil payega thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ma lot size apny acount ko daikh kar lgaey

                            G ham logo ko chahye ka ham log is ma apna account ko dekh Kar hi is ma lot size use karna chahye ta ka ham logo ko is ma loss ma ho aur jab ham logo ka account ma kam bonus ha to ham logo ko chahye ka ham log is ma small lot size use Kara aur ham logo ko balance zayda ha to ham logo ko big lot size Kara ta ka ham log is ma kamayab ho sakha aur is ma ham logo ka account wash na ho

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X